Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Annayah Ka Intikhaab~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ***Mere Wajdaan mein tum thay***

    yeh kis keee poetry hay???

    Comment


    • #17
      Re: ***Mere Wajdaan mein tum thay***

      Adaab!!!
      Annayah boht khoobsoorat sharing hay aapki..:)

      hum abhi ye post kernay hee walay thay, humnay kaheen perhi thi boht achhi lagee socha share kertay haoin PG per ....abhi bs Inpage per likhi thi :)
      shair ka naam maloom ho aapko to baa dijiey ga hamein ..lekin jo humnay perha wo kuch yun tha:

      kal raat main tanha tha, meray dhiyan mein tum thay
      tehreer mein tum thay, meray wajdaan mein tum thay
      go ajnabi thi dastak magar meney dar-e-jaan
      ye soch k khola tha k imkaan mein tum thay
      Last edited by Eshaa Chaudhry; 8 September 2006, 06:51.
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: ***Mere Wajdaan mein tum thay***

        Assalam-0-Alaikom:rose

        its beautifulll

        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #19
          Re: ~~~Rishta~~~

          Assalaam-0-Alaikom:rose

          buht khoob...

          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #20
            Re: ~~~Rishta~~~

            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: ~~~Rishta~~~

              very nice sharing annayah......keep sharing......:rose
              sigpic


              Comment


              • #22
                Re: ***Mere Wajdaan mein tum thay***

                Originally posted by Khalil View Post
                yeh kis keee poetry hay???
                ji yeh tu nahi maloom..sorry






                Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                sath hamare ye jahaaN tha sara
                par na jane kio kisi ki kami si thi....


                Comment


                • #23
                  Re: ***Mere Wajdaan mein tum thay***

                  Originally posted by Rida View Post
                  Assalam-0-Alaikom:rose

                  its beautifulll
                  ..
                  thank you so much for liking it..keep reading..






                  Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                  muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                  sath hamare ye jahaaN tha sara
                  par na jane kio kisi ki kami si thi....


                  Comment


                  • #24
                    Re: ***Mere Wajdaan mein tum thay***

                    Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                    Adaab!!!
                    Annayah boht khoobsoorat sharing hay aapki..:)

                    hum abhi ye post kernay hee walay thay, humnay kaheen perhi thi boht achhi lagee socha share kertay haoin PG per ....abhi bs Inpage per likhi thi :)
                    shair ka naam maloom ho aapko to baa dijiey ga hamein ..lekin jo humnay perha wo kuch yun tha:

                    kal raat main tanha tha, meray dhiyan mein tum thay
                    tehreer mein tum thay, meray wajdaan mein tum thay
                    go ajnabi thi dastak magar meney dar-e-jaan
                    ye soch k khola tha k imkaan mein tum thay
                    ji mein ne b kisi site par parhi thi ho sakta hai jis ne post ki unn se mistake ho gye ho..anywayz..thx for correction..






                    Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                    muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                    sath hamare ye jahaaN tha sara
                    par na jane kio kisi ki kami si thi....


                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*~*Firaaq k Lamhey~*~*

                      bohat shukria passand karne k liye ,,ayse he parhte reiye:)






                      Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                      muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                      sath hamare ye jahaaN tha sara
                      par na jane kio kisi ki kami si thi....


                      Comment


                      • #26
                        *~*~*~Muhabbat Kab Bdalti Hai*~*~*~

                        Attached Files






                        Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                        muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                        sath hamare ye jahaaN tha sara
                        par na jane kio kisi ki kami si thi....


                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~*Firaaq k Lamhey~*~*

                          bohot khoob sharing anaayah.......:rose
                          sigpic


                          Comment


                          • #28
                            Re: *~*~*~Muhabbat Kab Bdalti Hai*~*~*~

                            nice choice annayah......
                            sigpic


                            Comment


                            • #29
                              ~*~*Jab teri dhun mein~*~*

                              Jab teri dhun mein jia kartay thay
                              hum bhi chup chapp raha kartay thay

                              aankh mein piyass hua karti thi
                              Dil mein tufaan utha kartay thay

                              log aatye thye gazal sunnye ko
                              hum teri baat kia kartay thay

                              such samjhtye thye tere wadoon ko
                              raat din ghar mein raha kartay thay

                              kisi viranye mein tujh se mill kar
                              dil mein kia phul khila kartay thay

                              ghar mein dewar sajjanye k liye
                              hum tera naam likha kartay thay

                              woh bhi kia din thye bhula kar tujh ko
                              hum tujhe yaad kia kartay thay

                              jab tere dil mein daard uthta tha
                              hum tere haq mein dua kartay thay

                              bujhnye lagta tha jo tera chehra
                              charag sinye mein jala kartay thay

                              apnye jazboon ki kamandoon se tujhe
                              hum bhi taskheer kia kartay thay

                              apne ansoo bhi sitaroon ki tarha
                              tere honthoon pe sajja kartay thay

                              ab tujhe dekh k yaad aata hae
                              hum sukhanwar bhi hua kartay thay
                              Last edited by Yaaram; 23 September 2006, 03:39.






                              Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                              muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                              sath hamare ye jahaaN tha sara
                              par na jane kio kisi ki kami si thi....


                              Comment


                              • #30
                                *~*~*~Ashaar*~*~*~

























                                Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                                muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                                sath hamare ye jahaaN tha sara
                                par na jane kio kisi ki kami si thi....


                                Comment

                                Working...
                                X