Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Baalon ki hifazat?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Baalon ki hifazat?

    Originally posted by Spy009
    Oh ho phir to Zaitoon aur Sarson ke bich confusion paida ho rahi hai,
    koun sa oil achha huwa yeh bateyn...
    jo aap ko suit karey...
    warna toss ker lein :D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: Baalon ki hifazat?

      Mere baal curly hain in ko seedha karne ka koi forumula to dasso.............mujhey nai pasand yeh curly ball
      Allah

      Comment


      • #18
        Re: Baalon ki hifazat?

        Originally posted by barg.e.gul
        jo aap ko suit karey...
        warna toss ker lein :D
        Zaitoon ka tel garam hota hai, yeh sar ke liye aur sar ke baalon ke liye mufeed nahin hai, zaitoon ka tel generally body ke liye saHi hai, Sarson ka tel sar ke baalon ke liye achha hai.

        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #19
          Re: Baalon ki hifazat?

          Originally posted by YAARAM
          Mere baal curly hain in ko seedha karne ka koi forumula to dasso.............mujhey nai pasand yeh curly ball
          Naa rahe baans na baje bansoori, takle ho jao miyan, naa saboon, shampoor ka jhanjhat nai oil, gel ka.
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment


          • #20
            Re: Baalon ki hifazat?

            Kal maine Mustard oil and yoghurt ka baalon mein massage kiya, aaj baal bhari bhari lag rahe hain, lagta hai ghana (dense) ho gaya.
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment


            • #21
              Re: Baalon ki hifazat?

              balon ko acha n khubsurat karne ke elay mujhe parlour wali ne aik tip di thi n wo wakai bohat zaberdast :) castor oil me sarson ka oil mix karen n hafte me 2 baar lagain,halke hathon se masag kar ke.then kuch ghanton baad dho lein.baal wakai bohat ache ho jaen ge kuch dafa ke use ke bad.

              Comment


              • #22
                Re: Baalon ki hifazat?

                Originally posted by Spy009
                Kal maine Mustard oil and yoghurt ka baalon mein massage kiya, aaj baal bhari bhari lag rahe hain, lagta hai ghana (dense) ho gaya.

                Kitney ghantey tak laga rehne diya tha yeh , aur kya balon ko shampoo kiya tha
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Baalon ki hifazat?

                  Originally posted by shy
                  balon ko acha n khubsurat karne ke elay mujhe parlour wali ne aik tip di thi n wo wakai bohat zaberdast :) castor oil me sarson ka oil mix karen n hafte me 2 baar lagain,halke hathon se masag kar ke.then kuch ghanton baad dho lein.baal wakai bohat ache ho jaen ge kuch dafa ke use ke bad.
                  Thnx Shy :)
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Baalon ki hifazat?

                    Aap egg se baal doh liya kare pahle yoghurt se baad main egg se.

                    Comment


                    • #25
                      Re: Baalon ki hifazat?

                      Originally posted by Saima Shaheen
                      Kitney ghantey tak laga rehne diya tha yeh , aur kya balon ko shampoo kiya tha
                      2 ghante tak...then washed
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment


                      • #26
                        Re: Baalon ki hifazat?

                        Originally posted by Spy009
                        Zaitoon ka tel garam hota hai, yeh sar ke liye aur sar ke baalon ke liye mufeed nahin hai, zaitoon ka tel generally body ke liye saHi hai, Sarson ka tel sar ke baalon ke liye achha hai.
                        haan agar aap aeysi jagey rehtey hein jahan ka mausam kafi garam ho tab meyra khayal hai warna theek rehta hai ....
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #27
                          Re: Baalon ki hifazat?

                          hmm zabardast

                          Comment


                          • #28
                            Re: Baalon ki hifazat?

                            Originally posted by Spy009
                            2 ghante tak...then washed

                            2 Ghantey to theikh hai, achey se sahmpoo kerna chahiyeh tha na... ager balon mei tail reh jayeh to baal aise hi bhari aur chipkey se lagtey hain, is k liyeh behter yeh hota hai k pehley balon ko normal pani se achi tara dhoya jayeh phir shampoo kiya jayeh.
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Baalon ki hifazat?

                              Originally posted by Saima Shaheen
                              2 Ghantey to theikh hai, achey se sahmpoo kerna chahiyeh tha na... ager balon mei tail reh jayeh to baal aise hi bhari aur chipkey se lagtey hain, is k liyeh behter yeh hota hai k pehley balon ko normal pani se achi tara dhoya jayeh phir shampoo kiya jayeh.
                              and how about egg smell?
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #30
                                Re: Baalon ki hifazat?

                                Originally posted by barg.e.gul
                                and how about egg smell?
                                Its true the egg smell remains, but I use Herbal essence that day only it has nice smell :) .
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X