Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi ka Intekhab..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Zara si ik Khwahish

    Zabardast Khushi ...

    aap udas poetrey share na kiya kijiye - kyun keh udasi hoti hai magar jab aap ka siggy nazar aata hai to dil khush ho jati hai :D
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Zara si ik Khwahish

      Originally posted by Rida
      Assalaam-0-Alaikom:rose

      beautiful......:phool:
      shank u Rida :rose


      Never trust blindly!!!!

      _______________________________



      _____________________________________________

      Comment


      • Re: Zara si ik Khwahish

        Originally posted by Masood
        Zabardast Khushi ...

        aap udas poetrey share na kiya kijiye - kyun keh udasi hoti hai magar jab aap ka siggy nazar aata hai to dil khush ho jati hai :D

        Thnks :)

        ye tou achi baat hai na k zayada der udasi qaim nahi rehti :)
        wese kahin aap mere Penguines ka mazaq tou nahi urra rahe:cc:


        Never trust blindly!!!!

        _______________________________



        _____________________________________________

        Comment


        • Re: Zara si ik Khwahish

          Originally posted by Khushi
          Thnks :)

          ye tou achi baat hai na k zayada der udasi qaim nahi rehti :)
          wese kahin aap mere Penguines ka mazaq tou nahi urra rahe:cc:
          Arey nahin larki mujhey tumharey penguines sey bohat pyar hai - kitney masoom sey to hain becharey - maarney aur marney wala dono :D
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Zara si ik Khwahish

            Originally posted by Masood
            Arey nahin larki mujhey tumharey penguines sey bohat pyar hai - kitney masoom sey to hain becharey - maarney aur marney wala dono :D

            chalen aap kehte hein tou maan lete hain werna :cc: ...

            aur mere penguines two in one entertainment provide kerte hain:)


            Never trust blindly!!!!

            _______________________________



            _____________________________________________

            Comment


            • Re: Zara si ik Khwahish

              Originally posted by Khushi
              chalen aap kehte hein tou maan lete hain werna :cc: ...

              aur mere penguines two in one entertainment provide kerte hain:)
              ji ji aap sogwar karti ho aur woh khushi detey hain :zuban:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Zara si ik Khwahish

                toba toba kiya zamana aa gaya hai..log kisi k girne per Khush hote hain
                wese main kese sogwar ker sakti hun..mera naam ghore se parrhen :embarasse


                Never trust blindly!!!!

                _______________________________



                _____________________________________________

                Comment


                • Re: Zara si ik Khwahish

                  Naam ghaur sey parhein aur title dekhein - Karrwey gulab
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Tumhein jab kabhi milen fursaten!!!

                    Tumhay Jab Kabhi Milein Fursatein Meray Dil Say Boojh Utar Doo
                    Main Bohat Dinoon Say Udas Hoon Mujhay Koi Sham Udhaar Doo

                    Mujhay Apnay Roop Ki Dhoop Doo Kay Chamak Sakein Mery Kuhd-O-Khaal
                    Mujhay Apnay Rang Main Rang Doo , Meray Saray Rang Utaar Doo

                    Kisi Aur Ko Meray Haal Say Na Gharaz Hai Na Koi Wasta
                    Main Bikhur Gaya Hoon Samait Loo , Main Bigudr Gaya Hoon Sanwaar Doo

                    Wahan Ghar MAin Kon Hai Muntazir Kay Fikar Ho Dair Sawair Ki
                    Badreee Mukhtasir Si Yeah Raat Hai Isi Chandni Main Guzaar Doo

                    Koi Baat Kerni Hai Chand Say , Kisi Shakhsaar Ki Oouut Main
                    Mujhay Rastay MAin Yahein Kahein Kisi Kunj-E-Gul Main Utaar Doo
                    Last edited by Khushi; 23 June 2006, 04:15.


                    Never trust blindly!!!!

                    _______________________________



                    _____________________________________________

                    Comment


                    • Re: Tumhein jab kabhi milen fursaten!!!

                      Maloom hai Khushi aap ka intikhab bohat umdah hota hai (meri sohbat ka kuchh asar to hai na :p) - agar aap InPage per likhna shuru kar dein to Urdu shairi ka mazzah dobara ho jaey :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Zara si ik Khwahish

                        well...Karwey Gulab tou zindagi ki haqeeqat ki taraf ishara hain :)


                        Never trust blindly!!!!

                        _______________________________



                        _____________________________________________

                        Comment


                        • Re: Zara si ik Khwahish

                          Gulab to gulab hotey hain :) - sookh bhi jaein to band kitabon ko khushboo bakhshtey hain.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Zara si ik Khwahish

                            yeh waham hee to ly dobty hain.

                            Comment


                            • Re: Tumhein jab kabhi milen fursaten!!!

                              I think i Ahtibar sajid kee hay.....
                              buhat achi sharing hy

                              Comment


                              • Re: Zara si ik Khwahish

                                Originally posted by Masood
                                Gulab to gulab hotey hain :) - sookh bhi jaein to band kitabon ko khushboo bakhshtey hain.
                                baja kaha...lakin ye bhi sahi hai k sookhne unn mein Talkhi rach bus jati hai :)


                                Never trust blindly!!!!

                                _______________________________



                                _____________________________________________

                                Comment

                                Working...
                                X