Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eshaa Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Eshaa Ka Intikhaab

    A ghazal by Saghar siddiqi:)
    Attached Files
    sigpic

    Comment

    • Re: Eshaa Ka Intikhaab

      :)
      Attached Files
      sigpic

      Comment

      • Re: Eshaa Ka Intikhaab

        Zindagi say dartay ho?
        Zindagi to tum bhi ho, zindagi to hum bhi hain

        Aadmi say dartay ho?
        Aadmi say dartay ho?
        Aadmi to tum bhi ho, aadmi to hum bhi hain
        Aadmi zubaan bhi hay, aadmi bayaan bhi hay,
        us say tum nahi dartay...

        Harf aur manay kay rishta-e-ahan say aadmi hay wabasta
        Aadmi kay daman say zindagi hay wabasta,
        us say tum nahi dartay...

        Ankahi say dartay ho?
        Jo abhi nahi aayi us ghari say dartay ho,
        us ghari ki amad ki agahi say dartay ho?

        Pahlay bhi to guzray hain daurr na rasayi kay,
        bairiya khudayii kay
        Phir bhi ye samajhtay ho haich arzumandi ya shab-e-zuban bandi hay rahay khuda wandi
        Tum magar ye kya jano...

        Lab agar nahi hiltay, hath jaag uthtay hain
        Hath jaag uthtay hain rah ka nishan bankar

        Noor ki zuban bankar
        Hath bol uthtay hain subh ki aazan bankar

        Roshni say dartay ho?
        Roshni to tum bhi ho, roshni to hum bhi hain
        Roshni say dartay ho...

        Shahar ki faseelon par daiw ka jo saaya tha, paak hogaya akhir
        Raat ka libada bhi chaak hogaya akhir
        Khaak hogaya akhir...

        Ashdahan main insaan say fard ki nawa ayii
        Raat ki sadaa ayii
        Rah-e-shauq main jesay rah ro ka khoon lapkay
        Aadmi chalak uthay

        Aadmi hansay dekho, shahar phir basay dekho
        Tum abhi say dartay ho?

        Haan abhi to tum bhi ho, haan abhi to hum bhi hain
        Tum abhi say dartay ho...

        (Noon Meem Raashid)
        sigpic

        Comment

        • Re: Eshaa Ka Intikhaab

          College mein "Mehfil e sukhn " nami taqreeb mein ye kalam perha tha humnay...ab yaad nahin arah k kis shayar ka hay :)

          hum koi jug se niralay to nahin hein logo
          hum bhi uss daur mein jeetey thay jahan
          titlian phool hein aur khwab hein aiwanon mein
          shehar humko bhi muqaddar mein mila hai k jismein
          dharkanein gum hein aur ik shor se hay hoo ka aalam
          hum bhi uss ghar ke makeen hein jismein
          waqt ke kaat'te bujh jati hai iss umr ki lau
          aik bemasraf-o-gumnaam iraday ki terhan :)
          hum bhi logon ki terhan hein ke hamein
          dukh chupana bhi hai hansna sar-e-bazar bhi hai :)
          hum pe bhi ehd-e-jawani ka azab utra hai
          humnay bhi duur kisi shehr mein hanstay huey
          bastay huey ik shakhs ko chaha hai bohat
          in hawaon ko sada jana hai
          jaise uss shehr se paigham-e-wafa laai hein
          dharkanein ankh ka ansoo toa nahin hein laikin
          humnay gin gin ke ganwai hein kisi shakhs ke naam
          hum niralay hi to hein...........
          humnay iss gham ko gham-e-jaana bana rakha hai
          umr jismein na koi aas na ansoo na hansee
          humnay uss umr ka afsana bana rakha hai!
          sigpic

          Comment

          • Re: Eshaa Ka Intikhaab

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

            :clap::clap::clap::clap::clap:
            :clap::clap::clap::clap:
            :clap::clap:
            Fantastic
            Bhot Alaaa
            Jawab nahien
            sigpic

            Comment

            • Re: Eshaa Ka Intikhaab

              :) Main bhi kuchh kahoon keh tum meri pazeeraii ko janti ho?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                Originally posted by sccorpion81 View Post
                :clap::clap::clap::clap::clap:

                :clap::clap::clap::clap:
                :clap::clap:
                Fantastic
                Bhot Alaaa

                Jawab nahien
                Shukriy'A ye hamein bht pasand aaey thi pehli baar hee perh k :)
                sigpic

                Comment

                • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                  Originally posted by Masood View Post
                  :) Main bhi kuchh kahoon keh tum meri pazeeraii ko janti ho?
                  Kehna chahein to keh dein nahin kehna chahein to bhi koi qaid nhin :lpop:
                  sigpic

                  Comment

                  • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    Zindagi say dartay ho?
                    Zindagi to tum bhi ho, zindagi to hum bhi hain

                    Aadmi say dartay ho?
                    Aadmi say dartay ho?
                    Aadmi to tum bhi ho, aadmi to hum bhi hain
                    Aadmi zubaan bhi hay, aadmi bayaan bhi hay,
                    us say tum nahi dartay...

                    Harf aur manay kay rishta-e-ahan say aadmi hay wabasta
                    Aadmi kay daman say zindagi hay wabasta,
                    us say tum nahi dartay...

                    Ankahi say dartay ho?
                    Jo abhi nahi aayi us ghari say dartay ho,
                    us ghari ki amad ki agahi say dartay ho?

                    Pahlay bhi to guzray hain daurr na rasayi kay,
                    bairiya khudayii kay
                    Phir bhi ye samajhtay ho haich arzumandi ya shab-e-zuban bandi hay rahay khuda wandi
                    Tum magar ye kya jano...

                    Lab agar nahi hiltay, hath jaag uthtay hain
                    Hath jaag uthtay hain rah ka nishan bankar

                    Noor ki zuban bankar
                    Hath bol uthtay hain subh ki aazan bankar

                    Roshni say dartay ho?
                    Roshni to tum bhi ho, roshni to hum bhi hain
                    Roshni say dartay ho...

                    Shahar ki faseelon par daiw ka jo saaya tha, paak hogaya akhir
                    Raat ka libada bhi chaak hogaya akhir
                    Khaak hogaya akhir...

                    Ashdahan main insaan say fard ki nawa ayii
                    Raat ki sadaa ayii
                    Rah-e-shauq main jesay rah ro ka khoon lapkay
                    Aadmi chalak uthay

                    Aadmi hansay dekho, shahar phir basay dekho
                    Tum abhi say dartay ho?

                    Haan abhi to tum bhi ho, haan abhi to hum bhi hain
                    Tum abhi say dartay ho...

                    (Noon Meem Raashid)
                    Buhat achi nazam ..............! Khush rhaiyay

                    Comment

                    • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      College mein "Mehfil e sukhn " nami taqreeb mein ye kalam perha tha humnay...ab yaad nahin arah k kis shayar ka hay :)

                      hum koi jug se niralay to nahin hein logo
                      hum bhi uss daur mein jeetey thay jahan
                      titlian phool hein aur khwab hein aiwanon mein
                      shehar humko bhi muqaddar mein mila hai k jismein
                      dharkanein gum hein aur ik shor se hay hoo ka aalam
                      hum bhi uss ghar ke makeen hein jismein
                      waqt ke kaat'te bujh jati hai iss umr ki lau
                      aik bemasraf-o-gumnaam iraday ki terhan :)
                      hum bhi logon ki terhan hein ke hamein
                      dukh chupana bhi hai hansna sar-e-bazar bhi hai :)
                      hum pe bhi ehd-e-jawani ka azab utra hai
                      humnay bhi duur kisi shehr mein hanstay huey
                      bastay huey ik shakhs ko chaha hai bohat
                      in hawaon ko sada jana hai
                      jaise uss shehr se paigham-e-wafa laai hein
                      dharkanein ankh ka ansoo toa nahin hein laikin
                      humnay gin gin ke ganwai hein kisi shakhs ke naam
                      hum niralay hi to hein...........
                      humnay iss gham ko gham-e-jaana bana rakha hai
                      umr jismein na koi aas na ansoo na hansee
                      humnay uss umr ka afsana bana rakha hai!
                      Buhat hee kamal ....Ki sharing ...:) ...Buhat Khoobsoorat

                      Comment

                      • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                        Shukriya Gul Ji rose

                          :clap: bohat khoob

                          Comment

                          • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            :clap: bohat khoob
                            Thanks:)
                            sigpic

                            Comment

                            • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                              Bahot khoob Eshaa
                              bahot achha intakhab hai aap ka
                              sigpic

                              Comment

                              • Re: Eshaa Ka Intikhaab

                                Thanks wasi :rose
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X