Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zeeshan ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Phir Kisi Yaaad Nay

    Assalaam-0-Alaikom:rose

    buht umdaa:)
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #17
      Re: Aaj Udaas Hoon

      Bohat khoob

      Comment


      • #18
        Re: Aaj Udaas Hoon

        very nice finding..thx






        Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
        muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
        sath hamare ye jahaaN tha sara
        par na jane kio kisi ki kami si thi....


        Comment


        • #19
          Bheer Mein Aik Ajnabi

          Bheer Mein Aik Ajnabi Ka Saamna Acha Laga
          Sab Se Chhup Kar Woh Kissi Ka Dekhna Acha Laga

          Surmai Aankhon Ke Neechey Phool Se Khilney Lagey
          Kehtey Kehtey Kuch Kissi Ka Sochna Acha Laga

          Baat To Kuch B Nahin Thi Laiken "Uss" Ka Aik Dum
          Haath Ko Honton Pe Rakh Kar Rokna Acha Laga

          Cha'ey Mein Cheeni Milana Us Ghari Bhaaya Buhut
          Zair-e-Lab Woh Muskuraata "Shukria" Acha Laga

          Dil Mein Kitney Aehed Bandhey Thay Bhulaney K Usey
          Woh Mila Tou Sab Iraadey Torna Acha Laga

          Us Udoo-e -Jaan Ko Hum Bura Kaisey Kahoon
          Jab Bhi Aaya Saamney Woh Be-Wafa Acha Laga



          Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
          Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
          Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
          Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

          Comment


          • #20
            Re: Bheer Mein Aik Ajnabi

            very nice.......
            sigpic


            Comment


            • #21
              Re: Bheer Mein Aik Ajnabi

              cool man nice thanks for shairng
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • #22
                Re: Bheer Mein Aik Ajnabi

                Bohat khoob :rose
                Nice sharing zeeshan

                Comment


                • #23
                  Re: Bheer Mein Aik Ajnabi

                  thankx for liking
                  Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                  Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                  Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                  Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                  Comment


                  • #24
                    Aaj phir us Bewafa ka khyaal Aaya

                    Dil ko Rona, Rooh ko khudpe afsos aaya,
                    Aaj phir us Bewafa ka khyaal aaya.

                    Khamosh lab aur Sukhi Ankhein Thi,
                    Unke khayalo se phir ek Sailaab aaya.

                    Dil ne unko kai baar Bhulana Chaha,
                    Jitna bhulaya woh aur Yaad Aaya.

                    Meri Ankhon Mein bas wohi basi thi,
                    Phir kyu nahi us ne mujhe apnaya.

                    Wo keh gai thi ke mein Tumhari Hon Wapis Aunge,
                    Ek arsa beeta hai wo ab tak na aaya.

                    Ek Din Intezar me us ke yuhi batha tha,
                    Dil jhum gaya tha jo unka khat aaya.

                    Us kagaz me khushiyaa dhund raha tha,
                    Haath mere bas Lamba Intezaar aaya.

                    Kitni asani se likhdia ke mujhe Bhulado,
                    Kyu unko mujhpe koi taras na aaya.

                    Jis rishte ko itne Armano se Banaya tha,
                    Use khatm karne ek kagaz ka Tukda aaya.

                    Bada yakin tha apne mazboot pyaar pe,
                    Ek kagaz ne use kitna kamzor Banaaya.

                    Koi rishta mazbut nahi hota ,
                    Is sach ka usne mujhko ehsaas Dilaaya.

                    Bhula raha tha unko mujhe is ka guma tha,
                    Khat dekhte sara Manzar Nigaho me Aaya.

                    Dil ko rona,rooh ko khudpe Afsos Aaya,
                    Aaj phir us Bewafa ka Khyaal Aaya..



                    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aaj phir us Bewafa ka khyaal Aaya

                      wow bohot hi zabardast ghazal hai.......thanx for sharin......:)
                      sigpic


                      Comment


                      • #26
                        Re: Aaj phir us Bewafa ka khyaal Aaya

                        Bohat piyare gazal hai :rose

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aaj phir us Bewafa ka khyaal Aaya

                          thankx
                          Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                          Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                          Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                          Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aaj phir us Bewafa ka khyaal Aaya

                            buht khooob
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #29
                              Apna Ahsas

                              APNA AHSAS

                              apna ahsas mer na jaye kahin
                              dard had se guzer na jaye kahin
                              un ko dekhey hoye hoin sadyan
                              un ka chehra bekher na jaye kahin
                              ab ke awaz doon to aa jana
                              dil dewana sudher na jaye kahin
                              un ka wada to hai mager dil ko
                              derr hai ke kafer muker na jaye kahin
                              dard,jugnoo, hawa,gilley shikway
                              yeh mukader sawer na jaye kahin
                              meri dunya hai dard ki surat
                              gull ki surat nikher na jaye kabhi
                              khak se aab tak tu aa pohchey
                              ab yeh derya uter na jaye kahin
                              yeh muhabbat bhi ek balla tehri
                              hum ko derr hai woh derr na jaye kahin
                              is liye muskuraye phirta hoon
                              un ki aakh bhi na bhar jaye kahin
                              dil se guzra to hai mager
                              apni jaan se guzer na jaye kahin
                              Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                              Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                              Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                              Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                              Comment


                              • #30
                                Re: Apna Ahsas

                                Good zeeshoo nice:thmbup: ...mad!

                                Comment

                                Working...
                                X