Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

    Asslam O Alekum
    Sab se pehle sorry k Me late ho gaya
    Aap ko In The Sopt Light me
    WELCOME :welcome: kehta hun :rose Aap k Baare me Jaan Kr
    Acha Laga
    Hmmm Me b kuch sawal Lekr Aaunga
    sigpic

    Comment


    • #92
      Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

      Q1 Kiya Aap k likhy huay Lafz yani Poetry Aur Nasr Aap k Dil ki Awaz Hay?

      Q2 Aap ne kis Se Mutasir ho k Poetry likhna Shuro ki?

      Q3 Aap Apni poetry se kis Hadd Tak Mutmain hen?

      Q4 Koi Hasrat jo Hasrt REh Gai ho?

      Q5 koi Aisi Baat jo Aap chahti hen k Aap bhool Jain?

      Q6 School life me kon se subject se chirr Thi?

      Q7 Koi Ajeeb O Gareeb Khwaish?

      Q8 poetry aap ki nazar mein kiya hai?

      Q9 aap ki poetry ka mehwar kiya hai(judai,milan,mohabbat ya nafrat ya kuch aur)?

      Q10 woh kon si kaifiyet hai jo aap ko likhne per majboor karti hai?

      Q11 nasar likhna aasan lagta hai ya nazam?
      sigpic

      Comment


      • #93
        Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

        Baqi sawal Baad me
        sigpic

        Comment


        • #94
          Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

          aslamoalikum .Welcome to the spotlight ahsaas de.sorry late ana kum hota isliye.apke bare mei jan k acha laga khush rahye :) :rose

          Comment


          • #95
            Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~



            Comment


            • #96
              Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

              Originally posted by ahsaas View Post
              ۔

              bohat shukria muskan..:phool:..be happy:rose
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #97
                Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                Q1 Kiya Aap k likhy huay Lafz yani Poetry Aur Nasr Aap k Dil ki Awaz Hay?
                کچھ دماغ میں ہوتا ہے تو دل اس کی تصدیق کرتا ہے :think:
                Q2 Aap ne kis Se Mutasir ho k Poetry likhna Shuro ki?
                پیغام سے متاثر ہو کر ۔۔
                Q3 Aap Apni poetry se kis Hadd Tak Mutmain hen?
                ابھی تو شروعات ہیں ۔۔۔ تب مطمعن ہونگے جب کوئ نعت یا حمد لکحنے کے قابل ہونگے۔۔:thmbup:

                Q4 Koi Hasrat jo Hasrt REh Gai ho?
                اسی حسرت پہ زندگی گزر رہی ہے۔۔

                Q5 koi Aisi Baat jo Aap chahti hen k Aap bhool Jain?
                یہی کہ ہم اس دنیا میں ھیں :shyy:

                Q6 School life me kon se subject se chirr Thi?
                Math se 372-shed

                Q7 Koi Ajeeb O Gareeb Khwaish?
                نہیں جناب ایسی کوئ خواہش نہیں۔۔۔:garmi:

                Q8 poetry aap ki nazar mein kiya hai?
                شاعری احساس ہے teddy
                Q9 aap ki poetry ka mehwar kiya hai(judai,milan,mohabbat ya nafrat ya kuch aur)?
                محبت :rose
                Q10 woh kon si kaifiyet hai jo aap ko likhne per majboor karti hai?
                خوشی کی کیفیت ۔۔کچھ یادیں :d1:

                Q11 nasar likhna aasan lagta hai ya nazam?
                نظم :thmbup:

                :rose
                اتنے سوالات شاعری کے ھوالے سے ۔۔۔۔خیر تو ہے نہ وصی372-scare

                Comment


                • #98
                  Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                  ahsaas dear bohat acha laga tumhary baary main sun kr.........pehly b tumhary baary main kafi kuch pata tha magar ab or b ziyada pata chal gia hay:)
                  tumhary jawab bohat achy lagy.....
                  or naam ka shaksiyat par waqye bohat asar hota hay.....or main janti hun k tumhary chehry pr har wqt muskan rehti ho ge....Allah kary k yeh muskan hmaisha qayem rhay...or kabhi is main kami na aa'ay Aameen:rose

                  itna kuch jan'ny k baad filhaal mery pass koi sawal nahi hay....soch kr he btaoon ge
                  B Happy My Dear
                  Love u:rose

                  Comment


                  • #99
                    Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                    Originally posted by jia
                    ahsaas dear bohat acha laga tumhary baary main sun kr.........pehly b tumhary baary main kafi kuch pata tha magar ab or b ziyada pata chal gia hay
                    tumhary jawab bohat achy lagy.....
                    or naam ka shaksiyat par waqye bohat asar hota hay.....or main janti hun k tumhary chehry pr har wqt muskan rehti ho ge....Allah kary k yeh muskan hmaisha qayem rhay...or kabhi is main kami na aa'ay Aameen

                    itna kuch jan'ny k baad filhaal mery pass koi sawal nahi hay....soch kr he btaoon ge
                    B Happy My Dear
                    Love u
                    Ap pura jaan gain na hmein ....dats gud !!!
                    love u 2

                    Comment


                    • Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                      Nazam ilfaz ki besakhta expression hoti hai, i love to write it. lekan i have left writing, aap ki yeh baat intehayi achi lagi hay humain jo aap ne kaha ke us waqt mutmain hon gy jab HAMD ya NAAT likhny k kabil hon gy, Hazrat Hassan R.A, AAP S.A.W.W k naat go thy, un k darjaat kia hon gy subhanALLAH.

                      ALLAH se dua hay ke aap hamesha likhti rahein aur NAAT ya HAMD likhny k kabil ho jain. Amin
                      Allah

                      Comment


                      • Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                        Originally posted by Yaaram
                        Nazam ilfaz ki besakhta expression hoti hai, i love to write it. lekan i have left writing, aap ki yeh baat intehayi achi lagi hay humain jo aap ne kaha ke us waqt mutmain hon gy jab HAMD ya NAAT likhny k kabil hon gy, Hazrat Hassan R.A, AAP S.A.W.W k naat go thy, un k darjaat kia hon gy subhanALLAH.

                        ALLAH se dua hay ke aap hamesha likhti rahein aur NAAT ya HAMD likhny k kabil ho jain. Amin
                        ab kia kahein ..:)
                        Sum Ameen

                        Comment


                        • Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                          ahsaas

                          Aap ki nazar me Muhabbat or Ishq me kiya farq hai?

                          Comment


                          • Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                            Originally posted by Mr.khan
                            ahsaas

                            Aap ki nazar me Muhabbat or Ishq me kiya farq hai?
                            muhabbat hoti hai
                            Ishq hota hai .372-haha
                            Last edited by ahsaas; 14 October 2011, 18:44.

                            Comment


                            • Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                              Originally posted by ahsaas View Post
                              muhabbat hoti hai
                              Ishq hota hai .372-haha

                              lo mein bhi tumaara saath deti huhn372-haha

                              Khan bhai bhi kitne bhole hein...once again372-haha

                              aur aik aur baat...ahsaas ab bass bhi karro...tumaare baare mein parrh parhh ker kaan hi pakk gain hein:think:
                              Last edited by u_r; 15 October 2011, 19:47.


                              sigpic

                              Comment


                              • Re: In The Spot Light ~Dear Ahsaas~

                                There is a big difference between Ishq & Muhabbat.

                                Anyways.........aap ka answer bhi theek hi hai :lol

                                Comment

                                Working...
                                X