Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
IN the Spotlight !~rATSS ji~!
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!
Originally posted by *Hala* View Postab meri questionz....
1.agar kabhi aladin ka chiragh mil jay tu kon c 4 wishes karogi app. :hhh:
2. app computer pe rozana kitna time spend karti ho. or gamez kyon khelti ho :hhh:
3. Apna koi aise tareef jo hamesha yaad rah hoo :hhh:
4. agar koi appko cheat kari to app kia karogi :hhh:
5. koi be faisla karti waqat demagh ka sochti ho ya dil ka? :hhh:
aap kay pehlay sawal ka jawaab ...:khi:..Alladin ka charaagh mila to ussay ragar ker uss kay jin baychaaray ko hamesha hamseha kay liay azaad ker doon ga .awain hi baychara phansa hua ha ...:p
aapkay doosray sawal ka jawab..meain takreeba n 16 say 18 ghantay computer per hi hota hoon ...ghr main bhi or ghhr say bahir bhi ......aor abb to games ki aadat bhi khatam ho rahi ha ahista ahista kuch study or job ki masroofiaat ki waja say ..games main aap virtually kaafi cheezain seekh saktay hain /..issi liay khailta hoon:embarasse
sawaal number 3 ka jawaab ...hmm tareef say kia muraad ha apki...zara explain kerain question ko :embarasse
..
aapkay 4th sawal ka jawab ...mujay koi cheat keray to phr wo apni jaan bachaayee...i hate people cheating around you...:)
aapkay 5th sawaal ka jawab ...hmm..main dono say hi sochtiii hoon:khi:..dil say bhi dimaagh say bhi ..:dance2:
Comment
-
re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!
Originally posted by itfreak View PostWeLCoMe WeLCoMe jee, oh larka aa gia meidan mein, hehe....
abhi poray sawal nahi parhay, inshALLAH tafseel say parh kar apni riay pesh kareonga, aur abhi meinnay bhi to salwal karnay hain naaa
Comment
-
re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!
Originally posted by Qabil-e-Nafrat View PostLol....
aap kay pehlay sawal ka jawaab ...:khi:..Alladin ka charaagh mila to ussay ragar ker uss kay jin baychaaray ko hamesha hamseha kay liay azaad ker doon ga .awain hi baychara phansa hua ha ...:p
aapkay doosray sawal ka jawab..meain takreeba n 16 say 18 ghantay computer per hi hota hoon ...ghr main bhi or ghhr say bahir bhi ......aor abb to games ki aadat bhi khatam ho rahi ha ahista ahista kuch study or job ki masroofiaat ki waja say ..games main aap virtually kaafi cheezain seekh saktay hain /..issi liay khailta hoon:embarasse
..
aapkay 4th sawal ka jawab ...mujay koi cheat keray to phr wo apni jaan bachaayee...i hate people cheating around you...:)
aapkay 5th sawaal ka jawab ...hmm..main dono say hi sochtiii hoon:khi:..dil say bhi dimaagh say bhi ..:dance2:
sawaal number 3 ka jawaab ...hmm tareef say kia muraad ha apki...zara explain kerain question ko :embarasse
sawal 3... issy tareef jo kabi kaisy ni apki lyee kia ho... or apko wo tareef ajj tak yaad ho .. or u can it was the best praise for U.u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
-
re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!
Code:Answer Q#23: ...lakin aagr main wo hoon jo kissi ka first impression check ker raha hoon to mai first impression ko kabhi bhi importance nahi dayta ..kiu kay all life is based upon chances..and we dont have any right to impose our thoughts in first impression...
sahee kaha :thmbup:
Code:Answer Q#24: Lol....pehli mulakaat main aglay banday ki shaklo soorat ko itnay ghor say daikhta hoon kay yaad rhaay ..or ..bas baat kernay ka ishtyle note kerta hoon..
Code:Answer Q#26: well mujay aik personality nahi pasand balkay kai personalities pasand hain jin ka main ooper ideal walay question mainzikar ker chka hoon..qudratullah shahaab ..mumtaz mufti ....jasi ajeeb o ghareeb shaksiaat nay hamesha mujay mutasir kia aor inn ka jaado ser cher ker bolta ha muj per .....iss kay ilawa bhi buhat pasand hain..
Code:Answer Q#28:..Lol...well poetry perhna acha lagta ha per yaad rekhna intehaai mushkil ... lakin apni aik debate say aik shair mujay 5 saal say yaad ha... arz kia ha ..: "Payee ILm choon Shamaan bayed Gudaakht ..Kay Bay ILm natwaa khudaraa shanaas" yay aik farsi shair ha jis ka matlab Hala aap sab ko bataain gi ..
tum waqai bhullakarr ho:khi:
Code:Answer Q #31: Corruption ya crime ko roknay ka aik hi tareeka ha kay ham sab apnay muamlat main apnay aap ko theek ker lain ..choti choti baaton ka dhyaan rekhain aor chotay say level per bhi koi galat kaam na kerain.. meray khyaal main yay nazriaa kay choti buraai kernay say kuch nahi hota ,hamesha bari buraaioon ko janam dayta ha ..issi liay hummain chiaayee kay choti buriaaon ko hi jarh say phainknay ki koshish kerain .
Code:Answer Q#34: zyada ter khaawb hi meri zindagi megerdishain kertay hain ...lakin zinda rehny ky liay hakeekton ka samna kerna perta ha ..!!
baqi baad me...behoشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!
Originally posted by Qabil-e-Nafrat View PostAbhi Itnay hi jawabaat :embarasse
Answer Q #1: Mera Poora Naam Abdur Rehman ha aor Is ka matlab "Rehman" (Allah ) ka banda .
Apki date of Birth 1987 ki hai :mm: is ka matlab ke aap Pegham ke saab se young member hain... i guess
Comment
-
re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!
My Questions.....
1.........music Kesa Pasand Hai....kis Hadd Tak Music Tum Par Asar Andaaz Hota Hai?
2......politics Me Kis Hadd Tak Involve Ho?
3.......love Marriage K Haqq Me Ho Ya Arrange Marriage?
4.......nature Se Kis Had Tak Lagao Hai.....?
5.......dairy Likhtay Ho ?
6.........adab S Ekis Hadd Tak Lagao Hai....?
7..........art Kya Hai.....must B Ur Own Defination
baqi Baad Me...:)Last edited by saraah; 23 March 2009, 20:26.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
Comment