Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Baalon ki hifazat?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Baalon ki hifazat?

    Herbal essence??
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #32
      Re: Baalon ki hifazat?

      yah kahan milta hay

      Comment

      • #33
        Re: Baalon ki hifazat?

        Originally posted by barg.e.gul
        and how about egg smell?
        Phir to kawwa sar per chonch mare ga...
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment

        • #34
          Re: Baalon ki hifazat?

          Originally posted by shy
          t :) castor oil
          Castrol

          yeh to mobil hai
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment

          • #35
            Re: Baalon ki hifazat?

            Originally posted by Spy009
            Phir to kawwa sar per chonch mare ga...
            Nahi yaar, mei shampoo keti hoon to nahi hoti smell, balon ko achey se dhoya jayeh to nahi rehti smell aur Herbal Essence si a kind of hair Oil with nice fragrance you can apply it on hair if you really have that smell prob ...
            sigpic

            Comment

            • #36
              Re: Baalon ki hifazat?

              Originally posted by Spy009
              Castrol

              yeh to mobil hai

              Castrol nahi castor Oil :tauba
              sigpic

              Comment

              • #37
                Re: Baalon ki hifazat?

                Ab to 3 mahine tak chhutti...last Friday Umrah ke liye gaya tha...baal mudwa diya...bahut halka aur thanda thanda lagta hai.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                • #38
                  Re: Baalon ki hifazat?

                  Muhey aik baat ka pattah karna hai. Agar sar mein kahee kahee thorey thorey baal gir jaein is tarha keh thori thori jagghon sey saaf ho jaein. Aik CM ki jaggah per to kya karna chahiye? Yahan per doctors key hain keh yeh is liye hota hai keh jism balon ki nasho-numa ko rok deta hai aur kuchh arsey baad khud ba khaud theek ho jata hai. Agar na ho tab koi healing shuru ki jati hai. Aap log kuchh jantey ho is barey mein?
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #39
                    Re: Baalon ki hifazat?

                    Originally posted by Masood

                    Pata nahi , aap se hi suna hai yeh to :donno:
                    sigpic

                    Comment

                    • #40
                      Re: Baalon ki hifazat?

                      Originally posted by Saima Shaheen
                      Pata nahi , aap se hi suna hai yeh to :donno:
                      Hamarey aik dost hain, unkey saath bhi aisa huwa jiska final result yeh huwa keh bachrey key sar key sarey baal, bhanwein sab kuchh khatam ho geya.

                      Aur sar mein kabhi kabar chhotey chhotey "jazeerey" ho jatey hain agar proper nasho-numa na milley to. Iska phir mukamil elaj hota hai. Aik aadh Centimeter ki jaggah bilkul saaf ho jati hai. Ghalban pakistan mein issey something like "baal charh" kehtey hain.
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #41
                        Re: Baalon ki hifazat?

                        Originally posted by Masood
                        Muhey aik baat ka pattah karna hai. Agar sar mein kahee kahee thorey thorey baal gir jaein is tarha keh thori thori jagghon sey saaf ho jaein. Aik CM ki jaggah per to kya karna chahiye? Yahan per doctors key hain keh yeh is liye hota hai keh jism balon ki nasho-numa ko rok deta hai aur kuchh arsey baad khud ba khaud theek ho jata hai. Agar na ho tab koi healing shuru ki jati hai. Aap log kuchh jantey ho is barey mein?
                        is ka matlab hota he ke medaan saaaf ho raha he or kawe araam se landing kia karen ke in future :tang:

                        Comment

                        • #42

                          Yes...Homeopathic treatment hai iska
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment

                          • #43
                            Re: Baalon ki hifazat?

                            Originally posted by Spy009
                            Yes...Homeopathic treatment hai iska
                            .... aur woh kya hota hai?
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #44
                              Re: Baalon ki hifazat?

                              Originally posted by shy
                              is ka matlab hota he ke medaan saaaf ho raha he or kawe araam se landing kia karen ke in future :tang:
                              aap key peechhey shayid isi liye parrey they :D
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #45
                                Re: Baalon ki hifazat?

                                Originally posted by Masood
                                Muhey aik baat ka pattah karna hai. Agar sar mein kahee kahee thorey thorey baal gir jaein is tarha keh thori thori jagghon sey saaf ho jaein. Aik CM ki jaggah per to kya karna chahiye? Yahan per doctors key hain keh yeh is liye hota hai keh jism balon ki nasho-numa ko rok deta hai aur kuchh arsey baad khud ba khaud theek ho jata hai. Agar na ho tab koi healing shuru ki jati hai. Aap log kuchh jantey ho is barey mein?
                                umm mai ny hair care ki classes lee the na to waha jo docter thin unho ny aik tonic bataya tha aise situation k liay
                                kaminomoto tonic(yay japnise tonic hai)
                                is ko 3 baar weeek main use kerna hai
                                aur tareeqa use kerny ka yay hai ky pehly shampo ker k baal dho lain phir jaha jaha baal na hon us us jaga per cotton sy ye tonic lagaiayay itna ky wo jazb ho ja'ay phir malmal ky white kapry sy sir ko dhank lain aur is k baad dhony ki bhe zarorat nahe hai.
                                is ky ilawa egg yoke ka oil bhe bohat achaa hai is k liay
                                aur olive oil bhe bohat achaa ha
                                aur is k ilawa aik spray bhe bataya tha unho nay .us ka naam mai dekh ker batao ge mager us ky aik dis advantage ha ky usko permanent use kerna hota hai

                                Comment

                                Working...
                                X