Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shadi ki rasmain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Shadi ki rasmain

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    :lahoul yeh baat ker ke aap ne sara maza kharab ker dia
    loh
    maza na howa khatta dahi ho gia jo kharab bhi ho gia :lahoul
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment


    • #47
      Re: Shadi ki rasmain

      Originally posted by *Hala* View Post
      Humari haa buht simple rasmi hoti hai....
      mehandi ki rat larky wali larki ki ghar ati hai.. dulhan or dulha ko mehani lagye jati hai... khana khaya jata hai ... baqi songz/dance entertment ki baad wo log chali jati hai...
      agali rooz shadi ki rasam hoti hai.... wo be simple sa :)
      aap sab ki shadi ki rasmon main say thori or rasmen add kar lena or b maza aaye ga
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment


      • #48
        Re: Shadi ki rasmain

        maiN rasmoN ke khilaf huN haha

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment


        • #49
          Re: Shadi ki rasmain

          mehndi wali raat , sab jagtay bhi hain ra't jaga kartay hain koi bhi na sota hay na sonay deta hay
          khoob ganay gatay hain
          larka ya larki jis ki b shadi ho , us ko ubtan lagatay hain balon main tail lagatay hain or phir aik dosray ki b shamat aati hay ubtan k balls bana bana k martay hain


          agr koi shamat ka maara so jaaye to subah us ka face dekhnay k like nai hota
          tawa ki kalak u k fac pay hoti hay :hehe:
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • #50
            Re: Shadi ki rasmain

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Hamaray haan bhi bus yahi he, bulke driver ki rasam bhi nahi he :bwink:
            aap ki baton say to lagta hay :mm:
            aap k haan siraf dulhan ko chug k lanay ki rasam hay
            aur dinner tanawil farmanay ki :mm:
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • #51
              Re: Shadi ki rasmain

              Originally posted by aquari View Post
              Aslamalikum
              Is section main jaisa k shadi sey related cheezain share horahi hai
              tu hr culture main shadi ki apni rasomat hoti hai,Pakistan main bai'k waqt mukhtalif cultures hain or saath hi hr family ki bhi apni rasmain hain
              App sub batayea k app ki Family main shadi pr kon kon si rasmain hoti hain
              Yaqeenan kuch aisi hongi jo k larki sey related hongi or kuch aisi Jo larkey sey..!Kuch rasmain hr family main common hai jaisey k Doodh pilai,sehra bandhai,jooti chupana,goodh bharai,mu'h dikhai(:khi:..itni bar mun'h dekhney k bad bhi jo di jati hai dulhan ko) ,etc etc
              Abb app sub apni apni family ki khaas khas rasmain share karain...
              wow very interesting thread laiken mein aik baat bataon ke hamare haan shadion mein zayada rasmein nehi hotein, hamare khandan mein jitne bhi shaadiaan hoin hain sab buhat simple hoti hain :D: laiken kuch friends ke shaadiaan attend ke hain jahan pe kafi sari rasmain hote hain un mein se kuch tu achi hain laiken kuch bilkul fazool hain mere khayal se aur sara sar paise ka zayah hai aur kuch nehi :donno:

              Comment


              • #52
                Re: Shadi ki rasmain

                Originally posted by Pakiza View Post
                Assalam alikum kool thread
                shadi ho aur rasmain na hoon tu dulhan aur dulha ke elawa sab thora bore hojatey hian:D

                i'll share soon
                pakiza yar muje tou lgta hai dulha dulhan sb se zyada bore hoaty han:khi:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #53
                  Re: Shadi ki rasmain

                  Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                  loh
                  maza na howa khatta dahi ho gia jo kharab bhi ho gia :lahoul
                  Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                  aap ki baton say to lagta hay :mm:
                  aap k haan siraf dulhan ko chug k lanay ki rasam hay
                  aur dinner tanawil farmanay ki :mm:
                  Aye dil'e'veran bata teri aakhri aarzu kia he inni chutiyaan.

                  Apart, hamaray haan waqee, cheezon ko simple kia jata he. Hum loog ziada rasmon mein nahi pertay, aur waise bhi mein khud kai rasmon ko khatam kerne ke haq mein hoon, jub un rasmoon ki philosophy pe jata hoon to me ko bari ajeeb ajeeb cheezein nazar aati hein, bagair sir pair wali. Mein personally Nikkah aur waleemay ke haq mein hoon, hallagulla khush'gapiyoon se bhi kia ja sakta he, mazak ker ke kia ja sakta he. GTG ker ke kia ja sakta he. Isn't it ?
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Shadi ki rasmain

                    Originally posted by sarah gemini View Post
                    pakiza yar muje tou lgta hai dulha dulhan sb se zyada bore hoaty han:khi:
                    Dulhay ka chehra suhana lagta he
                    Dulhan ka to dil deewana lagta he :bwink:

                    bari cheezein hotay hein yeh dono jeev b, pretend kerte hein ke bore hein, lekin ander se phuljariyaan phoot rahi hoti hein...aaho :bwink:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Shadi ki rasmain

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Dulhay ka chehra suhana lagta he
                      Dulhan ka to dil deewana lagta he :bwink:

                      bari cheezein hotay hein yeh dono jeev b, pretend kerte hein ke bore hein, lekin ander se phuljariyaan phoot rahi hoti hein...aaho :bwink:
                      hazrat ali ka qoul hai......hr shakhs apnay tajurbay k mutabiq raaye deta hai":eye:
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #56
                        Re: Shadi ki rasmain

                        Originally posted by sarah gemini View Post
                        hazrat ali ka qoul hai......hr shakhs apnay tajurbay k mutabiq raaye deta hai":eye:

                        mein kithay phus gaya 372-shock
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Shadi ki rasmain

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Aye dil'e'veran bata teri aakhri aarzu kia he inni chutiyaan.
                          ye danda meray haath main ho aur tera sir samnay ho yahi meri aakhri aarzo hay
                          meri chuttion ki tum ko parwa kabhi hoi kab :mm:

                          Apart, hamaray haan waqee, cheezon ko simple kia jata he. Hum loog ziada rasmon mein nahi pertay, aur waise bhi mein khud kai rasmon ko khatam kerne ke haq mein hoon, jub un rasmoon ki philosophy pe jata hoon to me ko bari ajeeb ajeeb cheezein nazar aati hein, bagair sir pair wali. Mein personally Nikkah aur waleemay ke haq mein hoon, hallagulla khush'gapiyoon se bhi kia ja sakta he, mazak ker ke kia ja sakta he. GTG ker ke kia ja sakta he. Isn't it ?
                          sir jee
                          wo rasam rasoomat b to infact hallagullah he hoti hain
                          naig lena gate rokna jota chupana ye bhi khush gappiyon k hamrah he hota hay

                          any way apnay apnay views hotay hain.
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #58
                            Re: Shadi ki rasmain

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            mein kithay phus gaya 372-shock

                            razia gundon main ghirr gai jaayyyy 372-shed
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment


                            • #59
                              Re: Shadi ki rasmain

                              Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                              ye danda meray haath main ho aur tera sir samnay ho yahi meri aakhri aarzo hay
                              meri chuttion ki tum ko parwa kabhi hoi kab :mm:
                              Yeh baat kuch hazam nahi hui 372-shed
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Shadi ki rasmain

                                Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                                razia gundon main ghirr gai jaayyyy 372-shed
                                Aye shah'zamaan tu kahan reh gaya, mujay bachanay kyoon nahi aaya
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X