Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zeeshan ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Tere Dard Ki Lazzat Apni Jagha

    Tere Dard Ki Lazzat Apni Jagha

    Ansoo se bheega chehra tou kya gham
    Tere dard ki lazzat apni jaga

    Na miley tum tou afsos ho kaisa
    Teri judayi ki shiddat apni jaga

    Badnami ke darr se chorha daman
    Mere ishq ki shohrat apni jaga

    Buhat garoor tha humein tum par bhi
    Tumne bhula diya ..herat apni jaga

    Hasnte Hue Chehre se dhoka na khana
    Har dam hai muskurane ki adat apni jaga

    Yeh dua hai ke khush raho tum sada
    Tere deewane ki halat apni jaga.


    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

    Comment


    • #47
      Re: Tere Dard Ki Lazzat Apni Jagha

      waah bohot he ache ghazal share ke hai.........:)
      sigpic


      Comment


      • #48
        Re: wafa kertey kertey

        nice

        Comment


        • #49
          Re: wafa kertey kertey

          acha intehab hai.
          chain kadi na paya mein apna ap gawaya .des parai dunya wich sada dada dil ghbaraya.

          Comment


          • #50
            Re: wafa kertey kertey

            bohot khoob.......:rose
            sigpic


            Comment


            • #51
              Re: wafa kertey kertey

              nice...
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • #52
                Re: wafa kertey kertey

                sukriya pasnd kerne ka :)
                Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                Comment


                • #53
                  Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                  Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                  Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                  Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                  Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                  Comment


                  • #54
                    Re: Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                    niceee

                    Comment


                    • #55
                      Re: Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                      nice one.
                      chain kadi na paya mein apna ap gawaya .des parai dunya wich sada dada dil ghbaraya.

                      Comment


                      • #56
                        Tumhein Kis ne kaha Tha ( Mohsin Naqvi)

                        Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                        Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                        Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                        Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                        Comment


                        • #57
                          Re: Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                          Thankx :)
                          Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                          Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                          Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                          Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                          Comment


                          • #58
                            Re: Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                            Originally posted by zeeshan View Post
                            Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                            Mehak uthi hay aye- charah-gar
                            Meray dard ki tujhey kia kahbar.
                            Tu meray safar ka sharek hay?
                            Nahin humsafar
                            Meray charah-gar, meray charah-gar

                            Who jo hath bhar ka tha fasla,
                            Kai mosmon mein badal gaya
                            Usey naptay, usey kattay,
                            Mera sara waqt nikal gaya!
                            Nahin jis pey koi nishan-e-pa
                            Meray samnya hay who rah guzar
                            Meray charah-gar..
                            Meray dard ki tujhey kia khabar!
                            Yeh jo rag-e-dasht- e-firaq hay
                            Meray raston mein bichi hui,
                            Kisi mor per rukay kahin,
                            Yeh jo rat hay meray char so
                            Magar is ki koi sehar nahin.
                            Na hi chaon hay, na samar koi!
                            Main ney chan dekha shajar shajar,
                            Mereay charah-gar

                            Meray dard ki tujhey kia khabar
                            Thanks Zee jee:phool: , ye nazm humnay apni collection mein share ki thi, lekin incomplete thi........very thankful to you ab hum isey complete ker lein gay :eye:
                            sigpic

                            Comment


                            • #59
                              Re: Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                              Bohat pyari nazam hai yeh Zee - jaisey eshho ney kaha unhon ney issey apni collection mein share kiya hai bohat achha intikhaab hai dear :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #60
                                Re: Meray Dard ki Tujhey kia Khabar

                                wah kiya baat hey thx for shairing
                                When i read more i kn0w m0re
                                than i know how less i kn0w.

                                Comment

                                Working...
                                X