Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aania's Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • Re: Aania's Choice

        sitaaroN se ulajhata jaa raha huu.N
        shab-e-furqat bohot ghabara raha huu.N

        tere Gham ko bhi kuch behla raha huu.N
        jahaaN ko bhi bohot samajha raha huu.N

        yaqeeN ye hai, haqeeqat khul rahi hai
        gumaaN ye hai k dhokay khaa raha huu.N

        tere pehluu meiN kyon hota hai mehsoos
        k tujh se door hota jaa raha huu.N

        jo uljhi thi kabhi aadam k haathoN
        vo guthii aaj tak sulajha raha huu.N
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • Re: Aania's Choice

          koi lamha bhi laut kar nahi aya
          ]]] very nice wah wah wah jee kia baat hai

          Comment


          • Re: Aania's Choice

            Hawwao,zarra rukk jaana,ik baat baaqi hai.
            Niggaho, zarra jhhukk jaana,ik baat baaqi hai
            Meri waffa, teri jaffa, unn ki hayya bann gayee,
            addaao zarra baihak jaana,ik baat baaqi hai
            Surmayee andheiroun mein,bujhh gayai, aankhoun ke deep,
            Ghattao zarra chammak jaana,ik baat baaqi hai
            Kiyuon baat karte ho, jaam-dil-aour surraahi ki,
            Tammannao zarra chaihak jaana,ik baat baaqi hai
            Shaadaab deikhna hai.zarrad aankh se, khazzaan ko,
            Darriyao zarra thamm jaana, ik baat baaqi hai
            Tere daihakkate hooyai rukhsaaroun pe, sooraj ka gummaan,
            Sittaro zarra simmatt jaana, ik baat baaqi hai
            Teri aankhoun ke maihkaddey mein,aaj teh shour kaisa,
            Hasein-naao zarra larkharana, ik baat baaqi hai
            Ammada-nawwazish kiyuon hote ho ,,bar--baar tumm,
            Aashnao zarra muss-karrana ,, ik baat baaqi hai
            Uthti rahey,tere baddan sey,khushboo mere jissam ki,
            Fizzaao zarra gunn-gunnaana, , ikk baat baaqi hai
            Kiss--qaddar uljhein hain teri zulffein, mere khiyaaloun mein,
            Ommar--e- -rawwaan; ko zarra bullana ik baat baaqi hai
            Kiyuon rukk gayee mohabatt teri, oss mour pey MAHI
            Duaao zarra pallatt jaana,, ik baat baaqi hai.........
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • Re: Aania's Choice

              teray pahlo may kyun hota hy mahsos
              k tujhse door hota ja raha hon!
              zabardust!!!
              ISHQ HAQEEKI HO YA MAJAZI,
              NACHATA ZAROR HY.....!!:rose

              Comment

              Working...
              X