Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

    Originally posted by thefire1 View Post
    Assalaam-O-Alaikum Rania

    Bohat achay jawabaat diye hain aap nay, main apnay sawalaat kay saath jald hi haazir hoonga, khush rahyeh jahan bhi rahyeh aur humesha rahyeh :)

    Fi amaan ALLAH
    thank u ...:rose

    me ko intezaar rahey ga372-scare
    .......................!!!!!

    Comment

    • #92
      Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

      Originally posted by Z. View Post
      Maza aya tumhara interview perh ker ...

      Tumharey ander koi teenagers wali quality bhi ya nahi :-D
      thank u...

      yeh teenage kiya hai??:donno:
      .......................!!!!!

      Comment

      • #93
        Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

        Originally posted by Tanha Hassan View Post
        Sorry Friends........buht Taiz Fever tha muje sooo jaldi sey complete nahi ker paaa raha intrview:shyy:

        thank u ....

        nahii keh saktii....u ne khud hi mana kiya hai...

        but can say .."GOOD JOB":thmbup:
        .......................!!!!!

        Comment

        • #94
          Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

          Originally posted by Tanha Hassan View Post

          Is K sath he muje be dajey ijzat.....Taiz Fever key waja sey bethna be mushkil ho raha hi...InshAllah next time be ager koi member Roman mein Intrview post karey ga to us ko INpage mein convert kerna mera kaam ho ga

          Allah hafiz
          kya kaha tha Araaaaaaaaaaaaaaaaaaaaam karo...jub tak poorii tarah theek nai hotey..par u tehrey dheet kuch samaj nai ata u ko...
          .......................!!!!!

          Comment

          • #95
            Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

            Salamoona!!

            Dear Rooh .. apki interview pher kar buht buht acha laga.... ALLAH pak apko hamesh khush rakein
            thankz to Hassan ji ... jinhony sakht fever mein jwabat ko inpage mein pesh kia ...get well soon janab......
            mein be apni sawalat ki sath ek short break ki baad ati ho
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment

            • #96
              Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

              Originally posted by *Hala* View Post

              و عليكم السلام

              thank u...:rose

              me intezaar karoon gii...372-scare
              .......................!!!!!

              Comment

              • #97
                Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                Bohhat jachhay Tullayy(diplomatic) repliess thaayy aap kayyyyy
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment

                • #98
                  Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                  Originally posted by bhataktii rooh View Post
                  dear frnds I am so sorry urdu main answers deney mai aik tu time buhut lagey ga or doosra mistakes itnii hoon gii k urdu kum bungaali zyada lagey gii...:lol
                  Abid bhai or saraah api se khaas tour par mazarat chahti hoon...:rose

                  [/CENTER]
                  1. Poora naam Raniya Abdul Malik tha...october 15, 1993 ko Doha Qatar main paida howii..
                  2. Aj kul doha main hi hoon...or isi saal F.Sc (pre medical) kar liya hai..agey engineering field main jaaney ka soch rahii hoon...daikhtey hain kya hota hai..
                  3. G family main hum 7 afraad they ..merii koi behan nai hai..sirf chaar bhai they or main sub sey chotti hoon...
                  4. Baba ka kamra ...becuz wahan Un k saath ka ehsaas rehta hai...
                  5. Pasandeeda Kitaab "Dont Be Sad" written by Ayiz'al'Qarnii...
                  6. Shair tu arabic main hai
                  لا تسقني ماء الحياة بذلة= بل فاسقني بالعز كأس الحنظل
                  ماء الحياة بذلة كجهنم = وجهنم بالعز أطيب منزل

                  is ki translation kuch youn hai k
                  "Na pilao muhje aab'e'hayaat zillat sey..
                  balkeh hanzal ka jaam ezzat sey pila do..
                  aab'e'hayaat zillat sey jahanum ki manind hai
                  or ezzat se jahanum bhi behtareen maqaam hai.."

                  waisey tu yahii poem poori passand hai laikin zyada pasandeeda Abdullah bin Mubarak (rahemahullah) ki nazam.."عابد الحرمين" hai...

                  7. merey liye Ali bhai ne aik shair kaha tha...kuch hadd tuk wohi hai..

                  "Hum ne darya sey seekhi hai apney ghum ki pardah'daarii
                  ooper ooper hans lena gehrayii main roo lena.."

                  waisey shair'o'shairii sey itna shoq nahiin...

                  8. Merey pasandeeda rung hain Black N White..khushboo tu misk ki passand hai waisey Jasmine bhi theek hi hai..haan or sandalwood ki bhi kabhi kabhaar achii lagney ka chance hai..hmmm mousam mujhe sardii ka passand hai..

                  Barish ka mousam thorra Emotional kar deta hai...waisey overall tu yahan poora saal hi AC laga hota hai tu kuch khaas nai..

                  9. Beach..

                  10. Taqreebun do teen saal pehley main kuch din hospital main rehney k baad ghar ayii tu TV laga kar news daikhney lagii..us waqt aik aisi khabar jis ne merey liye waqt ko wohii rok diya..Hazoor Pak (Sallahu alaihi wassalam) k touheen'amaiz khakey...bus mujhey kuch samaj nai araha tha k ho kya raha hai...saraey channels check kiye kahiin tu yeh khabar hogii k musalmaanoon ne badla le liya hai...but afsoos koi nahiin...bus dat was d moment which made me what I am today..

                  11. Filhal tu koi aisa lamha nai jis k loutney ki khwahish ho..
                  or kisi lamhey k aney ka intezaar bhi nahiin kyunki xindagii se umeedein lagana chorr diya..
                  buhut saarey lamhaat ko bhulana chahtii hoon...koi aik nahii...

                  12. buhut pehley aik tehreer likhi thii xindagii k ma'ney k baarey main...
                  us main aik line thii..

                  والان عرفت معــــنى الحيـــاة فما هي الا ساعة وفي الاخرة
                  الخلود الدائم
                  mujhey ab samaj aye xindagii k ma'ney..yeh sirf aik gharii hai..or akhirat main abdii xindagii hai...

                  13. hobbies k liye waqt nai milta...
                  haan Books parrhney ki koshish karti hoon whenever get time...
                  array wah idher tu meri choti si nanni munni si behna ka interview chal raha hey.......... me ko tu pata bhi nahi tha.............

                  array yaar aap tu age mein tu bahut hee choti hein lakin aap baatein tu barray baray loogon wali karti hein...........iss choti umer mein kese aap rooh bangayi.... aap key din tu khailnay koodnay key hein naa kay daranay key...... :dance2:

                  raniya lakin ek baat aap nay kaha ke aap pre-medical mein f.sc ki aur agay aap engineering ka soch rahi hein...... vese yeh pre-medical wala pre-engineering tu nahi karsakta na.... yaa doha mein loog kuchh bhi karsakte hein.......:khi:vese pakistan mei pre-medical wala engineering mein nahi jasakta..... albata graduation mein kuchhh aur baat hoti hey......

                  aap ka interview bahut acha hey kuchh meinay parha hey kuchh mei baad mein parhon gi aur kuchh sawal meray pass hein jo meinay aap se poochnay bhi hein............

                  sigpic

                  Comment

                  • #99
                    Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                    Lil Rooh meri sawalat hazir hai

                    1. apka nam agar Rania na hota to kiya hota ? :hhh:
                    2. student life ka koi yadgar waqeya ?:hhh:
                    3. Bachpan ki koi adat jo abhi tak sath ho ?:hhh:
                    4. Ghar main nic name kiya hay ?:hhh:
                    5. apka sab say stronge n week point apki nazar main kiyahay ?:hhh:
                    6. apko kaysi personalities attract karti hian ?:hhh:
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment

                    • Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                      In The spot Light

                      ~*~Ranyia~*~

                      SORRY MAIN LATE HOGAI

                      Last edited by Nadia khan; 9 March 2010, 11:01.

                      Comment

                      • Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        Bohhat jachhay Tullayy(diplomatic) repliess thaayy aap kayyyyy
                        me ko pehley hi pata hai....thnx bataney k liye...
                        .......................!!!!!

                        Comment

                        • Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                          Originally posted by safia View Post
                          array wah idher tu meri choti si nanni munni si behna ka interview chal raha hey.......... me ko tu pata bhi nahi tha.............

                          array yaar aap tu age mein tu bahut hee choti hein lakin aap baatein tu barray baray loogon wali karti hein...........iss choti umer mein kese aap rooh bangayi.... aap key din tu khailnay koodnay key hein naa kay daranay key...... :dance2:

                          raniya lakin ek baat aap nay kaha ke aap pre-medical mein f.sc ki aur agay aap engineering ka soch rahi hein...... vese yeh pre-medical wala pre-engineering tu nahi karsakta na.... yaa doha mein loog kuchh bhi karsakte hein.......:khi:vese pakistan mei pre-medical wala engineering mein nahi jasakta..... albata graduation mein kuchhh aur baat hoti hey......

                          aap ka interview bahut acha hey kuchh meinay parha hey kuchh mei baad mein parhon gi aur kuchh sawal meray pass hein jo meinay aap se poochnay bhi hein............
                          sub sey pehley thankewwwwwwww:shyy:

                          den dushmaniyaaaa..log umar sey chottey barrey nahiin..aqal sey chottey ya barrey hotey hain...:ys:

                          or jahan tuk bat engineering wali hai...yahan koi kuch bhi kar sakta hai.:hairdrayer:..agar main chahoon tu LAW bhi kar saktii hoon....
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          • Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                            Originally posted by Nadia khan View Post

                            In The spot Light

                            ~*~Ranyia~*~

                            SORRY MAIN LATE HOGAI

                            shorry keh k paraya kar diya nadooooooo....

                            waishey thankoooo
                            .......................!!!!!

                            Comment

                            • Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                              Originally posted by bhataktii rooh View Post
                              shorry keh k paraya kar diya nadooooooo....

                              waishey thankoooo
                              nahi dear tum tu apni ho parai nahi esa feel na karna
                              welcome dear :hug:

                              Comment

                              • Re: In The Spot Light ~*Dear Bhataktii Rooh*~

                                Originally posted by *Hala* View Post
                                Lil Rooh meri sawalat hazir hai

                                1. apka nam agar Rania na hota to kiya hota ? :hhh:
                                2. student life ka koi yadgar waqeya ?:hhh:
                                3. Bachpan ki koi adat jo abhi tak sath ho ?:hhh:
                                4. Ghar main nic name kiya hay ?:hhh:
                                5. apka sab say stronge n week point apki nazar main kiyahay ?:hhh:
                                6. apko kaysi personalities attract karti hian ?:hhh:
                                1. A'fra

                                2. hmmm bhut saarey hain...but aik jo filhaal yaad araha hai...wo yeh k aik baar hamarii class ki larrkiyoon ne cold drinks ki cans main paanii bhar k rakh diya tha..k jo bhi pehley aye ga us par daalein gey...jaisey hi darwaza khula sub ne paanii phainka kisi kisi ne tu poorii cans hii phaink dein...laikin jub thorra hungama khamosh howa tu daikha wo tu humarey Physics k teacher they...:lol

                                3. Rotii bhut hoon..

                                4. bhut saarey they..ab chunkey aik hi bhai hai tu nic bhi aik hi hai...katty..

                                5. strong tu yeh k kisi se kabhi zyada expect nai kartii...n weak point yeh hai k main apnoo ka dard bardasht nai kar saktii..

                                6. jin main diplomacy na ho...
                                .......................!!!!!

                                Comment

                                Working...
                                X