Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zoya Khan ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Zoya Khan ka Intikhaab

    Assalam O Aliukum,

    Miss Zoya Khan aap please apni temam ter pasandeeda urdu poetry aik hi thread mein post keejye .. main pehley bhi aap ko pm ker chuki hoon.. lekin abhi tak aap separate threads bana rahi hain.. temam members ko har sha'r , ghazal, nazam ke liye separate thread banayen ge wo DELETE ker diye jayen ge .. shukrya :)

    Pegham Admin-Team
    S.Mod: Aania
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #77
      Yehi waafa ka...

      Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
      Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi

      Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
      Safeena doob raha hai, to koi baat nahi

      Rakha tha aashiyana-e-dil main chupa ke tumko
      Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi

      Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
      Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi

      Kise majaal kahe koi mujh ko deewana
      Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi ...

      Comment


      • #78
        Re: Zoya Khan ka Intikhaab

        nice choice ... :)
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment

        Working...
        X