Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Designing Poetry "Aap ki farmaish"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Nazm Requested by Jiya

    Originally posted by zeeshan
    bht hi zaberdast image bnya ha jugnoo bahi

    in btw light blue me ka favr8 ha
    shukrya..................:rose
    Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

    Comment


    • Re: Nazm Requested by Jiya

      Originally posted by Khalil
      Buht hhhhe ala aur behterrrrrrrrrn
      shukrya..................:rose
      Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

      Comment


      • Re: Nazm Requested by Jiya

        Originally posted by Aanchal
        too good :thmbup:
        shukrya..................:rose
        Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

        Comment


        • Re: Nazm Requested by Jiya

          Originally posted by Wafa
          wonderful composing........bohot hi zabardast.....:clap: :clap: :clap:
          shukrya..................:rose
          Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

          Comment


          • Re: Nazm Requested by Jiya

            Originally posted by baad-e-saba
            buhat hi umda :)
            shukrya..................:rose
            Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

            Comment


            • Re: Nazm Requested by Jiya

              shukriya nawazish mr jugnoo

              Comment


              • Re: Nazm Requested by Jiya

                Bohat khub...sahiry aur image dono hi khubsurat hain

                Comment


                • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                  urdu fonts mein ek signature image banani hai..


                  Baa hosh o hawaas mein deewani
                  ye aaj wasihat karti hun
                  ye dil ye jaan mile tumko
                  mein tumse mohabbat karti hun.


                  plz compose kardein...:)

                  Comment


                  • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                    Adaab!!!!
                    hamein apni most favourite ghazal design kerwani hay but plz dont use human faces us k elawa jo bhi color background munasib lagay aapko wohee use ker lijiey ga.....
                    ye ghazal Jagjit Singh ney gaeey hai , shayar ka naam to bhool gaey hum ...


                    Koi Gesu, Koi Aachal Hamein Aawaz Na De,
                    Ab Kisi Aakh Ka Kajal Hamein Awaz Na De


                    Hum Hain Khamosh To Khamosh Hi Rehney Do Hamein
                    Koi Aahat Koi Halchal Hamein Awaz Na Dey


                    Hum Ne Tanhaey Ko Mehboob Bana Rakha Hai
                    Raakh Ke Dher Ne Sholon Ko Daba Rakha Hai


                    Phir Pukara Hai Mohabat Ney Hamein Kya Kijye
                    Di Sada Husn Ki Jannat Ney Hamein Kya Kijye


                    Jis Ke Saye Se Bhi Aksar Hamein Dar Lagta Tha
                    Choo Liya Akhir Usey Hasrat Ne Hamein Kya Kijye,


                    Hamney Jazbat Se Daaman Ko Bacha Rakha Hai
                    Raakh Key Dher Ney Sholo Ko Daba Rakha Hai,


                    Raas Aaey na Kabhi Pyar Key Halaat Hamein
                    Dil Ke Is Khel Mein Har Bar Hueey Maat Hamein,


                    Kya Karenge Kahan Jayenge ,Kidhar Jayenge
                    De Gaeey Jabbhi Dagaa Ger Yeh Mulakaat Hamein


                    Bas Isi Soch Ney Hamein Deevana Bana Rakha Hai,
                    Raakh Ke Dher Ney Sholon Ko Daba Rakha Hai


                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                      Aik meri farmayish aik qita hay ..image main koi human face shamil nahi ho plz
                      Ayy rehrawan-e-rasti ke qafila salaro
                      hay Khoon dil tumhare chiragoN ki roshnayi
                      karte hain kis ada se pesh apni jan rab ko
                      sajeele hain, jaN nisaar haiN,jaN baz,JaN Fidayi
                      Allah

                      Comment


                      • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                        Aik farmayish aur
                        Shaheen Ura qedi pirindoN ko bata kar
                        Takrao slakhON se Uro KhooN main naha kar
                        Parcham-e-kufr buland hay teri nigaah ke samne
                        Ya la ilaha illa-Allah na keh ya ise tar tar kar
                        Allah

                        Comment


                        • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                          yuun tere ishq ne jina sikha diya mujhko
                          jaisay husan ko jawani se char chand lagain
                          jaisay asman ko dhanak kai rang bakhshay
                          jaisay jheeloun main kanwal khilnay lagain
                          jaisay marham se zakham silnay lagain
                          jaisay thaka manda musafir koi manzil paa lay
                          jaisay kashti koi tooti hoi sahil paa lay
                          jaisay taqdeer kisi mutthi main simatt aye kabhi
                          jaisy bichray hoey,milnay pe,lipat jayen kabhi
                          jaisay aaghoush main seepoun ki sadaf paida ho
                          jaisay bahar main phooloun ki mehak paida ho
                          yuun tere ishq nay jeena sikha diya mujh ko
                          k ab tere siwa jeenay ka tasawwur he nahi
                          too dil-o-jaan hay meri,souch ka mehwar he nahi
                          plzzzzzzzzzzzzzzzz iss ko design kerdein n place ka name fahad colour koi sa bhi image cool

                          Comment


                          • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                            Hawa aag , pani se
                            Mitti se
                            Main hon dua go
                            Kih voh is hare pair ko
                            Daimi zindagi dein
                            Isi pair ki zindagi se
                            Meri zindagi hai
                            Amer bail hon main
                            please design this poetry for me image main human face shamil ho or colors bhi zabardast hoon ore end main name ho

                            Comment


                            • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                              kisi mausam ka jhaunka tha
                              jo is deewar par latki hui tasveer tirchhi kar gaya hai
                              gaye sawaan mein ye deewarein yoon seeli nahin thi
                              na jaane is dafa kyun inmein seelan aa gayi hai
                              darare pad gaye hai aur seelan is tarha baithti hai
                              jaise khushk rukhsaroon pe geeley aansu chalte hain
                              GULZAR

                              Please iss ko bhi design kar dain image must be very good and must be according to the poetry Gulzar sahib ki bari payari nazam hey and if possible murium ki jagha momi likh dain end main thanx

                              Comment


                              • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                                meri request kab poori hogi please design kar dain na

                                Comment

                                Working...
                                X