Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Main Barish Hon~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~Main Barish Hon~

    arry ye to mery liye bohat khushi ki baat hai
    inshallah jald he barish per aik our afsana share karongi
    khush raho

    Comment


    • #32
      Re: ~Main Barish Hon~

      Walekam-Aslam, aap bore karney aye hein, ya phir sari boriyat dour karney, yeh tou hum batayen gey na:) aap ka alfaz ka chunayo bohat acha laga, even though my Urdu is very poor, kyon ke mein ne sirf few years he to pari hai:( lekin phir bhi mujhe kafi had tak samjh aa jati hai:) aap ki tehreer: "mein barish hoon", wah ji wah, SUBHANALLAH:) no real words to appreciate, sachi mein. Jab aap ne yeh likha ke aap ki Sehra say dosti hai, and the way you describe Sehra, and then the reality of life, ke kabhi hum jis cheez ko hasil karney ke liye dilo-jaan say koshish ker rahey hotey, phir ise cheez ke milney per us ki ahemiyat khatam ho jati hai. alfaz ka chunayo, jazbo ko bayan karney ka andaz, sab kuch he lajwab hai, abhi aur bhi bohat kuch likha chahti thi, lekin I just have to go:(:(, please keep writing and sharing it with us, hamesha khush rahiye:rose

      Comment


      • #33
        Re: ~Main Barish Hon~

        bohat bohat shukriya sadia :ff:

        Comment


        • #34
          Re: ~Main Barish Hon~

          Nari nazm ka sa taasur deti aap ki ye tehreer bhi pasand aayee.. aap ki is takhleeq se bakhoobi andaza lagaya ja sakta hai ke aap Shayera bhi hon gi..Barish ki apbeeti baray munfarid andaz mein pesh ki.. daad qabool kijiye.. Nawazish :rose

          wafa aur dua ke saath
          withlove
          :rose

          .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.......

          Comment


          • #35
            Re: ~Main Barish Hon~

            bohat shukriya
            sada khush rahain :ff:

            Comment

            Working...
            X