Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zoya Khan ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zoya Khan ka Intikhaab

    Wo jo shehre dil tha ojar gaya..
    Wo jo khawab tha wo bwkhar gaya..

    Kabhi raasto ki nazar lagi..
    Kabhi manzelo ne dagha diya..
    Kabhi zindagi ki kitaab se..
    humein jis ne chaha mita diya..
    Bass is liye wo jo jaa raha tha door takk..
    Roka nahin ose is liye..
    Ose rokte bhi to kis liye...?
    Attached Files

  • #2
    Re: Wo jo shehre dil tha

    Nice - good
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Wo jo shehre dil tha

      Nice..
      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

      Comment


      • #4
        Re: Wo jo shehre dil tha

        Originally posted by Masood View Post
        Nice - good
        Thanxxx

        Comment


        • #5
          Re: Wo jo shehre dil tha

          Originally posted by Masood View Post
          Nice - good
          thanxx
          Attached Files

          Comment


          • #6
            Re: Wo jo shehre dil tha

            bohot khoob.......:)
            sigpic


            Comment


            • #7
              Re: Wo jo shehre dil tha

              Originally posted by Wafa View Post
              bohot khoob.......:)
              thanx
              Attached Files

              Comment


              • #8
                Bohut hi modat ke bad

                Bohut ho moddat ke baad..
                Attached Files

                Comment


                • #9
                  Re: Bohut hi modat ke bad

                  ahaaa nice gazal :)
                  Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                  Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                  Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                  Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                  Comment


                  • #10
                    Re: Bohut hi modat ke bad

                    Originally posted by zeeshan View Post
                    ahaaa nice gazal :)
                    thanxx
                    Attached Files

                    Comment


                    • #11
                      Re: Bohut hi modat ke bad

                      bohat umdah intikhaab hai Zoya - bas aik baat yaad rakha kijye keh - aam shairi Bazm-e-Shairi section mein share ki jati hai, jab keh Designed ki hui shairi Designed Poetry waley seciton mein - khush rahein :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Bohut hi modat ke bad

                        v nice

                        Comment


                        • #13
                          Zoya Khan ka Intikhaab

                          Bezameen logo ko..
                          Beqarar ankho ko..
                          Badnaseeb qadmo ko..
                          Jis taraf bhi lejaaye..
                          Raasto ki marzi hai.........

                          Beneshan jazeero per..
                          Badguma shehro main..
                          Bezoba mosaafro ko..
                          Jis taraf bhi bhatka de...
                          Raasto ki marzi hai.........

                          Rok le yaa barhne de..
                          Thaam le ya girne de..
                          Wasl ki lakeero ko..
                          Tor de yaa milne de...
                          Raasto ki marzi hai...

                          Ajnabi koi laa kar ....
                          Humsafar bana daale..
                          Saath chalne walo ki..
                          Raakh bhi ora daale..
                          Yaa mosaafate saari..
                          Khaak main mila dale..
                          Raasto ki marzi hai...........



                          Comment


                          • #14
                            Mohabbat rooh main

                            Mohabbat rooh main otra howa ism hai so..
                            Jaane-jaan..
                            Taloq khatm karne se mohabbat kamm nahin hoti...
                            Bohut kuch tujh se barh kar bhi moyassar tha..
                            Moyassar hai..
                            Najaane phir bhi kyoun teri zarorat kamm nahin hoti...

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mohabbat rooh main

                              V niceeeeee

                              Comment

                              Working...
                              X