Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Muhabbat

    Originally posted by Saima Shaheen
    "Mohabaton ka bhi kuch is mei dhakal tha shayd
    Yeah kaainat mehaz ikhtiyar se na bani .... "
    Zabardast! Yeh kainaat muhabbat ki misaal hai, woh daaimi muhabbat jo Khaliq-e-kainaat ko apney habib-e-mustafa SAW sey thi. Muhabbat ki woh misaal jo insaan ki samajh mein nahin aa sakti aur kainaat ki tashkeel ki surat mein aik bohat bada saboot hai!
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Muhabbat

      kiya baat hia..

      ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
      tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

      Comment


      • #18
        Re: Muhabbat

        aap ki tehreer bhi achi hai (Y)

        aur scorpion rullz ka is per tabsara bhi

        ab aap key comments ka inteyzaar hai us per agar aap key imteyhaan khatam ho gaye hon :P
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: Muhabbat

          Originally posted by barg.e.gul
          ab aap key comments ka inteyzaar hai us per agar aap key imteyhaan khatam ho gaye hon :P
          :lol

          Yeh us waqt ki baat thi aur comments to main ney bohat achhey sey sochey they magar Scorpion merey bohat puraney dost hain, MSN per kehney lagey "hath zara hola rakhein" to main ney "hath rakha" hi nahin :lol :lol - bakhsh diya unhein.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: Muhabbat

            Buhat khoobsorat likha apne...keep it up....accha likh lete hain ap....good!
            per ye bhi sach hai ke kuch logon ko chahte hoe bhi muhabbat nahi milti or wo her rishte se mayoos ho jaate hain or wo her pall muhabbat k liye taraste hain....

            Comment


            • #21
              Re: Muhabbat

              Originally posted by Barish
              per ye bhi sach hai ke kuch logon ko chahte hoe bhi muhabbat nahi milti or wo her rishte se mayoos ho jaate hain or wo her pall muhabbat k liye taraste hain....
              Could not be more agree than that !
              ... aur aisey log bhi mojood hain jo apni muhabbat ko apney hathon is liye alvidah kah detey hain keh uski bhatki hui soch kahee mazeed na bhatak jaey aur woh apney waldein ki shaan mein koi gustakhi na kar dey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: Muhabbat

                Originally posted by Masood
                Could not be more agree than that !
                ... aur aisey log bhi mojood hain jo apni muhabbat ko apney hathon is liye alvidah kah detey hain keh uski bhatki hui soch kahee mazeed na bhatak jaey aur woh apney waldein ki shaan mein koi gustakhi na kar dey

                Ji bilkul aisa hota hai....
                per buhat afsoos hota hai ye soch ker....again yahii ke aisa nahii hona chahiye....
                dunya main her taraf pyar mohabbat or sakoon hona chahiye

                KHUSH RAHIYYE!

                Comment


                • #23
                  Re: Muhabbat

                  Muhabbat Ja-widaan thee hay aur ahay gi!!
                  BOHAT KOOB, WALLAH

                  Comment


                  • #24
                    Re: Muhabbat

                    bohat achi tahreer likhi ha appnay ........:rose
                    Saima jee a ya shair bohat kamal ka ha

                    "Mohabaton ka bhi kuch is mei dhakal tha shayd
                    Yeah kaainat mehaz ikhtiyar se na bani .... "

                    Comment


                    • #25
                      Re: Muhabbat

                      Very True


                      Never trust blindly!!!!

                      _______________________________



                      _____________________________________________

                      Comment


                      • #26
                        Re: Muhabbat

                        Originally posted by Masood View Post
                        Jin dosto ney issey pehley parha huwa hai un sey ma'zrat key saath :)
                        :) Buhat khoob Muhabat ek la zawal jazba...aur oss k kai ma`ani kai roop , ek dum sahi ek dum azeem...Muhabbat ko hum nay & society nay sirf ek hee tarah ki muhabbat ka naam day diya hay ...Allah ki Muhabbat BAnday say ...aur Maan ki muhabbat apni Olaaad say...aisi REhmat hay k iss k aagay sab muhabbatein ..haich hein...
                        Buhat Khoobsoorat tehreer ..Mubarak Baad qabool kijay janab!:)

                        Comment

                        Working...
                        X