Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bazm-e-Ummid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: dhadkan

    zabardast ji.... khush rahye... :rose
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #62
      Re: aik shakhs

      bohat khoob... Ummid....
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #63
        Re: aik shakhs

        My Favourite Ghzal ........thanx for sharing and keep sharing :)
        Allah

        Comment


        • #64
          Re: dhadkan

          jeet le jaye mujh ko koi nasibon wala
          Apni Tareef aap hi :hathora :lol
          Bohat umdah sharing hay keep sharing ummid :)
          Allah

          Comment


          • #65
            Re: aik shakhs


            HMMMMMMMMMMMMMMM

            CHIPKOOOOOOOOOOOO

            Comment


            • #66
              yeh ahl-e-wafa!

              kuch aise zakhm bhi hote hain,
              jinhein zakhmi aap nahi dhote,
              bin roye hoye aansoon ki tarah,
              seeney se laga kar rakhte hain!
              aur saari umr nahi rote.
              neendein bhi muhaiya hoti hai,
              sapne bhi door nahi hote.
              kyun phir bhi jagte rahte hai?
              kyun saari raat nahi sote?
              ab kis se kahein ai jan-e-wafa,
              yeh ahl-e-wafa.......
              kis aag mei jalte rahte hain!
              kyun bujh kar raakh nahi hote?:rose :rose :rose

              Comment


              • #67
                Re: yeh ahl-e-wafa!

                MARVELLOUS POETRY:rose :masha


                Never trust blindly!!!!

                _______________________________



                _____________________________________________

                Comment


                • #68
                  ashq

                  Gumey-e- hayaat ki tanhaaiyyon se ghabra ker,
                  tumhari deed ki ummeed aankhon mein basa ker,
                  umadh ke aa gaye palkon pe dil ko thukra ker,
                  wahan bhi na miley tum to gum se ghabra ker
                  tapak ke palkon se ashqon ne khudkushi ker li.

                  Comment


                  • #69
                    Re: ashq

                    Bohat umdah :)
                    Allah

                    Comment


                    • #70
                      tumhain mujh se mohhabbat hai!

                      Kuch Aisi Be-sakooni Hay Wafa Ki Sarzameenon Main,

                      Keh Jo Ehl-e-Mohabbat ko sada Bechain Rakhti Hai.........

                      Keh Jaisay Phool Main Khushboo,

                      Keh Jaisay Haath Main Paara,

                      Keh Jaisay Shaam Ka Taara....

                      Mohabbat karnay walon ki sehar raton main rehti hai......

                      Gum-naami ki shaakhchon main aashiaan bunta hai Ulfat ka,

                      Ye aain wasal main bhi Hijr ke khadshon main rehtee hai.

                      Mohabbat kay musafir zindagee jab kaat chuktay hain.....

                      Thakan ki kirchian chuntay,wafa ki ajrakain pehnay..............

                      Samay ki rahguzar ki aakhree sarhad pe ruktay hain......................

                      to koi doobtee saanson ki doree thaam kar............

                      Dheeray say Kehta Hay...

                      Ye Such Hay Na....!!

                      Issi Ka Naam Chahat Hai?

                      Tumhain mujh se Mohabbat thee

                      Tumhain mujh se Mohabbat Hay!!

                      Comment


                      • #71
                        zaroori nahi hai!

                        Zaroori nahi hai!

                        Jo sahil ki geeli, khunk, rait per

                        Hath mein hath de ker

                        Safar aur talatum ke qissay sunaye

                        Jazeeron, hawaon aur un-dekhay mousam,

                        Aur ankhon se oujhal kinaron pe bikhray Huay manzaron,

                        zayqon aur rangon ki batein karay

                        Woh in wardaton se guzra bhi ho

                        Gar kahe aao............................................... ........

                        hum in pareshan moujon ka peecha karien

                        Jo tere aur mere paaon ko choomti hain

                        Talatum ki be naam manzil se guzrein

                        Yeh dekhien hawayen kise dhoondti hain

                        Tou chalnay se pehle zara soch laina

                        Zaroori nahi hai jo un dekhay raston ki khabrein sunaye

                        Wo in raaston ka shanasa bhi ho

                        Kahin yeh na ho jo samandar mein tum us ko dhoondo tou wo

                        Sahilon per khara muskurata rahe ........................................

                        Comment


                        • #72
                          Re: zaroori nahi hai!

                          :masha Buhut acha kalam share kiya hai :rose
                          sigpic

                          Comment


                          • #73
                            Re: tumhain mujh se mohhabbat hai!

                            Assalamm-o-alaikom
                            :rose
                            :) how simple
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #74
                              Re: zaroori nahi hai!

                              Assalaam-o-alaikom
                              It is so nice
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment


                              • #75
                                Re: zaroori nahi hai!

                                pasand karne ke liye shukriya!:)

                                Comment

                                Working...
                                X