Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~







    Comment


    • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

      Assalaam-O-alaikum zindagi jee

      Wah jee bohat hi khoob..... bohat hi wasee soch hay sha'air ya sha'aira ki....

      jitna likha hay uss main tou aik MULK aabaad hojayay, Shehar tou bohat chotii see cheese hay :lol waisay bhi insaan soch ki wusa'at bohat wasee hoti hay, pal main kayii shahar 'basa' daiti hay aur dosray pal main ussay 'ujaar' daiti hay... iss munsibat say aik sha'air yaad aaraha hay:


      Din Ko Masmaaer Huway, Raat Ko Taameer Huway
      Khuwab Hi Khuwaab, Faqat Rooh Main Jageer Huway
      Umr Bhar Likhtay Rahay, Phir Bhi Waqt Saada Raha
      Jaanay Kia Lafz Thay, Jo Hum Say Na Tehreer Huway

      Thanks for sharing, khush rahyeh

      FI amaan ALLAH



      Originally posted by life. View Post




      Mun aangan mein shehar basa hai,
      shehar mein ek dareya behta hai
      Jis mein chand sitare darpan, kabhi na totne wale bandhan
      Kaheen na bholne wali yadain, tooti phooti kuch fareyadain
      Raushan din aur jhilmil raatain
      Lafz adhooray, poori raatain
      Lehroo per umadtay jazbay behtay jayein
      Koi kahani kehtay hayein
      Haray bharay pairoo per shakhain sayoo ki zanjeer banayein
      Dareya mein aflaak nahayein
      Ander ke sab bhaid kinare khultay jayein
      Mun angan mein shehar basa hai
      Shehar mein ek darya behta hai
      Darya ki lehroo mein rastay
      Rastoo mein an dekhay sapne khile huwe hain
      Khwab, dhanak, khushbo aur chehre mile huwe hain
      Taiz hawa mein deep samay ke jale huwe hain
      Lekin shehar ke darwazay per
      Bekhwabi ke dukh sukh orhay
      Jane kis ki aas mein ankhain
      Neendoo ka pehra deti hain
      Mun aangan mein shehar basa hai,
      shehar mein ek dareya behta hai...
      sigpic

      Comment


      • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

        Originally posted by Baniaz Khan View Post

        very nice sharing
        thanks..


        Comment


        • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

          Originally posted by thefire1 View Post
          Assalaam-O-alaikum zindagi jee

          Wah jee bohat hi khoob..... bohat hi wasee soch hay sha'air ya sha'aira ki....

          jitna likha hay uss main tou aik MULK aabaad hojayay, Shehar tou bohat chotii see cheese hay :lol waisay bhi insaan soch ki wusa'at bohat wasee hoti hay, pal main kayii shahar 'basa' daiti hay aur dosray pal main ussay 'ujaar' daiti hay... iss munsibat say aik sha'air yaad aaraha hay:


          Din Ko Masmaaer Huway, Raat Ko Taameer Huway
          Khuwab Hi Khuwaab, Faqat Rooh Main Jageer Huway
          Umr Bhar Likhtay Rahay, Phir Bhi Waqt Saada Raha
          Jaanay Kia Lafz Thay, Jo Hum Say Na Tehreer Huway

          Thanks for sharing, khush rahyeh

          FI amaan ALLAH


          itne khobsurat hosla afzai ka buhat buhat shukriya .




          اک آواز کا دریا ہے
          جو میرے جسم میں بہتا ہے
          جو میرے دل میں اترتا ہے
          اُس آواز کے ساحل پہ
          اک معصوم سی صورت ہے
          رات سی زلفیں ہیں
          چاند سا چہرہ ہے
          اُس چاند سے چہرے سے
          یہ احساس جھلکتا ہے
          دل کسی کی یاد میں گم ہے
          ہر پل دل یہ کہتا ہے
          اِس آواز کے دریا میں اُتر کر دیکھوں
          کیا راز چھپا ہے اِس میں
          محبت میں اک بار تو
          مٹ کر دیکھوں
          یہ احساس جو دل میں آتا ہے
          آواز بھی پلٹا کھاتی ہے
          اپنا ظاہر اور باطن دکھلاتی ہے
          اک طرف سود و زیاں کی باتیں ہیں
          اک طرف محبت کے افسانے ہیں
          ”آسائشِ دنیا کا فسوں اپنی جگہ ہے“
          محبت میں سکوں اپنی جگہ ہے
          پھر اک فیصلہ ہوتا ہے
          دنیا ہار جاتی ہے
          محبت جیت جاتی ہے
          اور
          آواز امر ہو جاتی ہے

          Comment


          • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

            Dil Ka Rishta





            Mana Keh Mumkin Nahi

            Milan Apna

            Per

            Is Umeed Pay Bandha Hay

            Tum Say

            Dil Ka Rishta

            Shayed Keh

            Judaii Likhtay Samay

            Dil Bhar Aaye

            Katib -e- Taqdeer Ka

            Comment


            • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~





              Ye Jantay Huye Bhi

              Ye Jantay Huye Bhi
              K
              Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga
              Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga
              Phir Bhi Main Ne
              Hawa Ko Pakarna Chaha
              Badal Ko Choona Chaha

              Comment


              • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~




                Raat Ki Tanhai!!!

                Raat ki gheri khamoshi main
                chupkay se dheemay se
                sergoshi main
                koi mujh se bola
                suno!
                tum wohi ho na jo raat hotay he
                meri Ankhon mai utar aati ho
                meri aankhon mai jugnoon ki tarha
                roshan ho jati hai
                ek roshan taray ki tarha
                neendo main utar aati ho
                tum wohi ho na?
                Main boli
                haan main wohi hon
                Woh bola…bohut buri ho
                meri neenden ura ker
                khud chain se so jati ho…!!!

                Comment


                • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~




                  محبت دل میں رہتی ہے
                  کسی کے بھلا دینے سے
                  محبت ختم نہیں ہوتی
                  جب بھی وقت ملتا ہے
                  اسی کی یاد آتی ہے
                  زندگی کے ساتھ ساتھ
                  اس کی یاد بھی
                  پروان چڑھتی ہے
                  جس دن یاد اس کی
                  مٹ جائے گی میرے دل سے
                  زندگی کا مری وہ آخری دن ہو گا

                  Comment


                  • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

                    Keh kehna, bohat hi khoobsurat andaz-e-sha'ayri hay, KHAMOSH MOHABBAT ki yeh ZABAN paRh kar bohat khushi hoyee, ek ek lafz main eshas-e-mohabbat koot koot kar barha hay, aur yeh andaaza lagaana mushkil nahin kay kitnay ahsaasaat ko jama kar kay inn khoobsurat nazm ko likha gaya hay..... aap ka intikhaab waqayi lajawaab hay, keep sharing, shukriya, khush rahyeh...... aur yonhi mohbbbat karti rahyeh, mohabbat kay bina bhi kia wajood-e-insaani hay....!!!
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

                      wow, so beautiful entries :rose





                      Comment


                      • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Keh kehna, bohat hi khoobsurat andaz-e-sha'ayri hay, KHAMOSH MOHABBAT ki yeh ZABAN paRh kar bohat khushi hoyee, ek ek lafz main eshas-e-mohabbat koot koot kar barha hay, aur yeh andaaza lagaana mushkil nahin kay kitnay ahsaasaat ko jama kar kay inn khoobsurat nazm ko likha gaya hay..... aap ka intikhaab waqayi lajawaab hay, keep sharing, shukriya, khush rahyeh...... aur yonhi mohbbbat karti rahyeh, mohabbat kay bina bhi kia wajood-e-insaani hay....!!!
                        itne khobsurat hosla afzai k agay mere pass jese koi lafz hi nahi bachay
                        ap ki daad ka andaaz buhat aala hai
                        ap k biyan main buhat husn hai
                        thanks...thank u so much

                        Comment


                        • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~

                          Originally posted by Baniaz Khan View Post
                          wow, so beautiful entries :rose

                          hosla afzai ka buhat buhat shukriya

                          Comment


                          • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~







                            مزاج برہم
                            خفا سا لہجہ
                            اُداس چہرہ
                            ناراض آنکھیں
                            وجہ جو پوچھی میں نے اُس سے
                            ?جان میری۔۔۔! اُداس کیوں ہو
                            کیوں ہو برہم
                            ناراض کیوں ہو
                            بھر کے اُچھلیں آنکھیں اس کی
                            لڑکھڑا کے گلے لگا کر
                            مجھ سے بولی:
                            "کہاں گئے تھے?کیوں گئے تھے?
                            مجھے بتاؤ
                            تمھارے بن جو بے بسی تھی
                            علاج اس کا بتا کے جاتے
                            تم جو بچھڑو
                            کہاں میں ڈھونڈوں
                            سراغ اپنا بتا کے جاتے
                            تمہیں پتا تھا
                            تمہارے بن میں
                            ایک پل بھی رہ نہیں سکتی
                            چاہے بچھڑے دنیا ساری
                            تیری جدائی سہہ نہیں سکتی
                            تمہیں قسم ہے
                            اب نہ جانا
                            مر جاؤں گی تمہارے بن میں
                            چلو اب مجھ سے وعدہ کر لو
                            کہیں بھی جاؤ
                            کبھی بھی جاؤ
                            ساتھ مجھ کو لے کے جانا
                            پھر سے مجھ کو سزا نہ دینا
                            تمہیں قسم ہے

                            Comment


                            • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~






                              Woh Mujhe Akser Parindoo'n Ki Misaal Deta Tha
                              Saaf Yeh Nahi Kehta Ke Mera Shahar Choor Do

                              Comment


                              • Re: ~..^..~ life ki Diary Sey ~..^..~





                                حسرتوں کی انتہا

                                میری حسرتوں کی انتہا دیکھو
                                کے جی چاہتا ہے
                                زندگی خواب ہو جائے
                                وہیں سے ہو شروع
                                جہاں رک گئی تھی
                                آنکھ کھلے میری
                                اور سحر ہو جائے




                                میری حسرتوں کی انتہا دیکھو

                                Comment

                                Working...
                                X