Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sham E Mehfil Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

    nice one

    Comment


    • #47
      Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

      Comment


      • #48
        Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

        [ATTACH]38041[/ATTACH]

        [ATTACH]38042[/ATTACH]

        Comment


        • #49
          Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

          Jo Kahna Tha Kah Diya Hum Ne

          Tere Dil ki khushi Sajna Hamein Jaan se pyari hai
          Jo Chahay Maang lo Tum Har cheez tumhari hai



          Ji Chahta Hai saray titli Rung Le Loon
          Kuch is tarah Se Tum ne meri Duniya sanvari hai


          Ulfat ki Rahguzr Pe main tukhm bota Jaon
          Chahat Tumhari Jesay Phoolon ki kiyari hai


          Auron Kay Naam kar do har Lamha zindagi ka
          Par aanay Walay Pal ki har sham Hamari hai


          Hum Bun gaey tumharay Tum Bun gaey hamaray
          Banta Nahin Kisi ka yeh Waqt Shikari hai


          Jo Kehna Chah Rahay Tha woh Keh diya hai hum Ne



          [

          Comment


          • #50
            Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

            Comment


            • #51
              Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

              Muhabbat zat hoti hai
              muhabbat zat ki takmeel hoti hai
              koi jangal main ja tehre' kisi basti main bas jai
              muhabbat sath hoti hai
              muhabbat khushbo ki lai
              muhabbat musam ki dhun
              muhabbat aabsharoon k behte panion ka man
              muhabbat jangaloon main raqs kerti moorni ka tan
              muhabbat barf parti serdion main dhoop banti hai
              muhabbat chalchalate geram sehraon main thandi chaon ki manind
              muhabbat ajnabi dunya main apne gaon ki manind
              muhabbat dil
              muhabbar jan
              muhabbat moorti hai
              or kabhi jo dil k mandir main kahen per toot jai to
              muhabbat kanch ki gurya
              fazaon main kisi k hath se choot ker gir jai to
              muhabbat aabla hai kerb ka
              aur phoot jai to
              muhabbat roog hoti hai
              muhabbat soog hoti hai
              muhabbat sham hoti hai
              muhabbat rat hoti hai
              muhabbat jhilmilati aankh main bersat hoti hai
              muhabbat neend ki rut main khawboon k raste per sulagte' jan ko ate
              rat jagoon ki ghat hoti hai
              muhabbat jeet hoti hai
              muhabbat mat hoti hai
              muhabbat zat hoti hai

              Comment


              • #52
                Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                Dost ban kar bhi nahi sath nibhanay wala
                Wohi andaz hay zalim ka zamanay wala

                Ab usay logg samjhtay hay giraftar mera
                Sakhat nadim hay mujhay damm may lanay wala

                Subhadam chore gaya nighatay gull ki sorat
                Raat ko guncha-e-dill may simat anay wala

                Kia kahain kitnay marasam they hamaray us say
                Wo jo ik shaks hay moou phairr kay janay wala

                Teray hotay huway a jati thi sari dunia
                Ajj tanha hoon to koi nahi anay wala

                Muntazir kiss ki hoon toti hoi dehliz pay may
                Kon aye ga yahan , kon hay anay wala

                Kia khabar thi jo meri jaan may ghulla hay itna
                Hay wohi mujh ko sara-e-dar bhi lanay wala

                May nay dekha hay baharoon may chaman ko jaltay
                Hay koi khuwab ki tabeer batanay wala

                Tum takluf ko bhi iklase samjhtii ho Sabii
                Dost hota nahi har hath milnay wala

                Comment


                • #53
                  Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                  Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                  [ATTACH]38041[/ATTACH]



                  [ATTACH]38042[/ATTACH]
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #54
                    Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                    Dost ban kar bhi nahi sath nibhanay wala
                    Wohi andaz hay zalim ka zamanay wala

                    Ab usay logg samjhtay hay giraftar mera
                    Sakhat nadim hay mujhay damm may lanay wala

                    Subhadam chore gaya nighatay gull ki sorat
                    Raat ko guncha-e-dill may simat anay wala

                    Kia kahain kitnay marasam they hamaray us say
                    Wo jo ik shaks hay moou phairr kay janay wala

                    Teray hotay huway a jati thi sari dunia
                    Ajj tanha hoon to koi nahi anay wala

                    Muntazir kiss ki hoon toti hoi dehliz pay may
                    Kon aye ga yahan , kon hay anay wala

                    Kia khabar thi jo meri jaan may ghulla hay itna
                    Hay wohi mujh ko sara-e-dar bhi lanay wala

                    May nay dekha hay baharoon may chaman ko jaltay
                    Hay koi khuwab ki tabeer batanay wala

                    Tum takluf ko bhi iklase samjhtii ho Sabii
                    Dost hota nahi har hath milnay wala

                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment


                    • #55
                      Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                      Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                      Muhabbat zat hoti hai
                      muhabbat zat ki takmeel hoti hai
                      koi jangal main ja tehre' kisi basti main bas jai
                      muhabbat sath hoti hai
                      muhabbat khushbo ki lai
                      muhabbat musam ki dhun
                      muhabbat aabsharoon k behte panion ka man
                      muhabbat jangaloon main raqs kerti moorni ka tan
                      muhabbat barf parti serdion main dhoop banti hai
                      muhabbat chalchalate geram sehraon main thandi chaon ki manind
                      muhabbat ajnabi dunya main apne gaon ki manind
                      muhabbat dil
                      muhabbar jan
                      muhabbat moorti hai
                      or kabhi jo dil k mandir main kahen per toot jai to
                      muhabbat kanch ki gurya
                      fazaon main kisi k hath se choot ker gir jai to
                      muhabbat aabla hai kerb ka
                      aur phoot jai to
                      muhabbat roog hoti hai
                      muhabbat soog hoti hai
                      muhabbat sham hoti hai
                      muhabbat rat hoti hai
                      muhabbat jhilmilati aankh main bersat hoti hai
                      muhabbat neend ki rut main khawboon k raste per sulagte' jan ko ate
                      rat jagoon ki ghat hoti hai
                      muhabbat jeet hoti hai
                      muhabbat mat hoti hai
                      muhabbat zat hoti hai

                      :phool:
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • #56
                        Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                        Originally posted by sham-e-mehfil View Post


                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #57
                          Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                          Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                          Jo Kahna Tha Kah Diya Hum Ne


                          Tere Dil ki khushi Sajna Hamein Jaan se pyari hai
                          Jo Chahay Maang lo Tum Har cheez tumhari hai



                          Ji Chahta Hai saray titli Rung Le Loon
                          Kuch is tarah Se Tum ne meri Duniya sanvari hai


                          Ulfat ki Rahguzr Pe main tukhm bota Jaon
                          Chahat Tumhari Jesay Phoolon ki kiyari hai


                          Auron Kay Naam kar do har Lamha zindagi ka
                          Par aanay Walay Pal ki har sham Hamari hai


                          Hum Bun gaey tumharay Tum Bun gaey hamaray
                          Banta Nahin Kisi ka yeh Waqt Shikari hai


                          Jo Kehna Chah Rahay Tha woh Keh diya hai hum Ne




                          [

                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #58
                            Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                            Originally posted by sham-e-mehfil View Post

                            :phool: :phool:
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment


                            • #59
                              Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                              Originally posted by sham-e-mehfil View Post









                              MAIN APNA AAJ APNA KAL TUMHARE NAAM KERTA HON




                              MAIN IS JEEWAN KA HER IK PAL TUMHARE NAAM KERTA HON










                              KHIZAN,SARDIAN, GERMI,BAHAREN, BARISHEN, JARA



                              MAIN HER MOSAM KA HER HER PAL TUMHARE NAAM KERTA HON







                              SITARE,TITLIAN, JUGNU,GUL- O-BULBUL, DHANAK,KHOSHBO



                              YE SARI HUSN KI CHAL BAL TUMHARE NAAM KERTA HON






                              MERA GUZRA HOWA KAL TO MERE MAZI KA HISA HAI


                              MAIN APNA AAJ,APNA KAL TUMHARE NAAM KERTA HON





                              TUMHARE BIN YE HER IK PAL MUJE BECHAIN RAKHTA HAI



                              MAIN APNA DIL JO HAI BEKAL TUMHARE NAAM KERTA HON





                              BARASTA BEEGHTA MOSAM HAI KAMZORI MERI LEKIN



                              MAIN YE SAWAN,GHATA, BADAL TUMHARE NAAM KERTA HON





                              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                              Comment


                              • #60
                                Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                                Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                                Mujhe koi aisa raasta bata






                                Ke jis per chal kar
                                Mein tujhe bhool sakoon
                                Ya phir
                                Mujhe koi aisi raah dikhlaa
                                Jis per chaltay huwe
                                Mein tere saath guzre huwe
                                Lamhoon ki rafaaqat
                                Ek khwaab samajh kar
                                Bhula sakoon
                                Ya phir
                                Mujhe koi aisi simt bataa
                                Jahaan jatay huwe
                                Mein tujhe na sochoon
                                Na hi tujhe yaad karoon
                                Aur
                                Agar aisa koi raasta
                                Aisi koi raah
                                Aisi koi simt
                                Nahe hai tere paas
                                Tu phir
                                Mujhe mere haal pe chor day



                                aahaa
                                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                                Comment

                                Working...
                                X