Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Baalon ki hifazat?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Baalon ki hifazat?

    Originally posted by Masood
    aap key peechhey shayid isi liye parrey they :D
    nai mujhe to apna taazaa kalaam sunana chah rahe the ;) :D

    Comment


    • #47
      Re: Baalon ki hifazat?

      to sunaya kiun nahi

      Comment


      • #48
        Re: Baalon ki hifazat?

        Originally posted by Masood
        Hamarey aik dost hain, unkey saath bhi aisa huwa jiska final result yeh huwa keh bachrey key sar key sarey baal, bhanwein sab kuchh khatam ho geya.

        Aur sar mein kabhi kabar chhotey chhotey "jazeerey" ho jatey hain agar proper nasho-numa na milley to. Iska phir mukamil elaj hota hai. Aik aadh Centimeter ki jaggah bilkul saaf ho jati hai. Ghalban pakistan mein issey something like "baal charh" kehtey hain.
        jab mey school mey thi tab ye merey sath bhi hua tha ...itna severe nahi tha magar merey sar key baalon per sey aik finger tip keh lein jitney baal ghaib ho gaye ....mujehy aaj bhi wo din yaad hai ....ami shaher sey bahar thien aur aur mey sara din roti rahi thi key merey baal kahan chaley gaye ....aur na jaaney ye sab kya hai ...sath apni sis ko bhi khoob pareyshan kiya....anyways...jab doc. ko deykhaya to us ney mujhey aik oilment di thi jo mey ney use kiya ab to mujhey naam waghaira nahi yaad aur sath mey us ney olive oil ka kaha tha key is ka massage karein us jaga per beyshak agar aap poorey baalon mey nahi lagana chahti hein

        jahan tak mujhey yaad hai aik do haftey mey theek ho gaya tha .....
        aur mey aaj tak olive oil hi use kerti hun
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #49
          Re: Baalon ki hifazat?

          Originally posted by barg.e.gul
          jab mey school mey thi tab ye merey sath bhi hua tha ...itna severe nahi tha magar merey sar key baalon per sey aik finger tip keh lein jitney baal ghaib ho gaye ....mujehy aaj bhi wo din yaad hai ....ami shaher sey bahar thien aur aur mey sara din roti rahi thi key merey baal kahan chaley gaye ....aur na jaaney ye sab kya hai ...sath apni sis ko bhi khoob pareyshan kiya....anyways...jab doc. ko deykhaya to us ney mujhey aik oilment di thi jo mey ney use kiya ab to mujhey naam waghaira nahi yaad aur sath mey us ney olive oil ka kaha tha key is ka massage karein us jaga per beyshak agar aap poorey baalon mey nahi lagana chahti hein

          jahan tak mujhey yaad hai aik do haftey mey theek ho gaya tha .....
          aur mey aaj tak olive oil hi use kerti hun
          Ummm achaa
          Thats soo good ky theek to ho giya na :)
          vesy olive oil best hai balon ky liay

          Comment

          Working...
          X