Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Gham*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *Gham*

    :alhamd::dua
    Attached Files


  • #2
    Re: *Gham*

    marvelous !!
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: *Gham*

      didn't like Poetry but frame work too good ...and color combination awesum :phool:

      Comment


      • #4
        Re: *Gham*

        @yaaram, Thanks bro, i think 2nd try kaamyaab ho gai:p

        @Ahsas, poetry pasand na ana bhi samajh ata hy, thanks alot 2nd try ki tareef k liye

        Comment


        • #5
          Re: *Gham*

          Imran bhai aap bura na manaye ga, zara apni poetry ka yoN standard kaim kejye k aap ka banaya hoye ko char chand lag jain :)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: *Gham*

            Assalaam-O-alaikum

            Kia baat hay Mani sahab, kia professionalism aagaya hay aap kay kaam main, khoobsurat design, background, bohat hi haseen border aur bohat hi khoobsurat intikhaab font ka.

            Shayeri ka jahan tak sawaal hay tou mujhay tou yeh bohat acha laga, shararti saa andaz bilkul Qateel shafayii ki likhi hoyee nazm ka:

            Suna Hai Log Us Ko Ankh Bher Ker Dekhtay Hain
            So Uskey Shehar Main Kuch Din Thehr Ker dekhtay Hain

            Suna Hai Is Ko Bhi Hai Shair-o-Shaire Se Shaghaf

            So Hum Bhi Moajzey Apney Huner K Dekhtay Hain



            Suna Hai Boley To Batoon se Phool Jhertey Hain

            Yeh Baat Hai To Chalo Baat Kar K Dekhtey Hain

            Suna Hai Raat Usey Chand Takta Rehta Hai

            Sitarey Bam-o-Falak Se Uter Ker Dekhtay Hain



            Suna Hai Din Ko Titliyan Usey Satati Hain

            Suna Hai Raat Ko Jugnu Thehr K Dekhtey Hain

            Suna Hai Is K Labon Se Gulaab Jaltey Hain

            Mousam-e-Bahar Per Ilzam Dher K Dekhtey Hain


            Suna Hai Is K Badan Ki Tarash Aesi Hai

            K Phool Apni Qabaen Kutter Ker Dekhtey Hain

            Rukey To Gardishen Is Ka Tawaf Karti Hain

            Chaley To Is ko Zamaney Thehr K Dekhtey Hain


            Kahaniyan Hi Sahih Sab Mubalghey Hi Sahih

            Ager Woh Khaab Hai To Tabeer Kar K Dekhtey Hain

            Ab Is Sheher Main Thehren K Kooch Ker Jain

            Faraz Aao Sitarey Safer K Dekhtey Hain


            Khush rahyeh aur apnay khoobsurat kaam say humain nawaztay rahyeh, shukriya :)
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: *Gham*

              Qateel Shifayi ya Ahmad Fraz hain writer is ghazal ke?
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: *Gham*

                JO the fire ne likhi hy wo tu faraz ki hy, or woh bhi 1 4m ma fav's, or yaram bhai poetry ka standerd to mera hamesha high raha hy, lekin ye tu parhne wale ki choice pe depend karta hy k wo usay kis angle se leta hy,

                Comment


                • #9
                  Re: *Gham*

                  Thanks Thefire itni detailed reply k liye:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: *Gham*

                    buht hai umdhaa...
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment

                    Working...