Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi ka Intekhab..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Suno..esa nahi kerte

    Assalaam-0-Alaikom:rose

    one of ma fav
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • Re: Suno..esa nahi kerte

      Originally posted by Masood
      soya nahin kartey - chalein aap ko neend ki goliyaan bhejtey hain :lol - bohat khoob Khushi

      lolz..jaldi bhejiye ga esa na golyun k intzaar mein he neend aa jaye:eye:


      Never trust blindly!!!!

      _______________________________



      _____________________________________________

      Comment


      • Re: Suno..esa nahi kerte

        Originally posted by Rida
        Assalaam-0-Alaikom:rose

        one of ma fav

        meri bhi :)


        Never trust blindly!!!!

        _______________________________



        _____________________________________________

        Comment


        • Re: Suno..esa nahi kerte

          Originally posted by Khushi
          lolz..jaldi bhejiye ga esa na golyun k intzaar mein he neend aa jaye:eye:
          :lol chalein kisi bahaney sey aa to jaey gi na :wk
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Suno..esa nahi kerte

            han ye bhi theek hai...:kr:

            aik shair yad aaya

            aankh lagte he meri neend urrane lag jayen
            khwab chirryun ki tarah shore machane lag jayen


            Never trust blindly!!!!

            _______________________________



            _____________________________________________

            Comment


            • jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

              jo meri aankhon say khuab daikho to,,
              aik shab bhi na so sako gay.
              hazar chaho na hans sako gay
              hazar chaho na ro sako gay,
              k,,khuab kiya hain azab hain yeh,
              meray dukhon ki kitab hain yeh,
              rafaqatain in main chutt-ti hain,
              mohabbatain in main rooth-ti hain,
              panapty hain in main wehshatain si,
              azziyatain in main phoot-ti hain,
              inhi kay darr say khizan hain jazbay,
              inhi say shakhain si toot-ti hain,
              ghamon ki bandish hain khuab meray,
              dukhon ki barish hain khuab meray
              raheen-e-atish hain khuab meray
              ubal raha hay dukhon ka laawa..
              khayal saray jhulas gaye hain,
              sulagti khuahish hain khuab meray
              ukhadti sansain hain zindagi ki
              lahoo ki sazish hain khuab meray
              jo mery ankhon say khuab daikho to....
              ek shab bhi na so sakogay....


              Never trust blindly!!!!

              _______________________________



              _____________________________________________

              Comment


              • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                jo meri aankhon say khuab daikho to,,
                aik shab bhi na so sako gay.
                Nahin bibi hamein jo chang ghanton ki tooti phooti neend aati hai kaafi hai - ham nahin dekhtey aap ki aankhon sey khawab :zuban:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                  Assalaam-0-Alaikom:rose

                  ma hot fav :hug: thanks for sharing
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                    Wao Nice poetry khushi

                    Comment


                    • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                      Originally posted by Masood
                      Nahin bibi hamein jo chang ghanton ki tooti phooti neend aati hai kaafi hai - ham nahin dekhtey aap ki aankhon sey khawab :zuban:
                      arey hazrat main bhi yehi keh rahi hun na k meri aakhun se khwab dekhe tou neend bilkul urr jaye gi.. :khi:


                      Never trust blindly!!!!

                      _______________________________



                      _____________________________________________

                      Comment


                      • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                        thnkz Rida and Amber :)


                        Never trust blindly!!!!

                        _______________________________



                        _____________________________________________

                        Comment


                        • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                          Originally posted by Khushi
                          arey hazrat main bhi yehi keh rahi hun na k meri aakhun se khwab dekhe tou neend bilkul urr jaye gi.. :khi:
                          ... to hazrata hamein bhi to siraf neend apni hi aankhon sey aati hai aur woh bhi tooti phooti si
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                            baaz auqat tooti phooti neend bhi ghaneemat hoti hai janab... :)


                            Never trust blindly!!!!

                            _______________________________



                            _____________________________________________

                            Comment


                            • Re: jo meri aankhon se khwab dekhu!!!

                              haan hoti to hai magar jab rooh thai hui ho to chand lamhon ki neend mazeed uljhaa deti hai
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Suno..esa nahi kerte

                                :ghug: :rose

                                Comment

                                Working...
                                X