Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Musaddaq Ki Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Musaddaq Ki Choice

    Tujhe naaz hai k main hussen hon, mera gulistan ko zawal kya
    Mujhe Fakher hai k main ishq hon, jo jala na don to kamal kya

    Tera pyar mein gila shikwal teri in adaon pe mer chala
    Jo hayat thi tujpay var di, ab jawab kya sawal kya

    Comment


    • Re: Musaddaq Ki Choice

      Her ik shab meri taza azaab mian guzri
      Tumhare baad tumhare he khawab main guzri
      Main ik phool hoon or woh mujhe he rakh k bhool gaya
      Tamam umer issi ki Kitab mian guzri

      Comment


      • Re: Musaddaq Ki Choice

        Ye zindagi bari ajeeb si

        kabhi gulzaar si kabhi bezaar si

        kabhi khushi hamare sath sath

        kabhi ghammon ki barsaat si

        ye zindagi bari ajeeb si...!

        kabhi toofanon main bhi hain raaste

        kabhi manziloon ka pata nahen

        kabhi do qadam pe zindagi

        kabhi sadiyoun tak intizaar si

        ye zindagi bari ajeeb si...!

        kabhi har pal imtihaan hai

        kabhi bin maangy innaam hai

        kabhi kuch nahen

        kabhi sab kuch si

        ye zindagi bari ajeeb si...!

        kabhi kantoon bhari ye zindagi

        kabhi phooloon ki saig si

        kabhi dukhoon bhari ye zindagi

        kabhi khushiyoun ki bahaar si

        ye zindagi bari ajeeb si...!

        kabhi Hum maut ke muntazir hain

        kabhi maot Hum se roothi roothi


        Kabhi Hum zindagi ki talaash main

        kabhi zindagi Hum se khafa khafa si

        ye zindagi bari ajeeb si...!

        kabhi dushman bhi sath hain

        kabhi DOST bhi juda juda


        kabhi apne bhi hain paraye

        kabhi parayoun ki chahat bhi apnon si

        ye zindagi bari ajeeb si..!

        kabhi gulzaar si..........

        kabhi bezaar si...........

        Comment


        • Re: Musaddaq Ki Choice

          Bohhat aalla Musaddak Bhaii
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment


          • Re: Musaddaq Ki Choice

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Bohhat aalla Musaddak Bhaii
            thanks dear

            Comment


            • Re: Musaddaq Ki Choice

              Ae Zindagi itni bad-salukian
              Hum kon sa baar baar ayen ge...

              Comment


              • Re: Musaddaq Ki Choice

                welcome back Musaddaq :rose
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • Re: Tumhain jana'an ijazat hay

                  Mosam_e_Gul Mai Agr Shakh Se Totay Hote,,

                  Kuch Shagoofe B Us Shakh Se Phoote Hote,,

                  Dil Bara Sakht Tha Har
                  Sang-e-Bala Jheel Gya,,

                  Wrna Hum
                  Shidat_e_Ehsas Se Toote Hote,,

                  Tum Ko Jaana Tha To Pehle Hi Juda Ho Jate,,

                  Is Trha Roz K Marne Se To Chhoote Hote,,

                  Hont Chup Chaap Sahi,
                  Aankh Hi Kuch Keh Jaati,,

                  Roothne Wale Saleeqe Se To Roothe Hote,,

                  Hum Ne Hans Hans K Bharam Ahl_e_Wafa Ka Rakha,,

                  Hum B Ro Dete
                  Agr Ishq Mai Jhoote Hote....!

                  Comment


                  • Re: Musaddaq Ki Choice

                    Muhabbat ka Nasha utra to dekha
                    Usay Apni, mujhe apni parri thi....!!

                    Comment


                    • Re: Musaddaq Ki Choice

                      Zabardast Collection. Nice Poetry.
                      Govt Jobs in Pakistan - http://govtjobspakistan.pk/

                      Comment

                      Working...
                      X