Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eshaa Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Meri pasand

    Originally posted by Eshaa_wellwisher
    pasand karnay ka Shukriya Masood , Amjad Islam Amjad merey bhi pasandeeda shayar hain , sahi kaha aap nay k un likha kalam mann ko chhu jata hai.......:)
    Eesha ji mujhey umeed hai keh aap unka khoobsurat kalaam yunhi share karti rahein gi aur hamein yeh ronaq bakhshti rahein gi :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #47
      Re: Meri pasand

      Originally posted by Masood
      Eesha ji mujhey umeed hai keh aap unka khoobsurat kalaam yunhi share karti rahein gi aur hamein yeh ronaq bakhshti rahein gi :)
      InshaAllah....:) Hausla Afzaeey k liey Thanks:phool:
      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: Meri pasand

        Originally posted by Eshaa_wellwisher
        InshaAllah....:) Hausla Afzaeey k liey Thanks:phool:
        Yeh reet aap ney hi daali hai :p jab aap ney meri private site shab-o-roz.dk per aap ker meri hosla afzaee ki thi - I never forget those words Eesha :) - Aap bohat khush raha karo :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #49
          Re: Meri pasand

          humein tu sub nazmein pasand aai:thmbup: per plz accha hoga agar aap font thoda large rakhein tu......:)
          khush rahiye..:phool:

          Comment


          • #50
            Re: Meri pasand

            Originally posted by ummid
            humein tu sub nazmein pasand aai:thmbup: per plz accha hoga agar aap font thoda large rakhein tu......:)
            khush rahiye..:phool:
            salam,
            Thank you ummid :) Aur aap ka kaha bhi pora kar diya gaya hai ab to font sahi haina.:cc: .....Take carez:)
            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: Meri pasand

              Originally posted by Jhumroo
              salaam Eeshaa,

              bahot Khoob hai aapkii pasand. mujhe pahli Ghazal aur saaHir kii nazm jise indian film Gumraah ke liye Mahendra Kapoor ne gaayaa thaa [BTW, maiN ne bhi koshish kii thii jo urdustan radio par maujood hai] be Had pasand aayii...shukria share karne kaa...aise hii posT kartii rahiiye umda kalaam.

              _______Jhumroo
              Jhumroo Bohat shukriya pasand karnay ka:phool: ....Pehli ghzal "Amjad Islam Amjad" saahib ki hai aur un k kalam k khoobsoorat aur ba maani andaz se kaun waaqif nahin , her lafz dil ko chhuta huaa hai:) .....Bas PG friends k saath raha to haazir hoty rahoon gi apni pasand k saath:) ....Shukriya
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: Meri pasand

                Originally posted by Eshaa_wellwisher
                salam,
                Thank you ummid :) Aur aap ka kaha bhi pora kar diya gaya hai ab to font sahi haina.:cc: .....Take carez:)
                humein khushi hoi ke aap ne humari baat per amal kiya.
                khush rahiye:phool: :phool: :phool:

                Comment


                • #53
                  Re: Meri pasand

                  aslaam_u_alikam

                  bohat khubsoorat aap ki sabhi collections

                  Comment


                  • #54
                    Re: Jo Tum Nay Thaan hee li hai!!!

                    wah bohat achi hai

                    welcome to pegham

                    take care and keep sharing :phool:

                    Comment


                    • #55
                      Mere baykhabar tujhe kia pata

                      Salam,
                      ek nazm share kar rahi hoon hope so aap sab ko pasand aaey gee:)
                      Attached Files
                      Last edited by Eshaa Chaudhry; 19 February 2006, 06:50.
                      sigpic

                      Comment


                      • #56
                        Re: Mere baykhabar tujhe kia pata

                        really Unforgetable

                        Comment


                        • #57
                          Re: Mere baykhabar tujhe kia pata

                          Originally posted by ~Khalil~
                          really Unforgetable
                          thanks khalil:phool:
                          sigpic

                          Comment


                          • #58
                            Re: Mere baykhabar tujhe kia pata

                            U welCome Esha......................

                            Comment


                            • #59
                              Re: Mere baykhabar tujhe kia pata

                              Originally posted by Jhumroo
                              bahot unda hai aapkaa intiKhaab...shukria. kiskii nazn hai yeh kahii huii...kahiiN merii to nahiiN? :wk
                              Jhumroo Kaheen aap hee to Wo Bhai Bhulakkar nahin hain jin k baray mein course bok mein bhi likha gaya tha:cc: .......Dekho na bhool gaey na apni hee nazm:zuban: :zuban: .. pasand karnay ka shukriya:)
                              sigpic

                              Comment


                              • #60
                                Re: Jo Tum Nay Thaan hee li hai!!!

                                Originally posted by sheem
                                wah bohat achi hai

                                welcome to pegham

                                take care and keep sharing :phool:
                                Shukriya sheem....:)
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X