Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Afsana: Shama

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Afsana: Shama

    Asalam-o-alikum :rose
    ye afsana main ne contest k liye likha tha
    laikin kuch problems ki vajha say isky inpage nahi kar
    saki is liye aap k sath yahan share kar rahi hon
    Attached Files

  • #2
    Re: Afsana: Shama

    .
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: Afsana: Shama

      buhat umdah baarish jee..wasay agar yay compt ..main hota tu..!!

      Comment


      • #4
        Re: Afsana: Shama

        sachi muhabat

        bahut khub likha hai....app tu be taj winner ho gain
        aur tasveer ke saath mukammal insaf kiya hai

        khush rahin

        Comment


        • #5
          Re: Afsana: Shama

          Wah zabardst - bohat acha likha hay - wadya :rose
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Afsana: Shama

            Nice , acha afsana likha hai (Y)
            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
            Sadly, common sense is not very common..!!

            Comment


            • #7
              Re: Afsana: Shama

              bout hi peyara likha hai sameera ji
              keep it up
              Uzair

              Comment


              • #8
                Re: Afsana: Shama

                good effort .... aap inpage key baghair hi wahaN post ker deteiN :d

                regarding your this tehreer aik cheez keh sakti huN??
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Afsana: Shama

                  zarror kaho

                  Comment


                  • #10
                    Re: Afsana: Shama

                    Originally posted by Pehli``Barish View Post
                    zarror kaho
                    from the starting to the end part....... it goes cool aur theme bhi achi hai magar ending aap ney kafi jaldi nahi ker di??? as aap ki baki tehrereIn kafi mukammal heiN...
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Afsana: Shama

                      Originally posted by sher ali View Post
                      buhat umdah baarish jee..wasay agar yay compt ..main hota tu..!!

                      bohat shukriya sher ali , khush rahain

                      Comment


                      • #12
                        Re: Afsana: Shama

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        sachi muhabat

                        bahut khub likha hai....app tu be taj winner ho gain
                        aur tasveer ke saath mukammal insaf kiya hai

                        khush rahin

                        bohat shukriya pakiza ji , khush rahain

                        Comment


                        • #13
                          Re: Afsana: Shama

                          Originally posted by Yaaram View Post
                          Wah zabardst - bohat acha likha hay - wadya :rose

                          bohat shukriya

                          Comment


                          • #14
                            Re: Afsana: Shama

                            Originally posted by GumShuda View Post
                            Nice , acha afsana likha hai (Y)
                            Originally posted by uzair143 View Post
                            bout hi peyara likha hai sameera ji
                            keep it up
                            Uzair

                            bohat shukriya ehsan our uzair

                            Comment


                            • #15
                              Re: Afsana: Shama

                              Originally posted by Xenya View Post
                              from the starting to the end part....... it goes cool aur theme bhi achi hai magar ending aap ney kafi jaldi nahi ker di??? as aap ki baki tehrereIn kafi mukammal heiN...

                              bohat shukriya jo tum ne itni tawaja say meri tehreer parhi :rose
                              mera khayal hai k kahani k anjaam say aik our kahani sharoo honi chahiye, agar main chahti to naz our raheel ki dosti or shadi ko tafseel say discuss karti , lakin esa main ne jaan bojh kar nahi kia iski ki vajha say bhi kahani kuch adhori adhori si lagti hai. bahral tumhari raye mery liye bohat mohteram our mashal-e-rah hai..
                              Q k main sirf net k liye likhti hon, our net per ziyadha taweel na to log parhty hain our na he itna waqt sarf kar sakty hain, is liye bhi main mukhtasir likhti hon. kisi kahani ka phailaao agar barh raha hota hai to usy smait dayti hon our samaitny ki koshish main kabhi kamiyaab hojati hon to kabhi nakaam, agar tumhain lagta hai k main is kahani main nakaam hoi hon to main isko dobara dekhongi
                              our is bary main our logon ki raye ki muntazir rahongi :rose

                              Comment

                              Working...
                              X