Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ * Khan ki Pasand * ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

    Originally posted by BaytaabTabaani View Post
    Bohat Khoob Khan Sahib........



    Khush rehay



    PBT
    Thnx.......but not sahib,sahiba.:)
    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

    Comment


    • #17
      Re: Ghazal By Amjad Islam Amjad

      buht hai khoob
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #18
        Re: Ghazal By Amjad Islam Amjad

        Originally posted by WASI ANJUM View Post
        Bahot khoob
        nice sharing janab
        Originally posted by BaytaabTabaani View Post
        Koe mousam ho dil main hai,tumhari yaad ka mousam


        wah Ala Kalam Ha


        Khush rehay



        PBT
        Originally posted by Rabia Basri View Post
        bohat khub
        Originally posted by *Hala* View Post
        buht hai khoob
        aap sub ka tah-e-dil se shukriya:)
        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

        Comment


        • #19
          Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

          buht khoob...
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment


          • #20
            Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

            nice:)

            Comment


            • #21
              Re: Ghazal By Amjad Islam Amjad

              nice sharing :)

              Comment


              • #22
                Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

                Originally posted by *Hala* View Post
                buht khoob...
                Originally posted by Rabi View Post
                nice:)
                Thank u so much.
                aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                Comment


                • #23
                  Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

                  us waqt teri yaad aati hai
                  buhat nice...muje pata tha aap ko meri yaad buhat aye gi:wk

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ghazal By Amjad Islam Amjad

                    hum too apke fan ho gaye hain...garmi main buhat kaam ayon gaa agar light hoi tooo

                    Comment


                    • #25
                      Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

                      Originally posted by phonix_24 View Post
                      buhat nice...muje pata tha aap ko meri yaad buhat aye gi:wk
                      Aaaaaaahan
                      tumhain bhe ishq karnay k hunar aanay lagay hai
                      tu kia ab khwaab din main bhe nazar aanay lagay hain:)
                      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ghazal By Amjad Islam Amjad

                        Originally posted by Rabi View Post
                        nice sharing :)
                        Originally posted by phonix_24 View Post
                        hum too apke fan ho gaye hain...garmi main buhat kaam ayon gaa agar light hoi tooo
                        Thank u so much.:)
                        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                        Comment


                        • #27
                          Ghzal by Lateef Sahir

                          Pehlay tu thay na roushan,taray,charaagh,jugno
                          aaya hai dil main koe,yadain hain teri ya tu

                          hum tujh ko daikhtay hain aur sooch main paray hain
                          tu phool hai k khushbo,tu rang hai k jadu

                          kuch apnay kuch paraey tum dhoop ho k saa'ey!
                          manous jaisay panchi,be-chain jaisay aaho

                          markaz bhe daaira bhe,manzil bhe raasta bhe
                          tu hai faraib-e-hasti,yak- so hai aur har-soo

                          ye faaslay nazar k be-mani ho gaey hain
                          kafi hai muskorahat kafi hai teri khushbo
                          aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                          kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                          Comment


                          • #28
                            Mujhay Tum Yaad Aatay Ho

                            Mujhay Tum Yaad aatay Ho

                            muqaddar k sitaroun par
                            zamanay k esharoun par
                            udasi k kinaroun par
                            kabhi veraan sehra main
                            kabhi hairaan aankhoun main
                            kabhi be-jaan lamhoun par
                            tumhari yaad chupkay se
                            koe sargoshi karti hai
                            ye palkain bheeg jati hain
                            tu aanso toot girtay hain
                            hum palkoun ko jhukatay hain
                            ba-zahir muskoratay hain
                            faqat itna he kehtay hain
                            mujhay kitna satatay ho
                            mujhay kitna rulatay ho
                            Mujhay tum yaad aatay ho
                            aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                            kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                            Comment


                            • #29
                              Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

                              Bohut khubsurut
                              Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                              Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                              Comment


                              • #30
                                Re: Us Waqt Teri Yaad aati Hai

                                Bohat Khoob ...........

                                Comment

                                Working...
                                X