Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi ka Intekhab..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Dukh tou kum nahi hote....

    yeah nahi hote :(

    Thankz a lot :)


    Never trust blindly!!!!

    _______________________________



    _____________________________________________

    Comment


    • Re: ***shehr-e-dil ki galyun mein***

      thnkz a lot Bad-e-Saba :)


      Never trust blindly!!!!

      _______________________________



      _____________________________________________

      Comment


      • Re: ***shehr-e-dil ki galyun mein***

        Originally posted by Madihak
        arey wah inpage per bhi likh k dikha dia apne wese kahin meri baat ka bura tu nahi laga tha na

        hain ji...kon si baat:mm:


        Never trust blindly!!!!

        _______________________________



        _____________________________________________

        Comment


        • Re: ***shehr-e-dil ki galyun mein***

          Originally posted by Masood
          main aap ko suchwa suchwa key maroon ga :lol

          lo ji ye tou daranabale aur Ronabale point hai


          Never trust blindly!!!!

          _______________________________



          _____________________________________________

          Comment


          • Re: Tumhein jab kabhi milen fursaten!!!

            Originally posted by Masood
            Qasam sey bohat log sust dekhey hain magar aap to record torr ho - anqareeb aap Guiness Record Book mein aaein gi :D

            bhot shukriya ...
            wesey aap ka kiya khyal hai es main kitna time lagey ga...main tou abhi se khush ho rahi hun...:eye:


            Never trust blindly!!!!

            _______________________________



            _____________________________________________

            Comment


            • Abhi kuch aur dekhu Tum!!!

              Abhi kuch aur daikho tum
              Abhi kuch aur jano tum
              Abhi moasam badelna hay
              Abhi suraj nikalna hay
              Abhi baraf k todon ko
              Paharon say pighalna hay
              Pighalna hay abhi chandni ko paani main
              Uterna hay abhi sona kirno ki rawani main
              Abhi to to jheel k ooper kanwel ka phool khilna hay
              Abhi us k kinaro pay
              Kisi ajnabi dess k penchiyon ko bhi uterna hay
              Guzernay hain kayee jhonkay hawaon k
              Abhi kuch phool khilnay hain
              Abhi kuch zakhum silnay hain
              Abhi to muntezir hain hum kisi achi nishani k
              Bohat kirdar baqi hain abhi apni kahani k
              Meri jaan meri mano tum
              K janay ki na thano tum
              Abhi kuch aur thehro tum
              Abhi kuch aur jano tum.......

              Abhi kuch aur dekho tum


              Never trust blindly!!!!

              _______________________________



              _____________________________________________

              Comment


              • Re: Abhi kuch aur dekhu Tum!!!

                Abhe kuch aur dekho tum :thmbup:
                BeautiFul sharing

                Comment


                • Re: Abhi kuch aur dekhu Tum!!!

                  Yeh aap ki ungliyon mein dard honey laga hai InPage mein type kartey kartey :lol ya susti.com?
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Abhi kuch aur dekhu Tum!!!

                    nice sharing,

                    Comment


                    • Re: ***shehr-e-dil ki galyun mein***

                      very very nice.....
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment


                      • Re: ***shehr-e-dil ki galyun mein***

                        So nice of U Aania ji :)


                        Never trust blindly!!!!

                        _______________________________



                        _____________________________________________

                        Comment


                        • Manoos Ajnabi

                          gaye dinon ka suraagh lay kar, kidher say aayaa kidher gyaa woh
                          ajeeb maanoos ajnabi thaa, mujhay tou hairaan kar gyaa woh

                          bus aik moutii si cchhab dikhaa kar, bus aik meethii sii dhun suna kar
                          sitaara-e-shaam ban kay aayaa, barang-e-khwab-e-sehar gyaa woh

                          khushi kii rutt ho keh gham ka mousam, nazar ussay dhoondtii hai her dam
                          woh boo-e-gul thaa keh naghma-e-jaan, meray tou dil main utar gyaa woh

                          na ab woh yaadon ka charhtaa daryaa, na fursaton ki udaas barkhaa
                          younhii zara si kasak hai dil main, jo zakham gehraa thaa bhar gyaa woh

                          kuch ab sanbhalnay lagii hai jaan bhi, badal chala rang-e-aasmaan bhi
                          jo raat bhaari thii tal gaii hai, jo din karra thaa guzar gyaa woh

                          bus aik manzil hai bulhavas ki, hazaar rastay hain ahl-e-dil kay
                          yehi tou hai farq mujh main us main, guzar gya main, tehar gya woh

                          shikastaa paa raah main kharra hoon, gaye dinon ko bula raha hoon
                          jo qaafila mera hamsafar thaa misaal-e-gard-e-safar gyaa woh

                          mera tou khoon ho gyaa hai paani, sitam-garon ki palak na bheegii
                          jo naalaa uthha thaa raat dil say, na-janay kion be-asar gyaa woh

                          woh mai-kaday ko jagaanay wala, woh raat ki niind urranay wala
                          yeh aaj kya uss kay jii main aaii, keh shaam hotay hi ghar gyaa woh

                          woh jiss kay shanay peh haath rakh kar, safar kiya tuu nay manziiloon ka
                          teri galii say na janay kion aaj sir jhukaaye guzar gyaa woh

                          woh hijr ki raat ka sitaaraa, woh hum-nafas ham-sukhan hamaara
                          sada rahay uss ka naam pyaara, suna hai kal raat mar gyaa woh

                          woh raat ka be-nava musaafir, woh tera shayer woh tera naasir
                          teri galii tak tou hum nay dekha thaa, phir na-janay kidher gyaa


                          Never trust blindly!!!!

                          _______________________________



                          _____________________________________________

                          Comment


                          • Re: bhot miley hain!!!!

                            Azad chorri shay hath nahi aati janab...woh kisi nay kaha hai na k " a bird in hand is better than the two on the wall" ... :khi:
                            Last edited by Khushi; 29 June 2006, 19:47.


                            Never trust blindly!!!!

                            _______________________________



                            _____________________________________________

                            Comment


                            • Re: Manoos Ajnabi

                              hmmmm ma'badolat kalam per ker to khush huwey keh khushi ka intikhab achha hai, magar ma'badolat aap sey naraz hain, susti ki mari InPage use kiya karo :p warna Penguines uthaa ker ley jaoun ga :lol
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Manoos Ajnabi

                                Originally posted by Masood
                                hmmmm ma'badolat kalam per ker to khush huwey keh khushi ka intikhab achha hai, magar ma'badolat aap sey naraz hain, susti ki mari InPage use kiya karo :p warna Penguines uthaa ker ley jaoun ga :lol

                                itni labhi ghazal aur Inpage mein main tou poori ki poori kharch ho jaon gi type kerte kerte...

                                Aalijah...aap se arz ki thi koi munshi dhoond den per ghareeb awam ki kon sunta hai...:(
                                Penguines nahhi uthaye ga..main kisi choti poem ko inpage per type ker dun gi badle main:D:


                                Never trust blindly!!!!

                                _______________________________



                                _____________________________________________

                                Comment

                                Working...
                                X