Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

    Yeh bhi main try ker key kha bhi chuki hoon, ab aap try kijiyeh :D

    Bread ka halwa

    Ingredients:-

    1 - Bread slices 8-10 ( Bread ko hathon se masal ker chotey chotey pieces ker lain)
    2 - Oil 1/2 cup
    3 - Hari Aalichi 2-3 pcs
    4 - Semolina 1/2 cup (soojhi)
    5 - Milk 1 glass
    6 - Eggs 2
    7 - Suger 3-4 tspn
    8 - coconut 1/2 cup (pissa huwa )
    9 - Mixed nuts 1/2 cup ( badam, pistey, cashew yaan apni choice ke mutabiq)

    Prepeation: -

    1 - Sab se pehley pan main oil garam karein, phir is main alaichi daal ker 1/2 mint tak garam karein jab alaichi ki khushboo outhne lagey to is main bread aur soojhi daal ker halki aanch per 5-7 min tak pakayein, yahan tak ke bread aur soojhi halki si brown ho jaye.

    2 - Ab is main doodh shamil kijiyeh aur lagatar hilaiyeh, do daalney se yeh buhut soft ho jayeh ga is liyeh issey mazeed 2-3 mint tak pakney dain, aur jese hi yeh thora sakht honey lagey is main anday shamil ker dijiyeh aur mazeed 2-3 min tak pakney dain.

    3 - Jese hi yeh sakht honey lagey aur painday chorne lagey is main sugar aur coconut shamil ker dijiye aur 1 mint tak halki anch per rehen dain. Phir chooley se outar lain.

    4 - Halwa tayar hai, issey ek bowl main daal ker nuts se garnish kijiyeh aur Iftari ka intezar kijiyeh :D
    Attached Files
    sigpic

    Comment

    • #62
      Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

      Originally posted by Saima Shaheen

      umm Aaap mujhy bhe bana ker taste keraao k kesa hota ha taste wise ye .. :wk

      Comment

      • #63
        Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

        Originally posted by aik_lerki
        umm Aaap mujhy bhe bana ker taste keraao k kesa hota ha taste wise ye .. :wk

        Buhut mazey ka banta hai, mujhe soojhi ka halwa pasand nahi, is liyeh yeh banati hoon :p .......... U ko khana hai to mere ghar aana parey ga :D
        sigpic

        Comment

        • #64
          Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

          Originally posted by Saima Shaheen
          Buhut mazey ka banta hai, mujhe soojhi ka halwa pasand nahi, is liyeh yeh banati hoon :p .......... U ko khana hai to mere ghar aana parey ga :D
          umm mujhy to halwa he nahe pasand :(
          chalo aap k gher aao ge to khilana mujhy ye wala halwa ;) :p
          Vesy main try keroo ge :)

          Comment

          • #65
            Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

            Chicken cuttlus

            chicken ka keema ---------------- 1/2 kg (bareek pisa hoa)
            adrak ------------------------------ 1 tb sp (bareek kate hoe)
            Garam masala -------------------- 1 tsp (pisa hoa)
            Andy ------------------------------- 2
            Lemon juice ---------------------- 2 tb sp
            Kale mirch ----------------------- 1/2 t sp (kute hoe)
            Jou ka dalya ---------------------- 1 cup
            piaaz ------------------------------ 2 (kachi pise hoe)
            Lehsan ----------------------------- 1 tb sp (pisa hoa)
            Hare Mirch ------------------------ 1 tb sp (pise hoe)
            Namak ------------------------------ hasb - e - zaiqa
            Til ----------------------------------- 2 tb sp (bhuny hoay)
            Oil ---------------------------------- hasb- e - zarorat

            Tarkeeb :
            1) Adrak , garam masala , andy ,lemon juice , kali mirch , jou ka dalya , piaaz ,lehaan , hare mirch ,namak ,Till in sab ko qeemy main mila ker achii tarah mix ker lain.aur 1/2 hour k liay rakh dain.
            2) Aik karhae main tail garam ker lain .Jab tail garam ho ja'ay to aanch halki ker dain
            3)Aur keemy ky choty choty cuttlus bana ker tail main deep fry ker lain.
            4)Jab golden brown ho ja'ay to nikaal ker akhbar per phaila lain.
            5)Garam garam naan aur tomato sauce k sath paish kray :D:

            Comment

            • #66
              Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

              Comment

              • #67
                Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                Originally posted by naz
                ~*~ Chicken Cheese Samosa ~*~

                Ingredients :

                chicken boiled ( shred ki hoi) 2 cups
                spring onion square mein katee hoi 1 cup
                capsicum square mein katee hoi 1 cup
                cheddar cheese 2 cups
                black pepper 1 1/2 tsp
                salt to taste
                oil for frying
                samosa Patti 1 packet
                maida 2 Tbsp
                water thora sa

                Method:

                1-chicken boil ker ke us ko shred ker lein
                2-Aik pan mein thora sa oil lay ke germ kerein us mein Pehley capsicum dal ker fry kerein us ke baad spring onion dal ker fry kerein us mein thora salt aur black pepper daalain , thanda honey ke liye rakh dein ,
                3-Aik bowl mein chicken lein us mein fry ki hoi vegetables daalain phir cheese daalain achee terah mix kerein. 4-Ab samosa patti lein aur us ko samosey ki shape dein us mein chicken bhareyn aur maidey aur pani ki lay se us ko chipka dein,
                5-phir oil mein golden brown kerein.
                6-podiney ki chaatni ya tomato ketchup ke sath serve kerein
                nice recipe nazo :x

                Comment

                • #68
                  Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                  Originally posted by naz

                  ~*~ chicken spring rolls ~*~

                  Ajza :
                  vegetable oil 2 tbsp
                  gajar bareek kati hoi 1 adad
                  sabz aur laal mirch 2 adad
                  mushrooms 1/3 cup
                  moong beans 1 cup
                  chicken qeema 1 cup
                  soya sauce 1 tsp
                  cheeni 1 tsp
                  pani 2 tbsp
                  roll ki pattiyan 8 adad
                  namak mirch hasb-e-zaiqa
                  vegetable oil rolls talne k liye

                  Tarkeeb :
                  namak mirch , gajar , mushroom , beans aur chicken qeema mix kar k tail main bhoon lain fir in per soya sauce aur cheeni daal kar aik mint tak fry kar k nikaal lain . ab is mixture ko rolls ki pattiyon per pani laga kar rolls ki shakal main tayar kar lain aur inhain oil per halki anch per tal lain .
                  achi recipe hai ji

                  kahan se le rahe ho pehle yeh tu daso:eye:

                  Comment

                  • #69
                    Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                    Originally posted by Saima Shaheen
                    Yeh bhi main try ker key kha bhi chuki hoon, ab aap try kijiyeh :D

                    Bread ka halwa

                    Ingredients:-

                    1 - Bread slices 8-10 ( Bread ko hathon se masal ker chotey chotey pieces ker lain)
                    2 - Oil 1/2 cup
                    3 - Hari Aalichi 2-3 pcs
                    4 - Semolina 1/2 cup (soojhi)
                    5 - Milk 1 glass
                    6 - Eggs 2
                    7 - Suger 3-4 tspn
                    8 - coconut 1/2 cup (pissa huwa )
                    9 - Mixed nuts 1/2 cup ( badam, pistey, cashew yaan apni choice ke mutabiq)

                    Prepeation: -

                    1 - Sab se pehley pan main oil garam karein, phir is main alaichi daal ker 1/2 mint tak garam karein jab alaichi ki khushboo outhne lagey to is main bread aur soojhi daal ker halki aanch per 5-7 min tak pakayein, yahan tak ke bread aur soojhi halki si brown ho jaye.

                    2 - Ab is main doodh shamil kijiyeh aur lagatar hilaiyeh, do daalney se yeh buhut soft ho jayeh ga is liyeh issey mazeed 2-3 mint tak pakney dain, aur jese hi yeh thora sakht honey lagey is main anday shamil ker dijiyeh aur mazeed 2-3 min tak pakney dain.

                    3 - Jese hi yeh sakht honey lagey aur painday chorne lagey is main sugar aur coconut shamil ker dijiye aur 1 mint tak halki anch per rehen dain. Phir chooley se outar lain.

                    4 - Halwa tayar hai, issey ek bowl main daal ker nuts se garnish kijiyeh aur Iftari ka intezar kijiyeh :D
                    good one thanx :rose

                    Comment

                    • #70
                      Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                      Originally posted by aik_lerki
                      ~~ Mix Chaat ~~
                      Ajza :
                      Sufaid chanay .............. 1/2 kg (soda daal ker raat ko bigho dain )
                      Aaalo ...........................1/2 kg
                      Surkh mirch ................... 2 t sp (pise hoe)
                      Namak ......................... hasb - e- zaiqa
                      Zeera ........................... 1 t sp (bhuna hoa)
                      Garam masala..................1 t sp(pisa hoa)
                      Imle ka ras .................... 1 cup
                      Hare Mirch .................... 4
                      Hara dhanya ................. Munna sa

                      Terkeeb :

                      1) chano ko achii tarah dho ker khany ka soda daal ker ubaalnay ky liay rakh dain.
                      2)Jab chano per sufaid jhag any lagay to chamchy sy jhag utaar dain
                      3)Ab is main namak aur surkh mirch shamil ker dain
                      4)Jab achii tarah gal jaiaya tou us main alo ky choty choty tukry ker ky shamil ker dain
                      5)Jab aaloo bhe gal jayay tou chamchy sy usko achii tarah mix ker lain
                      6)Ab is main imle ka pani , bhuna hoa zeera aur garam masala daal ker chamchy sy mix ker lain aur chola band ker dain
                      7)Is per hare mirch aur hara dhanya kat ker chirak dain.
                      Mazydaar chaat tayar hai ..Phir mazy sy kha'ain :D:
                      woow nice one oye /yummy:eye:

                      Comment

                      • #71
                        Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                        Originally posted by aik_lerki
                        Ummm Thankx Naz..:)
                        pata hai mai ny bhe aaj spring roll bana'ay ..Thore se change tha method..ab is tareeky sy bhe try keroo ge..
                        Wesy sheem listen tum ny jo kaily k halwy ki reciepe batae the vo kesa banta ha..kabhe try kera hai ..?
                        nahi yaar maine kabhi nahi banaya hai

                        tum bana ke dekh lona fir me ko b das dena :eye:

                        Comment

                        • #72
                          Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                          Originally posted by aik_lerki
                          :(
                          Achaa phir aisa kero ky 5 flv manga lena sirf
                          caramell
                          chocolate
                          crunch
                          strauberry
                          coffee

                          Umm haan na aany sy pehly inform ker don ge tumko ..don,t worry :p
                          yar aaj kaal na hi aoo tum tu acha hai

                          yahan zal zala a raha hai :(

                          waise do din baad ajana ok :eye: strawberry mujhe nahi achi lagti is liye woh nahi mangwani mene :p

                          Comment

                          • #73
                            Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~
                            • Originally posted by sheem
                              yar aaj kaal na hi aoo tum tu acha hai
                            Originally posted by sheem

                            yahan zal zala a raha hai :(

                            waise do din baad ajana ok :eye: strawberry mujhe nahi achi lagti is liye woh nahi mangwani mene :p
                            Umm okay..
                            2 din baad aa jao ge ..:)
                            okay bakii sab flv mangwa lenaa :D:

                            Comment

                            • #74
                              Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                              Umm sheeem
                              bohat zabardast ki reciepe hai chinese samoso kii .. :)

                              Comment

                              • #75
                                Re: ~*~ RamzaN Or PakwaN ~*~

                                Comment

                                Working...
                                X