Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bazm-e-Ummid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: apna tamasha

    Originally posted by baykamal
    Assalaam o alaikum
    ummid g bohat achay zabardast bohat khoob.
    hamm elfy maiN bujhay alfaaz istemaal kartay haiN na iss liay aap khichay chalay aatay haiN. ohhh yai baataiN to nahi batanay wali hoti haiN.. khair kabhi kabhar sach nikal hi aataa hay.
    aap aur kaawishaiN karaiN hamm issi tarah elfy walay nahi nahi himmat afzaaee walay alfaz istemal kar k aap ko bulatay rahaiN gae.
    ALLAH hafiz
    Raza Baykamal
    thank you!:rose
    per mujhe "elfy" ka matlab nahi maloom:cc: agar aap bata dein tu nawazish hogi.
    khush rahiye.

    Comment


    • #47
      Re: apna tamasha

      nice one
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #48
        Re: apna tamasha

        Originally posted by ummid
        :rose apna aap tamasha karke dekhoonga,
        khud se khud ko tanha karke dekhoonga,


        wo shoala hai yaa chashm, kuchh bhed khule,
        patthar dil mein rasta karke dekhoonga,


        kab bichhda tha kaun ghadi, thi yaad nahi,
        lamha lamha yakja karke dekhoonga,


        waada karke log bhula kyon dete hain,
        abke aisa main bhi karke dekhoonga,

        :masha :masha


        Never trust blindly!!!!

        _______________________________



        _____________________________________________

        Comment


        • #49
          hont jaltay hain

          Baywafaa Raastay Badaltay Hain
          Humsafar Saath Saath Chaltay Hain
          Kis Kay Aanso Chupay Hain Pholoo'n Main,
          Choomta Hoon To Hont Jaltay Hain!

          Comment


          • #50
            Re: hont jaltay hain

            Originally posted by ummid
            Baywafaa Raastay Badaltay Hain
            Humsafar Saath Saath Chaltay Hain
            Kis Kay Aanso Chupay Hain Pholoo'n Main,
            Choomta Hoon To Hont Jaltay Hain!

            zabardast.... keep sharing... :rose
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #51
              rahne de

              :rose Mujh ko apne hazoor rehne de.
              Kuch mera bhi gharoor rehne de.

              Raaston ka khumaar kaafi hai,
              Manzilon ka saroor rehne de.

              Har khataa ki sazaa nahin laazim,
              Kuch mera bhi kasoor rehne de.:rose

              Comment


              • #52
                Re: hont jaltay hain

                Bohat umdah :) keep coming and keep shaaring :)
                Allah

                Comment


                • #53
                  Re: hont jaltay hain

                  Haey haey haey maar dala bohat umdah shair sunaya hai Ummid - keep it up :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #54
                    Re: hont jaltay hain

                    thanxxxxxxxxxxxxx a lot.:)

                    Comment


                    • #55
                      Re: hont jaltay hain

                      buhut zaabrdast shair hai dear , khush raho :)
                      sigpic

                      Comment


                      • #56
                        Re: hont jaltay hain

                        Great very nice

                        Comment


                        • #57
                          Re: hont jaltay hain

                          Asslam-o-Alikum wr wb

                          nice

                          FeamanAllah
                          Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                          Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                          Comment


                          • #58
                            aik shakhs

                            :rose Bana Gulab Tu Kante Chuba Gaya Aik Shakhs.
                            Hua Chirag Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs. :rose

                            :roseTamam Rang Mere Aur Sare Khwab Mere,

                            Fasane Thay Ke Fasana Bana Gaya Aik Shakhs.:rose

                            :roseMein Kis Hawa Mein Uron Kis Fiza Mein Lehraon,
                            Dukhon Ke Jaal Har Su Bhicha Gaya Aik Shakhs. :rose

                            :roseMohabbaton Ne Kissi Ki Bhula Rakha Tha Isse,
                            Mille Who Zakham Ke Phir Yaad Agaya Aik Shakhs.:rose

                            :roseKhula Yeh Raaz Ke Aaina-e- Khana Hai Duniya,
                            Aur Is Mein Mujhay Tamasha Bana Gaya Aik Shakhs.:rose


                            Comment


                            • #59
                              Re: aik shakhs

                              Originally posted by ummid
                              Bana Gulab Tu Kante Chuba Gaya Aik Shakhs.
                              Hua Chirag Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs.

                              Originally posted by ummid
                              Mohabbaton Ne Kissi Ki Bhula Rakha Tha Isse,
                              Mille Who Zakham Ke Phir Yaad Agaya Aik Shakhs.

                              Khula Yeh Raaz Ke Aaina-e- Khana Hai Duniya,
                              Aur Is Mein Mujhay Tamasha Bana Gaya Aik Shakhs.
                              Very impressive - bohat aala aur umdah shairi hai, good sharing ummid
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #60
                                dhadkan

                                jeet le jaye mujh ko koi nasibon wala
                                zindagi ne mujhe daow per laga rakha hai.
                                imtehan mere zabt ka tum kya loge...................
                                mei ne tu dhadkan ko bhi seenay mein chupa rakha hai.

                                Comment

                                Working...
                                X