Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

    Originally posted by aabi2cool View Post
    i dont know jo keh dia so keh dia aur ye mujhy beta mut kaha karo aur chand saloon main meri apni bayti u ki umar ki hojay gi and that is my last warning to you.
    okay...
    .......................!!!!!

    Comment


    • #32
      Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

      Thank u Ma'az bhai ...Adnaan bhai..Zono, xenii n Saraah...
      .......................!!!!!

      Comment


      • #33
        Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

        dear frnds I am so sorry urdu main answers deney mai aik tu time buhut lagey ga or doosra mistakes itnii hoon gii k urdu kum bungaali zyada lagey gii...:lol
        Abid bhai or saraah api se khaas tour par mazarat chahti hoon...:rose


        Originally posted by *Hala* View Post
        :bou:



        1. Poora naam Raniya Abdul Malik tha...october 15, 1993 ko Doha Qatar main paida howii..
        2. Aj kul doha main hi hoon...or isi saal F.Sc (pre medical) kar liya hai..agey engineering field main jaaney ka soch rahii hoon...daikhtey hain kya hota hai..
        3. G family main hum 7 afraad they ..merii koi behan nai hai..sirf chaar bhai they or main sub sey chotti hoon...
        4. Baba ka kamra ...becuz wahan Un k saath ka ehsaas rehta hai...
        5. Pasandeeda Kitaab "Dont Be Sad" written by Ayiz'al'Qarnii...
        6. Shair tu arabic main hai
        لا تسقني ماء الحياة بذلة= بل فاسقني بالعز كأس الحنظل
        ماء الحياة بذلة كجهنم = وجهنم بالعز أطيب منزل
        is ki translation kuch youn hai k
        "Na pilao muhje aab'e'hayaat zillat sey..
        balkeh hanzal ka jaam ezzat sey pila do..
        aab'e'hayaat zillat sey jahanum ki manind hai
        or ezzat se jahanum bhi behtareen maqaam hai.."

        waisey tu yahii poem poori passand hai laikin zyada pasandeeda Abdullah bin Mubarak (rahemahullah) ki nazam.."عابد الحرمين" hai...

        7. merey liye Ali bhai ne aik shair kaha tha...kuch hadd tuk wohi hai..


        "Hum ne darya sey seekhi hai apney ghum ki pardah'daarii
        ooper ooper hans lena gehrayii main roo lena.."

        waisey shair'o'shairii sey itna shoq nahiin...


        8. Merey pasandeeda rung hain Black N White..khushboo tu misk ki passand hai waisey Jasmine bhi theek hi hai..haan or sandalwood ki bhi kabhi kabhaar achii lagney ka chance hai..hmmm mousam mujhe sardii ka passand hai..


        Barish ka mousam thorra Emotional kar deta hai...waisey overall tu yahan poora saal hi AC laga hota hai tu kuch khaas nai..


        9. Beach..


        10. Taqreebun do teen saal pehley main kuch din hospital main rehney k baad ghar ayii tu TV laga kar news daikhney lagii..us waqt aik aisi khabar jis ne merey liye waqt ko wohii rok diya..Hazoor Pak (Sallahu alaihi wassalam) k touheen'amaiz khakey...bus mujhey kuch samaj nai araha tha k ho kya raha hai...saraey channels check kiye kahiin tu yeh khabar hogii k musalmaanoon ne badla le liya hai...but afsoos koi nahiin...bus dat was d moment which made me what I am today..


        11. Filhal tu koi aisa lamha nai jis k loutney ki khwahish ho..

        or kisi lamhey k aney ka intezaar bhi nahiin kyunki xindagii se umeedein lagana chorr diya..
        buhut saarey lamhaat ko bhulana chahtii hoon...koi aik nahii...

        12. buhut pehley aik tehreer likhi thii xindagii k ma'ney k baarey main...

        us main aik line thii..

        والان عرفت معــــنى الحيـــاة فما هي الا ساعة وفي الاخرة
        الخلود الدائم
        mujhey ab samaj aye xindagii k ma'ney..yeh sirf aik gharii hai..or akhirat main abdii xindagii hai...

        13. hobbies k liye waqt nai milta...
        haan Books parrhney ki koshish karti hoon whenever get time...
        .......................!!!!!

        Comment


        • #34
          Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~


          3. G family main hum 7 afraad they ..merii koi behan nai hai..sirf chaar bhai they or main sub sey chotti hoon...


          Dear BR!

          Welcome To Spot Light!

          Aap Kee Baatain Dil Lubha Dene Wali hay.

          Allah Aap ko Sada Khoosh rakhain! Aameen!

          Magar Jawab No. 3 Ne Chonka Diya Hay...

          Yeh Aap Ne "Bhai Thay" Ka Lafz Kioun Istimaal

          Kia Hay..?

          Bless You!
          :oldie:
          S T I L L W A I T I N G
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

            Originally posted by bhataktii rooh View Post
            dear frnds I am so sorry urdu main answers deney mai aik tu time buhut lagey ga or doosra mistakes itnii hoon gii k urdu kum bungaali zyada lagey gii...:lol
            Abid bhai or saraah api se khaas tour par mazarat chahti hoon...:rose


            [/CENTER]
            1. Poora naam Raniya Abdul Malik tha...october 15, 1993 ko Doha Qatar main paida howii..
            2. Aj kul doha main hi hoon...or isi saal F.Sc (pre medical) kar liya hai..agey engineering field main jaaney ka soch rahii hoon...daikhtey hain kya hota hai..
            3. G family main hum 7 afraad they ..merii koi behan nai hai..sirf chaar bhai they or main sub sey chotti hoon...
            4. Baba ka kamra ...becuz wahan Un k saath ka ehsaas rehta hai...
            5. Pasandeeda Kitaab "Dont Be Sad" written by Ayiz'al'Qarnii...
            6. Shair tu arabic main hai
            لا تسقني ماء الحياة بذلة= بل فاسقني بالعز كأس الحنظل
            ماء الحياة بذلة كجهنم = وجهنم بالعز أطيب منزل

            is ki translation kuch youn hai k
            "Na pilao muhje aab'e'hayaat zillat sey..
            balkeh hanzal ka jaam ezzat sey pila do..
            aab'e'hayaat zillat sey jahanum ki manind hai
            or ezzat se jahanum bhi behtareen maqaam hai.."


            waisey tu yahii poem poori passand hai laikin zyada pasandeeda Abdullah bin Mubarak (rahemahullah) ki nazam.."عابد الحرمين" hai...

            7. merey liye Ali bhai ne aik shair kaha tha...kuch hadd tuk wohi hai..


            "Hum ne darya sey seekhi hai apney ghum ki pardah'daarii
            ooper ooper hans lena gehrayii main roo lena.."


            waisey shair'o'shairii sey itna shoq nahiin...

            8. Merey pasandeeda rung hain Black N White..khushboo tu misk ki passand hai waisey Jasmine bhi theek hi hai..haan or sandalwood ki bhi kabhi kabhaar achii lagney ka chance hai..hmmm mousam mujhe sardii ka passand hai..

            Barish ka mousam thorra Emotional kar deta hai...waisey overall tu yahan poora saal hi AC laga hota hai tu kuch khaas nai..

            9. Beach..

            10. Taqreebun do teen saal pehley main kuch din hospital main rehney k baad ghar ayii tu TV laga kar news daikhney lagii..us waqt aik aisi khabar jis ne merey liye waqt ko wohii rok diya..Hazoor Pak (Sallahu alaihi wassalam) k touheen'amaiz khakey...bus mujhey kuch samaj nai araha tha k ho kya raha hai...saraey channels check kiye kahiin tu yeh khabar hogii k musalmaanoon ne badla le liya hai...but afsoos koi nahiin...bus dat was d moment which made me what I am today..

            11. Filhal tu koi aisa lamha nai jis k loutney ki khwahish ho..
            or kisi lamhey k aney ka intezaar bhi nahiin kyunki xindagii se umeedein lagana chorr diya..
            buhut saarey lamhaat ko bhulana chahtii hoon...koi aik nahii...

            12. buhut pehley aik tehreer likhi thii xindagii k ma'ney k baarey main...
            us main aik line thii..

            والان عرفت معــــنى الحيـــاة فما هي الا ساعة وفي الاخرة
            الخلود الدائم
            mujhey ab samaj aye xindagii k ma'ney..yeh sirf aik gharii hai..or akhirat main abdii xindagii hai...


            13. hobbies k liye waqt nai milta...
            haan Books parrhney ki koshish karti hoon whenever get time...


            teddyteddyteddymashALLAH BETA KHUSH RAHO
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

              Originally posted by aabi2cool View Post
              i dont know jo keh dia so keh dia aur ye mujhy beta mut kaha karo aur chand saloon main meri apni bayti u ki umar ki hojay gi and that is my last warning to you.

              BACHON SY TO PIYAR SY BAT KE RLIYA KERAIN AYSI KEHTY HAIN KIA ? aur ager ek insan urdu main nhe likh sak raha to us pher itna ihsan kis liya k interview phr k insan ker rahy hain ap ayse neh kehty bhai her insan her cheez main perfect nhe hota hain i samj
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #38
                  Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                  walaikum Assalaam

                  bohat khobsurat jawab diye hain aap nay RANI, aap kay mazeed jawabaat ka intizaar rahay ga, khush rahyeh :)

                  Fi amaan ALLAH
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                    Ranyia k Intrview k Inpage Jawbat Hazir e khidmat hain..........mein ney pori Koshish key hai k intrview k Inpage File mein Dot ka difference na aye per kisis Galati key soorat mein batay ga zaroor




                    Last edited by Tanha Hassan; 1 March 2010, 12:57.
                    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                    Comment


                    • #40
                      Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                      Comment


                      • #41
                        Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                        Oh merey pyaarey bhaijaan..teddy..itnii mehnat ...me k liye...:shyy:

                        i dont understand how 2 thank u....

                        bus sirf dua' dey sktii hoon...:rose

                        or haan Repu point bhi...
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #42
                          Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                          Originally posted by BANJARAH View Post


                          Dear BR!

                          Welcome To Spot Light!

                          Aap Kee Baatain Dil Lubha Dene Wali hay.

                          Allah Aap ko Sada Khoosh rakhain! Aameen!

                          Magar Jawab No. 3 Ne Chonka Diya Hay...

                          Yeh Aap Ne "Bhai Thay" Ka Lafz Kioun Istimaal

                          Kia Hay..?

                          Bless You!
                          bhaijaan welcome or dua'oon k liye thanx..:rose

                          "thay" ka word is liye use kiya becuz ab sirf aik hi bhai hai...teen fout hochukey hain...
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #43
                            Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                            Originally posted by ashi View Post
                            teddyteddyteddymashALLAH BETA KHUSH RAHO
                            .......................!!!!!

                            Comment


                            • #44
                              Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              walaikum Assalaam

                              bohat khobsurat jawab diye hain aap nay RANI, aap kay mazeed jawabaat ka intizaar rahay ga, khush rahyeh :)

                              Fi amaan ALLAH
                              Originally posted by *Rida* View Post

                              thankoo both ov u...:rose
                              .......................!!!!!

                              Comment


                              • #45
                                Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                                Originally posted by *Hala* View Post
                                :hii:

                                14. Shopping ka koi khaas shoq tu nai hai..haan jub bhi jatii hoon bhaijaan k liye hi kuch na kuch khareed'ti hoon..:d1:

                                15. Merey nazdeek sub sey pyaara or anokha rishta aik bundey ka apney Rab sey hota hai..kyunki is mai koi banawat nahiin hoti..

                                or uljhan ho tu sub sey pehley apney Rab ko pukartii hoon...or phir Raniya ko...usii sey sub share kartii hoon..or kisi sey nahiin..:shyy:

                                16. My whole family ...."merey bhaijaan "..
                                teddy

                                17. Yeh kitchen kon hai ..mai isey nai jaantii...
                                :cc:
                                18. kamii tu mujh main Confidence ki hai or lack ov interaction wid people around me..

                                Hmmm mizaaj...well main buhut hii zyada khamosh taba' hoon..cool rehney ki har mumkin koshish kartii hoon..or is mamley main diplomat hoon..chahey kisi par had se zyada ghussa hi kyun na aye..usey kuch nai kehtii...waisey ghussey ki kaafi taiz hoon..or ab tu kafii zyada chirr'chirri or ziddi bhi hoti jaa rahi hoon..
                                haan aik cheez jo mujhe khud main bilkul passand nahiin...main muskuraatii buhut mushkil se hoon...372-scare

                                19. merey khamosh rehney ki adat aksar merey ird'gird k logoon ko buhut pareshaan kartii hai.:embarasse.or qana'at ki adat sub ko passand hai...


                                20. Practical..Sensitive n Caring..


                                21. Allah ki nafarmaani mai marney sey...


                                22. Well taqdeer har aik ki likhii howi hai...jo hona hai wo hokar rehna hai..قدر الله و ماشاء فعل

                                laikin aksar log is baat ko aik bahana bana detey hain kuch na karney ki..yeh bilkul ghalat hai..kyunki Allah ta'ala سورة الرعد main farmaatey hain:
                                ان الله لا يغير ما بقوم حتى يغيروا ما بأنفسهم"

                                yaani taqdeer par yaqeen k saath saath tadbeer ka hona bhi lazmii hai..
                                :oldie:

                                23. Khuley dil sey...
                                :hug:

                                24. Main koshish yahii karti hoon k ghair'marghoob baatoon or harkatoon ko ignore karoon laikin ....phir bhi agar koi baat aik baar dil ko lag gayii..tu kabhi nai bhula saktii..

                                Haan ma'af karna behtar hai ...magar main nai kar saktii..

                                25. Kehtey hain k agar do logoon k darmiyaan koi raaz ho or wo chahtey hoon k kisi teesrey ko pata na chalye tu un do main se aik ka marna laazmii hai....


                                hope its clear...
                                :rose
                                .......................!!!!!

                                Comment

                                Working...
                                X