Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aankhen bheeg jati hain,,,,,,,, (My Own)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aankhen bheeg jati hain,,,,,,,, (My Own)

    Originally posted by Mani16 View Post
    [center]Lafz kisi ki jageer nhi hote
    Understood...
    Or moonh pe haath rekh k khee khee kerne se ehle ye b dekh lain k Wasi shah ki Ghazal or main ne nazm likhi hy
    or rehi baat Copy kerne ki tu agar muhay Copy he kerni hoti tu kisi sha,ir ki krta
    & 4 yo kind information Wasi shah Poetry maang k Books chhapta hy uski apni poetry tu isi kisam ki (jana apni grhi badlo)
    Ye Poetrey hy wasi shah ki
    Or ye aankhen bheeg jati hai b kis se maangi hy usnay iska na aap ko pta hy na mujhay
    Baat kerne or moonh per haath rekh k khee khee kerne se pehle sochna chahiye k main kia keh reha hoon

    Hope u don't mind
    Or agar mind karengi b tu mujhay koi khaas fark nhi parhta O.K:khi:
    Maani sab sey pehli baat to yeh hai keh jab bhi baat karein, adab-o-lehaz ko malhooz-e-khatir rakha karein - agar yeh shairi sach mein aap ki hai, to phir yeh baat karney ka andaz aap ka nahin - kam sey kam Wasi Shah is andaaz mein guftgoo nahin karta - aur jahan tak uski shairi ki baat hai to uska aik apna muqaam hai Urdu Adab mein jissey mana jata hai. Woh aik writer bhi hai aur TV key liyey dramas bhi likh chuka hai aur musalsal likh raha hai. Aap abhi is field mein naey utrey hain. Puraney zamaney mein aik moseeqar ka shagird agar oonchi aawaz mein baat bhi kar deta to ussey kharij kar diya jata tha - ham log chaar jumatein parh ker khud ko sab sey afzal-o-aala samajh bethtey hain. Mujhey aap ki shairi ka aur aap ki designing per pehley bhi kisi ney warning di thi keh aap ki apni nahin hoti. Per tasdeeq karwani mushkil hoti hai.

    Pegham key members aur khaas ker female members sey "jaan" jaisey alfaaz use karney sey pehley soch liya kijiye!

    Hope you understand it.
    Last edited by Masood; 14 February 2008, 22:30.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #17
      Re: Aankhen bheeg jati hain,,,,,,,, (My Own)

      1st of all Sorry k maine aapko jaan likha
      B'coz maine ghor nhi kia k aap male hain ya Female
      2nd ye k agar aapko koi lena dena nhi hy tu phir ye btanay ki koshish kiyun kerti hain k mujhay koi lena dena nhi
      Just 4get it
      3rd ye k Baqol aap k aap khud poetry krti hain
      tu phir tu aapko ye pta hona chahiye k Poetry kertay waqt aadmi ik kefiyet main hota hy jis main Aadmi kafi kuch likhna chahta hy jo likh nhi likh saktaor jo likhta hy Woh theek hy soch k likhta hy lekin Woh esi wording nhi hoti jo aadmi kisi ki Copy karay
      Balkay khud ba khud Lafz Kahghaz ki Zeenat Bantay jatay hain
      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
      i m not ur Jaan Mr....jus mind ur lang ok
      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post

      2ndly mujay kisi say koi lena dena keh kon poetry mangta hai ya kaya kerta hai.....na mujay ap say koi lena dena hai...ap jis ki marzi copy ker k jo marzi lhiko...

      or 3rdly jab ap nay kisi ki copy ker k apni poetry lhikhi he hai tu ..us baat ko maannay ka b hosla rakho...yeh nahi keh....jo kahay us k saath batmeezi shoro ker do......

      Comment

      • #18
        Re: Aankhen bheeg jati hain,,,,,,,, (My Own)

        Sub se pehlay tu ye baat k maine 1 baat ghalat boli is k liye maine sorry unse b ki hy or aapse bhi kerta hoon
        Mujhay koi hasitation nhi hoti apni ghalti man ne main

        or doosri baat rehi wasi shah ki tu main zindsgi main koi baat widout Proof nhi ki
        mere paas proof hy tu main itne wasook se keh reha hoon
        Or rehi baat ye k meri designing or Poetry chori ki hoti hy tu
        Main yeh nhi kehta k meri apni hy kiyun k such kabhi lafzon ka mohtaj nhi hota

        Aap jitni try ker saktay hain karen Ooper neechay ka zore lga lain agar aapko koi Proof milta hy tu phir aap koi baat karen Otherwise main bardaasht nhi karoon

        Or agar aapne Wasiu k baaray main proof lena hy
        tu mera phone number ye hy
        0453309349
        aap mujhse baat karen agar main aapko proof na doon tu jo sza chor ki woh meri

        Or asal baaat tu yeh hy k aapko yeh keh ker k meri Poetry apni nhi hoti ya designing
        Koi kia saabit kerna chahta hy ???
        aap mera kia kar lain gay :donno:maximam mujhay ban ker daingay so what kia ho jayega ???:donno::donno::donno:
        Originally posted by Masood View Post

        Working...
        X