Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~ Where there is love there is life ~~ collection from the painful heart of pErIsH_BoY .>>>>>>

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~~~mEri passanD~~~(21)



    Mother LoVE U<-----

    ik aisa ahsas hai maa

    mery sans ka dusra naam hai maa

    khud ko mera wajood dekhlaya

    jisnay mujh ko chalna seekhlaya

    achay aur buray main farq samjhaya

    janat ki basharat hai jahan

    ik aisa ahsas hai maa

    zamanay kay sardo_garam say bachaya

    halaat say jisnay larna seekhlaya

    dil meray ka sakoon jahan

    mery ratoon ka chain jahan

    ik aisa ahsas hai maa

    dukh to sabkay aik say hain

    phir sukh kun sabkay parayee hain

    meray dukhon ki intha jahan

    meray sukhon ki ibtada jahan

    ik aisa ahsas hai maa

    gher say kabhi jab routh kay jaon

    ya ratoon ko gher der say aoon

    apna har dam usko main muntazir paoon

    phir bhi main bazz na aoon

    har ahat pay jo chonkay

    khary hai jo intzar main meray

    raat bhar tak preeshan wahan

    ik aisa ahsas hai maa

    jab bhi main kisi safar pay jaoon

    maa say dheron duayen main paoon

    dor jakay uski kami main paoon

    jaisay jissam yahan ho aur rooh wahan
    ik aisa ahsas hai maa

    mery sans ka dusra naam hai maa!
    (Diz iz mY personaL CoLLectioN onLy 4 mY GuriyA)
    ------>Mr.SiLeNT LoVe<------


    Comment


    • ~~~mEri passanD~~~(22)



      GuriyA Tm MeRi jaaN Ho<-----!

      faisalaa tum na kerna hai kai tum mere kiya hoo

      aik pyass tera laboo kii buuji aik pyass ho mei

      aik arzuu. tere nighoo mei chuppi aik arzuu ho mei

      aik khalish tuu aikala heen khalish mei thaa per ab mei tere zindagi mei hoo

      aik dard. tera dard ko pii jana wali aik dawa hoo mei

      aik khawaish. tere zinadgi saa naa ruut jana wali khawaish hoo mei

      aik parchai. tera akss mei chipaa tere aik parchaai hoo mei

      aik kasak. tere mohbt mei kabi kasak naa kia mei naa

      aik dukh. tera dukh mei chupi aik khushi ho mei

      aik afsana. tera lafzoo mei saja aik afsana hoo mei

      aik tanhaii tera dil mei khamoshi saa chupi aik tanhaii hoo mei

      aik yaad. tera khawaboo mei basnaa wali aik yaad hoo mei

      yaaa

      aik umeed. aik umeed hai tere kaai mei tere zindagi bun jai

      aik ehasaas. tera dard mei chipa ehsaas bun jao

      aik roshni. tera ghar ki buuja diaa ki roshni bun jao.

      aik aas. tuje duniya saa chupa laina ki aik aas bun jao

      aik khushi. tere zindagi mei killi aik khushi bun jao

      aik hasi. tera laboo pai saji aik hasi bun jao

      aik dilnasheen.tera dil mei chipa aik raaz bun jao

      aik sathi. tuje jina sika doo tere zindagi ka sathi bun jao

      aik rehbaar tera saath kadam kadam per mei rehbaar raho tera sath

      aik hamsafar tere zindagi kaa aik humsafar bun jao

      aik manzil. tera dil ko choo kaai mei tere manzil bun jao

      yei zindagi mei tera naam ker doo

      kaisa kaho kaa mei tere kiaa hoo.....!!
      (Diz iz mY personaL CoLLectioN onLy 4 mY GuriyA)
      ------>Mr.SiLenT LoVe<------


      Comment


      • ~~~mEri passanD~~~(23)



        GuriyA Tera Husan SaB Mitti Ka MaaL<-----!


        Nelam jesi aankhain teri
        resham jese baal,sb miti ka maal

        Sone ka katmala tera

        chndi ki pazaib

        halke zrd sitaron wali gehri
        neli shaal

        sb miti ka maal

        Chndi jese mukh pr chamky grm hawa ki dhoop

        makhmal jesi nrm ragon me

        masti ka bhonchaal
        sb miti ka maal

        Wqt mile tu toti or boseda qabrn dekh

        tjh se phle b guzre hn lakh chamakte laal
        sb miti ka maal

        Tu b fani me b fani sb ki zat

        roshn subhn kajal shamen hafte maheny saal

        Sb miti ka maal..!!
        (Diz iz mY personaL CoLLectioN onLy 4 mY GuriyA)
        ----->Mr.SiLeNt LoVE<------


        Comment


        • ~~~mEri passanD~~~(24)



          GuriyA KyA main Tm Ko yad nahe AAyA<------!

          To Kiya TumhainMain Kabi Yaad Hi Nahi Aaya..?
          Kisi Gulaab Ki Khushboo K
          Bikharne Par B
          Zara Say Aab k Aankhon Main
          Utarnay Par
          Kitaab Uthatay Hoye,
          Geet Koyi Gaatay Hoye
          Ittar Lagatay Hoye
          Choorian Pehentay Hoye
          Sanwar K Der Talak Aa'eenay Ko Taktay Hoye
          To Kiya Tumhain Main Kabi Yaad Hi Nahi Aaya..?
          Subha Ko Uthtay Hoye
          shaam Ko Teheltay Hoye
          Neend Aaa Aaye Agar Karwatain Badaltay Hoye
          Kabi Yoon'hi Kisi Makhsoos Dhun Ko
          Suntay Hoye
          Faarigh Oqaat Main
          koyi Kitaab Parhtay Hoye
          To Kiya Tumhain Main Kabi Yaad Hi Nahi Aaya....?
          Barastay Abr Men
          Chat Par Kabi Kharay Ho Kar
          Kisi K Rooth K Jaanay Pay
          Chir'chiray Ho kar
          Kisi Saheli Say
          Bus Yoon'hi Baat Kartay Hoye
          Kisi Khayal Main Bethay Se
          Uth K Chaltay Hoye
          Kisi B Raat Ko Uth Kar
          Yoon'hi Tehltay Hoye
          To Kiya Tumhain Main Kabi Yaad Hi Nahi Aaya...?
          Akelay Yoon'hi Kabi
          Apni Dhun Main Chlatay Hoye
          Kisi Ki Saalgira Par Yoon'hi
          Beheltay Hoye
          Kisi Oonchayi Pe Tanha Sambhal K
          Chartay Hoye
          Utartay Chaand ki Mojon Main
          Aks Partay Hoye
          To Kiya Tumhain Main Kabi Yaad Hi Nahi Aaya...?
          Kisi Gulaab Ko Tehni Se
          Torr Kar Bhi Nahi
          Kisi Darakht K Saaye Main
          Beth Kar B Nahi
          Apnay Darwazay Pe Dastak Koyi Sunkar B Nahi
          Kisi Dareecha'e'Makaan Se Jhaank Kar B Nahi
          Apni Kitab Main Koi Naam Dekh Kar B Nahi
          Yaad'e'Maazi Main Kaheen Door Doob Kar B Nahi
          Kisi B Shakhs Ko
          Khamosh Dekh Kar B Nahi
          Kisi B Aankh Ko
          Num Dekh Kar B Nahi
          Kahin Lafzon Main Koi A Dekh Kar B Nahi
          Azaan Hotay Hi Aanchal Se Sar Ko Dhaktay Hoye B Nahi
          To Kiya Tumhain Main Kabi Yaad Hi Nahi Aaya.....?
          (Diz iz mY personaL CoLLectioN OnLy 4 mY GuriyA)
          ------>Mr.SiLeNT LoVe<------




          Comment


          • ~~~mEri passanD~~~(25)




            GuRIYA ABI SE BAT MAT KAR BHOOL JANE KI<-----!


            Abi to ankh ne pai ha sapnon se shanasai,

            Abi to aarzo ne urna sekha ha,

            Abi to payar ki pehli phuwaren han,

            Abi to phool mehkay han,

            Haseen qos- e- qazah k rang bikhray han,

            Chamktay jugnoon k qafilay b sath chaltay han,

            Hamaray char janib,

            Khawahishon ki titlian c jhilmilati han,

            Abi to panchi chehkay han,

            Hamari zulfen bikhri han,

            Mohbt k nashay me dobay rahtay han,

            Hamari sansen seenay me kai tofan uthati han,

            Mohbt ka nasha de de k neenden roth jati han,

            Abi agaz ha apni mohbt ka,

            Abi to aur rangon ko bikhrna ha,

            Abi sochon ko ek parwaz deni ha,

            Abi to khushboon se lutaf ko awaz deni ha,

            Buhat lambay safar par ham ko jana ha,

            Buhat sa muskrana ha,

            Tumhari chahat me khud ko behaal karna ha,

            Buhat hi toot kar ulfat lutani ha,

            Mohbt k buhat se jaam bharnay han,

            Meri jaan saray sapnay mil k jeenay han,ABI SE BAT MAT KAR BHOOL JANAY KI..!!
            (Diz iz mY personaL CoLLectioN onLy 4 mY GuriyA)
            ------>Mr.SiLeNT LoVE<------


            Comment


            • Re: ~~~mEri passanD~~~(25)

              buhat khoob

              Comment


              • Re: ~~~mEri passanD~~~(25)

                Very Nice!
                aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                Comment


                • Re: ~~~mEri passanD~~~(24)

                  Very Nice!
                  aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                  kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                  Comment


                  • Re: ~~~mEri passanD~~~(23)

                    Bohat Umdah!
                    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                    Comment


                    • صبر کوئی کوئی &quot; کرتا &quot; ہے۔

                      "صبر کرنے" اور صبر آجانے" میں بہت فرق ہوتا ہے...
                      اپنے دل پر جبر کر کے اپنا حوصلہ آزما کر چُپ سادھ لینا اول الذکر جبکہ رو دھو کر، اپنا غم منا کر آنکھوں میں آنسوؤں کی قلت ہو جانے کے بعد خاموشی اختیا کر لینا موخر الذکر کے زمرے میں آتا ہے۔
                      صبر کوئی کوئی " کرتا " ہے۔
                      صبر ہر ایک کو " آ " جاتا ہے-


                      Comment


                      • DEdicated to my little sister.....!! dont miss it



                        Comment


                        • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

                          per mujhe se tou koi piyar nae krta :(
                          When I came home in the rain,

                          Brother asked why didn't you take an umbrella...

                          Sister adviced why didn't you wait till rain stopped...

                          Father angrily warned, only after getting cold, you will realize...

                          But Mother...
                          while drying my hair said,
                          Stupiid Rain!
                          Couldn't it wait,
                          Till my child came home...?

                          That's Mom!!!

                          Comment


                          • Re: DEdicated to my little sister.....!! dont miss it

                            Originally posted by loving angel View Post
                            per mujhe se tou koi piyar nae krta :(

                            aisi baat nhi hoti ayi samjh aur na hi aisa sochtay hai
                            aik maa kay even 12 babies bhi ho na to always sub ko aik jaisa pyar karti hai


                            Comment


                            • Re: Sahil pe rait k kache makan bnana chor do.

                              Bohat khoob!
                              aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                              kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                              Comment


                              • Re: Mere khatoot k tukrre talash karti thi.

                                Bohat Khoob!
                                aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                                kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                                Comment

                                Working...
                                X