Tere Dard Ki Lazzat Apni Jagha
Tere Dard Ki Lazzat Apni Jagha
Ansoo se bheega chehra tou kya gham
Tere dard ki lazzat apni jaga
Na miley tum tou afsos ho kaisa
Teri judayi ki shiddat apni jaga
Badnami ke darr se chorha daman
Mere ishq ki shohrat apni jaga
Buhat garoor tha humein tum par bhi
Tumne bhula diya ..herat apni jaga
Hasnte Hue Chehre se dhoka na khana
Har dam hai muskurane ki adat apni jaga
Yeh dua hai ke khush raho tum sada
Tere deewane ki halat apni jaga.
Ansoo se bheega chehra tou kya gham
Tere dard ki lazzat apni jaga
Na miley tum tou afsos ho kaisa
Teri judayi ki shiddat apni jaga
Badnami ke darr se chorha daman
Mere ishq ki shohrat apni jaga
Buhat garoor tha humein tum par bhi
Tumne bhula diya ..herat apni jaga
Hasnte Hue Chehre se dhoka na khana
Har dam hai muskurane ki adat apni jaga
Yeh dua hai ke khush raho tum sada
Tere deewane ki halat apni jaga.
Comment