Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sham E Mehfil Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aaaaaaikkk shair

    Bohot Achayyyyyy
    KOI TO HO :dua

    Comment


    • #17
      Re: Aik Shair

      Originally posted by Khalil View Post
      Buhat khoob
      thanks..................dear:rose

      Comment


      • #18
        Re: Aik Shair

        Originally posted by Gul View Post
        Wahhhhh...........
        Muhabbatoun ka taqaza hay dar guzar karna...
        Buhat hee Khoob...:)
        thanks..................................:rose

        Comment


        • #19
          Re: Kon Rook Saktta Hai

          Originally posted by Khalil View Post
          Kon rok sakta hay..............wah Noshi wah
          bohat bohat thanks....................:rose

          Comment


          • #20
            Re: Aik Shair

            buhat zaber10

            Comment


            • #21
              Re: Kon Rook Saktta Hai

              nice one

              Comment


              • #22
                Re: Kon Rook Saktta Hai

                Originally posted by miss sng View Post
                nice one
                thanks..............:rose

                Comment


                • #23
                  Re: Aik Shair

                  Originally posted by humaira aslam View Post
                  buhat zaber10
                  thanks...................:rose

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kon Rook Saktta Hai

                    :salam:
                    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                    thanks..............:rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                      Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                      MUJHE KHALA MAI BHATAKNE KI ARZU HI SAHI
                      K TU MILE NA MILE TERI JUSTAJU HI SAHI



                      QAREEB AA SHAB-E-TANHAYI TUJH SE PYAR KAREIN
                      TAMAM DIN KI THAKAN KA ILAAJ TU HI SAHI



                      BARE KHULOOS SE MILTA HAI, JAB B MILTA HAI
                      WO BEWAFA TO NAHI HAI, BAHANA-JU HI SAHI



                      MAGAR WO ABR SAMANDAR PE KION BARASTA HAI
                      ZAMEEN BAANJH SAHI, KHAAK BE-NAMUU HI SAHI



                      TUM APNE DAGH-E-SIR-E- PERHAN KI BAAT KARO
                      HAMARA DAMAN-E-SAD- CHAAK BE-RAFUU HI SAHI



                      YE NAAZ KAM TO NAHI HAI K UNSE MIL AAYE
                      WO EK PAL KO SIR-E-RAAHE GUFTAGUU HI SAHI



                      JO APNE AAP SE SHARMAYE' KIS SE BAAT KARE
                      MAI AAINE KI TARAHA USKE RU-BARU HI SAHI



                      KISI TARHA TO YE TANHAION KI SHAAM KATE
                      WISAAL-E-YAAR NAHI, QURBAT-E-ADUU HI SAHI



                      YE SAJDA SIR-E-MUQTAL KA WAKT HAI MOHSIN
                      KHUD APNE KHUN-E-RAG-E- JAAN SE AB WUZUU HI SAHI
                      very nice :)
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment


                      • #26
                        yuu.N terii rahaguzar se diivaanaavaar guzare




                        yuu.N terii rahaguzar se diivaanaavaar guzare

                        yuu.N terii rahaguzar se diivaanaavaar guzare
                        kaa.Ndhe pe apane rakh ke apanaa mazaar guzare

                        baiThe rahe hai.n raastaa me.n dil kaa Kha.nDhar sajaa kar
                        shaayad isii taraf se ek din bahaar guzare

                        bahatii huii ye nadiyaa ghulate hue kinaare
                        koii to paar utare koii to paar guzare

                        tuu ne bhii ham ko dekhaa hamane bhii tujhako dekhaa
                        tuu dil hii haar guzaraa ham jaan haar guzare

                        Comment


                        • #27
                          chaa.Nd tanhaa hai aasmaa.N tanhaa by Meena Kumari

                          chaa.Nd tanhaa hai aasmaa.N tanhaa



                          chaa.Nd tanhaa hai aasmaa.N tanhaa
                          dil milaa hai kahaa.N kahaa.N tanhaa


                          bujh ga_ii aas chhup gayaa taaraa
                          thar_tharaataa rahaa dhuaa.N tanhaa


                          zindagii kyaa isii ko kahate hai.n
                          jism tanhaa hai aur jaa.N tanhaa


                          ham_safar ko_ii gar mile bhii kahii.n
                          dono.n chalate rahe tanhaa tanhaa


                          jalatii bujhatii sii raushanii ke pare
                          simaTaa simaTaa saa ek makaa.N tanhaa


                          raah dekhaa karegaa sadiyo.n tak
                          chho.D jaayenge ye jahaa.N tanhaa

                          Comment


                          • #28
                            Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                            Comment


                            • #29
                              Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab



                              Gum-gashta mohabbat k khwabo`N ki tarah haii
                              wo rooh k sehra mein sarabo`N ki tarah haii


                              wo zeest k maktab mein nisabo`N ki tarah haii
                              parhta hoon usse roz, kitabo`N ki tarah haii


                              ab un se khiyalo`N mein hii ho jatii hien baatien
                              gou beech mein parda sa hijabo`N ki tarah haii


                              us shaks k lehjay mein sheeshay ki khanak haii
                              rug rug mein uterta hai, sharabo`N ki tarah haii


                              us shaks k paikar mein haii shaakho`N ki lachak sii
                              us shaks ka chehra bhee gulabo`N ki tarah haii


                              jo vasal ki raato`N mein hai ik mah-e-munaver
                              furqat mein wohii shaks azabo`N ki tarah haii



                              Comment


                              • #30
                                Re: Sham E Mehfil Ka Intikhaab

                                jo vasal ki raato`N mein hai ik mah-e-munaver
                                furqat mein wohii shaks azabo`N ki tarah haii



                                bauht khoob sham-e-mehfil

                                Comment

                                Working...
                                X