Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~ Where there is love there is life ~~ collection from the painful heart of pErIsH_BoY .>>>>>>

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

    very nice sharing........

    Comment


    • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

      Originally posted by SheeN View Post
      very nice sharing........
      thanks janab ap nay read ki....!!


      Comment


      • Re: صبر کوئی کوئی " کرتا " ہے۔

        well said...........

        Comment


        • Re: صبر کوئی کوئی " کرتا " ہے۔

          Originally posted by SheeN View Post
          well said...........
          thanks miss...........!!


          Comment


          • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

            u welcome mod :nail:
            Originally posted by pErIsH_BoY View Post
            thanks janab ap nay read ki....!!

            Comment


            • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

              اتنی کوبصورت تحریر
              پڑھ کر آنکھیں نم ہوگئیں
              اللہ پاک ہم سب کو اپنی مقدس بہنوں سے شفقت کرنے اور ان کے حقواق ادا کرنے کی توفیق عطا فرمائے
              آمین

              Comment


              • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

                PB yeh poetry section ki nahi hai post :--p

                achi post hai ..move kar daian dosray section main :rose
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • Re: ~~~mEri passanD~~~(17)

                  Mujhe khabar hay ke rusta badal rahi ho tum

                  jou apni umr sey Aagey nikal rahi ho tum
                  very nice


                  مزا برسات کا چاہو تو ان آنکھوں میں آبیٹھو
                  ساہی ہے، سفیدی ہے شفق ہے ابر باراں ہے


                  roseroseroseroseroseroserose

                  Comment


                  • Re: ~~~mEri passanD~~~(17)

                    is it your pic?


                    مزا برسات کا چاہو تو ان آنکھوں میں آبیٹھو
                    ساہی ہے، سفیدی ہے شفق ہے ابر باراں ہے


                    roseroseroseroseroseroserose

                    Comment


                    • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      PB yeh poetry section ki nahi hai post :--p

                      achi post hai ..move kar daian dosray section main :rose

                      [MENTION=3804]anchal[/MENTION] yeh Iqtibasaat section ki hai jo mujay nahi mila tha ab kay karo us section ka


                      Comment


                      • Re: ~~~mEri passanD~~~(17)

                        Originally posted by pink rose View Post
                        is it your pic?

                        koun say pic [MENTION=18675]pink rose[/MENTION]


                        Comment


                        • Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E- Wafa Karta Tha



                          Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E- Wafa Karta Tha
                          Mujh sy Milta Tha To Talqeen-E-Wafa Karta Tha

                          Us k Daman Men Koi Phool Nahi Mery Liye
                          Jo Meri Tangi-e-Daman Ka Gila KartaTha

                          Aaj Jo Usko Bulaya To Wo Gumsum Hi Raha
                          Dil Dharrkny Ki Jo Awaz Suna Karta Tha

                          Aaj Wo Meri Har Ek Bat K Mani Poochy
                          Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Karta Tha

                          Us ki Dehleez Par Sadiyon Se Khada Hon“Mohsin”
                          Mujh sy Milny Ko Jo Lamhat Gina Karta Tha



                          Comment


                          • Wo shakhs to Tabinda Sitaron ki tarha tha


                            Wo shakhs to Tabinda Sitaron ki tarha tha
                            Mash'hor jo Dushman mein b Yaaron ki tarha tha

                            Us Shakhs k Aany sy Khil Uthti thi hr cheez
                            Wo Shakhs to jaisy k Baharon ki tarha tha

                            Sunta tha Wo hr Baat brry Gor sy Meri
                            Rehta magr Chup Chaap Diwaron ki tarha tha

                            Us Shakhs k AasaAb to Pathar ki tarha thy
                            Ab Tota to bikhra wo Akhbaron ki tarha tha

                            Uljha huwa rhta hai Wo ik Mudat se "Wasi"
                            Wo Shakhs jo Pur-Nor Nzaron ki tarha tha......!


                            Comment


                            • Suno



                              SUNO!!!!!

                              DECEMBER KI THITHARTI HUI SHAMEIN..

                              KOHR MEIN LIPTI DHUNDHLAYI SI SUBHEIN..

                              DARAKHTON KE GIRTAY HUAY...

                              KHUSHK ZARD PATTAY

                              WO GAON KE TAMAM RASTAY

                              MOHABBATON KE TAMAM RISHTAY

                              KHAYAAL ABAD KARTAY HAIN..

                              TUMHAIN!!!!

                              SUB YAAD KARTAY HAIN.



                              Comment


                              • Aye muhabbat teri qismat ke tujhay muft milay hum



                                Aye muhabbat teri qismat ke tujhay muft milay hum
                                hum se Da,na jo kamalt kia kartay thay
                                khushk matti ko immarat kia kartay thay
                                aye muhabbat ye tera bakht ke bin mol milay
                                hum se anmol jo heeron main tula kartay thay
                                hum se monh zor jo bhonchal utha rakhtay thay
                                Aye muhabbat teri tehhweel main anay se zara pehle tak
                                hum is sheher main izzat se raha kartay thay
                                hum bigartay to kayi kam bana kartay thay
                                aur ab teri sakhawat ke ghanay saye main
                                khalqat-e-sheher ko hum zinda tamasha theray
                                jitnay ilzam thay maqsoom hammaray thehray
                                aye mohabbat zara andaz badal le apna
                                tujh ko ainda bhi ushaq ka khoon peena hay
                                hum to mar jain ge tum ko to magar jeena hay




                                Comment

                                Working...
                                X