Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~
Yeh bhi main try ker key kha bhi chuki hoon, ab aap try kijiyeh :D
Bread ka halwa
Ingredients:-
1 - Bread slices 8-10 ( Bread ko hathon se masal ker chotey chotey pieces ker lain)
2 - Oil 1/2 cup
3 - Hari Aalichi 2-3 pcs
4 - Semolina 1/2 cup (soojhi)
5 - Milk 1 glass
6 - Eggs 2
7 - Suger 3-4 tspn
8 - coconut 1/2 cup (pissa huwa )
9 - Mixed nuts 1/2 cup ( badam, pistey, cashew yaan apni choice ke mutabiq)
Prepeation: -
1 - Sab se pehley pan main oil garam karein, phir is main alaichi daal ker 1/2 mint tak garam karein jab alaichi ki khushboo outhne lagey to is main bread aur soojhi daal ker halki aanch per 5-7 min tak pakayein, yahan tak ke bread aur soojhi halki si brown ho jaye.
2 - Ab is main doodh shamil kijiyeh aur lagatar hilaiyeh, do daalney se yeh buhut soft ho jayeh ga is liyeh issey mazeed 2-3 mint tak pakney dain, aur jese hi yeh thora sakht honey lagey is main anday shamil ker dijiyeh aur mazeed 2-3 min tak pakney dain.
3 - Jese hi yeh sakht honey lagey aur painday chorne lagey is main sugar aur coconut shamil ker dijiye aur 1 mint tak halki anch per rehen dain. Phir chooley se outar lain.
4 - Halwa tayar hai, issey ek bowl main daal ker nuts se garnish kijiyeh aur Iftari ka intezar kijiyeh :D

Comment