Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Muhabbat

    Jin dosto ney issey pehley parha huwa hai un sey ma'zrat key saath :)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Muhabbat

    Bohat umdah
    http://www.genericviagra2015shop.com/

    Comment


    • #3
      Re: Muhabbat

      Assalaam o alekum,



      Masood sahib ek aur umdeh aur laajawaab tehreer aapnien share ki humse , aapnien jin jin baatoon kaa zikr kiyaa hai woh 100% suchchaayi per mabni hain , kaash hum insaan yeh samajh paate , shukriyaa bahoot bahoot aayindaa bhi aapki tehreeroon kaa besabri se intezaar rahega khush rahien
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: Muhabbat

        bauhat khubsurat tehreer likhi hai aap nai mohabbat par :)

        Comment


        • #5
          Re: Muhabbat

          Bohat he umdah likha hia aap nay Mohabbat kay baary main.. :rose
          perh ker bohat achaa laga :)

          Comment


          • #6
            Re: Muhabbat

            Originally posted by Masood
            Jin dosto ney issey pehley parha huwa hai un sey ma'zrat key saath :)

            bohat khoobmasood sahib
            aap ne mohabbat ke mazuu aur uski azmat par bohat khoobsoorat tabsira farmaya hay.
            yuuN to ek nazm meri amii jaan ne isi m,azuu par likhi hay, lekin uska ek she,r is waqt aap se share kar rahii hooN.

            mohabbat ek jaba hay, mobbat dil meiN hotii hay
            mohabbat jisko kehte haiN, wo ik anmol motii hay
            rabia siddiqui :sham,a:
            bohat khoob
            daad hjazir hay
            :)

            Comment


            • #7
              Re: Muhabbat

              buhat khoob :rose


              khush rahyeah :)
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment


              • #8
                Re: Muhabbat

                bohat zabardast

                Comment


                • #9
                  Re: Muhabbat

                  AOA,


                  :masha Bohat khoob kaha aap nain jo tashri aap nain mohabat ki ki hai aap nain tahreer se bohat insaaf kia hai aur insaan aur mohabat ka haq ada kia hai aap ka bohat shukria.

                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Muhabbat

                    Bohat khoob MAsood bhai :)

                    Mei is baray sirf itna kehna chaho gha ke

                    Souchta hoon Mohabbat hey Bashar ki fitrat
                    Iska mit jana mita dayna bohat mushkil hay!


                    Muhabbat Is dunya-e-faani ki intayhayee khoobsoorat cheez.Yeh aik
                    aisa aafaqi aur lafani jazba hay jo poori zindagi per hawi hey
                    Mohabbat kay liay itna hi kafi hay kay wo mohabbat hay.
                    Mohabbat ki itni iqsaam hein kay in per bahas la hasil hay.
                    Insaan ki pehli mohabbat tou khuda parasti hay jo insaan ki
                    Fitrat mein daakhil hay.Iss munazim aur tarbiyat yaafta nizaam
                    -e-kayainaat kay khaliq say mohaabat bandagi ki soorat hay aur
                    Allah say mohabbat kernay wala insaan say mohabbat kerta hay.
                    Mohabbat behtay pani ki manind hay jiski koyee rah nahi.

                    Mohabbat kisi ki yaad may akylay jinay ka naam hai.

                    Mohabbat mukammal zindagi hai is ka nasha tamam umr insan ko madhose rakhta hai.

                    Mohabbat bay ikhtiyaar hoti hai or bay ikhtiyaar kar deti hai.

                    har dil may koi na koi jali ka aesa darwaza zaroor hota hai jis say jhanken tu aesa chehra samnay aa jata hai jis say begair kisi waja k mohabbat ho jati hai.

                    Mohabbat dil k sehra may aik sar sabz o shadab qila hai jahan fikr k qaflay nahi pohanch saktay-(khalil jibra)

                    pehli mohabbat pehla khawab pehli kasak hoti hai or ye pehli kasak sari zindagi yaad rehti hai,.


                    "kesi mohabbat kesi chahat hum par sab kuch roshan tha

                    yun hi zaraa sa shoq howa tha aao dil barbad karen"




                    Comment


                    • #11
                      Re: Muhabbat

                      Sahib Mohabbat Jis Khobsorti se bayan ki Ussey Nihayat Lutf Raha....Khush Rahyeh Hameesha....:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Muhabbat

                        me ne pehle bhi aap ki ye tehreer parhi thi masood or bohat achi tehrir he or achi cheez to jitni baar bhi parhi jaey hamesha hi achi lagti he :)

                        Comment


                        • #13
                          Re: Muhabbat

                          main yeh tehreer pehlay parh choka hoon, laikin mo'aaf nahee karonga
                          Attached Files
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Muhabbat

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                            main yeh tehreer pehlay parh choka hoon, laikin mo'aaf nahee karonga
                            :na: :na: :na: main ney bhi aap ko wahan chhhhhhhor diya tha yahaaaaan nahin chhoroon ga :lol :lol jawab doon ga magar chand aik din baad, merey imtihaan ho jaein phir aaoun ga wapis :zuban:
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: Muhabbat

                              Aap ki tehreer ki pehli line perhi to ek shair yaad aa gaya

                              "Mohabaton ka bhi kuch is mei dhakal tha shayd
                              Yeah kaainat mehaz ikhtiyar se na bani .... "

                              buhut acha likha hai .... :)
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X