Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IN the Spotlight !~rATSS ji~!

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

    Originally posted by qabil-e-nafrat View Post
    oyeee ...you Rules Perho Zraa Abhi Intervieww Kay ...:embarasse
    Hala Ne Kaha Hai Jo Jawaabat Diye Gaye Hon Unn Pe Comment Kr Saktay Hain
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #32
      re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

      Originally posted by saraah View Post
      Hala Ne Kaha Hai Jo Jawaabat Diye Gaye Hon Unn Pe Comment Kr Saktay Hain
      achaa phr theek hai...you kay sawaal ka jawaab abhi daytaahoon ...pehlay main kuch mazeed jawaabat postoon.:embarasse

      Comment

      • #33
        re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

        Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
        achaa phr theek hai...you kay sawaal ka jawaab abhi daytaahoon ...pehlay main kuch mazeed jawaabat postoon.:embarasse
        aray no problem.....its ok.....:)
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #34
          re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

          Answer Q#9: Jee Haan Bilkul ...meri zindagi kia balkay kissi ki bih zindagi muhababt kay baghair mumkin nahi .

          Answer Q#10: technically itna gala sawaal..:p...hehehe:khi:Lol....dosti main jab tak muhabbat nahi hogi to dosti ..dosti kasay
          lagay gi ......meray khyaal main dono cheezain aik doosray kay liay lazimo malzoom hain .

          Answer Q#11: hehehe....Lol....thora sa sochain to shohrat to Allah nay buhat saaray logo ko day rekhi ha or wo kehtay ai kay
          issi shohrat kay bal botay per hammain izzat bhi mili ha ...Halaankay baz daffa logo ki shohrat ka mayaar kuch mukhtalif hota
          ha .....main apnay liay hamesha izzat ko pehlay number per or dolat ko doosrray or achi aor naik naam shohrat ko teesray number per
          pasand keroon ga ...
          :dance2:

          Answer Q # 12: Main zindagi ko apni nazar say Allah ki aik naimat kay tor per daikhtaa hon ...aor sochtaa hoon kay kitnay
          muwaakay aor kitna kuch kernay ko milta ha naa ...kasay kasay anokhay aor dilchasp kaam kerta ha insaan sirf is zindagi
          ki badolat ...ap log khud hi aik scenario sochain kay Allah nay hamari zindagi asi na banaai hoti balkay hammain kisi sophisticated
          environment main paida kia hota ..like khilaa makhlook wagera ki terha ..aor hummain buhat kam ahsaasaat diay hotay ....kitna kuch
          mukhtalif lagta naa....issi liay yay jo zindagi hummain Allah pak nay di ha wo aik tohfa ha ...or agar aap ko defined definition
          sunna chahtay ho to " Zindagi aik tohfa or moka ha hummray liay Allah kay samnay apnay aapko ashraful makhlookat sabit kernay ka".

          Answer Q#13: Well Zindagi aik poora set of instructions ha ...jo kay kuch protocols ko her haal main follow kerti ha ...bahasiat
          insan ham kabhi kabhi yay soch laytay hain kay yay hummaray saath hi kiu her baar azmaaish ki jaati ha ..ya ham hi kiu
          tekleef ka shikaar hotay hain...asal main meray mutaabik asi baat nahi ,...system ko balance kernay kay liay ...iss jahana main
          kabhi kisi ki azmaaizh ki baari aati ha ..kabhi kisssi ki azmaaish ki ....

          Answer Q#14: nahi jee Allah ka shuakr ha asa kama nahi kiaa aaj tak kay jiss say pachtaway ka ahsaas ho ...Alhamdolillah.

          Answer Q#15: well baatain ha jihain aap asool keh sakty hain jin ka main buhat buhat khyaal rekhta hoon...jasa kay kahin bhi
          galat baat or kaam ho raha ho to main ussay berdaasht nahi ker saktaa ...or on the spot roknay ki bhi koshish kerta hoon ..is
          kay ilawa kaafi had tak koshish kerta hoon kay sach bolon...wasay sach bolna intehai mushkil kaam ha dunyaa ka ..:p

          Answer Q#16: hmmm...mujay mera bachpan buhat yaad aata ha ...jab gaaon main hawaili main khailna koodnaa....saraa saraa din ghr waaloon kay
          pyar or muhabbat ko wasool kernaa......bas kabhi kabhi dil kerta ha kay bachpan hi lot aaye waapis...

          Answer Q#17: well ....Lol...jazbaat to kai terhaa kay hotay hain naa..kabhi gussa bheraa hota ha jezbaat main kabhi appreciation
          ka element hota ha jazbaat main..kabhi pyaar ka unsar gaalibh hota ha .so i react to different emotions according to the situation.

          Answer Q#18: hehehehe...meri koi aik bayzzari waali aadat hoto bataon naa jis say ghr waalay bayzaar nahi ...me raat ko sota
          buhat late hoon ,,or jaagtaa us say bhi zyaada late ......khanay peenay ka koi time nahi ha mera ....apni merzi ka maalik...
          hmmma ....achi aadat ......heheheh .sochni paray gi....hmmmm...haan ghr walaay jo bhi kaam wagera kehtay hia wo main ussi time ker
          daytaa hoon ..aksaar kabhi kabhi raat ko 2..ya 3 bajay gaaon jana paray to me kabhi bhi inkaar nahi kertaa ..chup chaap uthta hoon
          or chala jaata hoon..bas kia keroon inaa fermaan bardaar bachaa hoon naa

          Comment

          • #35
            re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

            Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
            : Answer Q#11: hehehe....Lol....thora sa sochain to shohrat to Allah nay buhat saaray logo ko day rekhi ha or wo kehtay ai kay
            issi shohrat kay bal botay per hammain izzat bhi mili ha ...Halaankay baz daffa logo ki shohrat ka mayaar kuch mukhtalif hota
            ha .....main apnay liay hamesha izzat ko pehlay number per or dolat ko doosrray or achi aor naik naam shohrat ko teesray number per
            pasand keroon ga ...:dance2:

            Answer Q # 12: Main zindagi ko apni nazar say Allah ki aik naimat kay tor per daikhtaa hon ...aor sochtaa hoon kay kitnay
            muwaakay aor kitna kuch kernay ko milta ha naa ...kasay kasay anokhay aor dilchasp kaam kerta ha insaan sirf is zindagi
            ki badolat ...ap log khud hi aik scenario sochain kay Allah nay hamari zindagi asi na banaai hoti balkay hammain kisi sophisticated
            environment main paida kia hota ..like khilaai makhlook wagera ki terha ..aor hummain buhat kam ahsaasaat diay hotay ....kitna kuch
            mukhtalif lagta naa....issi liay yay jo zindagi hummain Allah pak nay di ha wo aik tohfa ha ...or agar aap ko defined definition
            sunna chahtay ho to " Zindagi aik tohfa or moka ha hummray liay Allah kay samnay apnay aapko ashraful makhlookat sabit kernay ka".

            Answer Q#13: Well Zindagi aik poora set of instructions ha ...jo kay kuch protocols ko her haal main follow kerti ha ...bahasiat
            insan ham kabhi kabhi yay soch laytay hain kay yay hummaray saath hi kiu her baar azmaaish ki jaati ha ..ya ham hi kiu
            tekleef ka shikaar hotay hain...asal main meray mutaabik asi baat nahi ,...system ko balance kernay kay liay ...iss jahana main
            kabhi kisi ki azmaaizh ki baari aati ha ..kabhi kisssi ki azmaaish ki ....

            good answer 11:thmbup::D:
            @12:..kya khilaai makhlooq sophisticated hoti hai.....372-haha
            @13:....absolutely right.....:)

            kahan se ho tum qabil e nafrat..
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #36
              re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

              Originally posted by saraah View Post
              good answer 11:thmbup::D:
              @12:..kya khilaai makhlooq sophisticated hoti hai.....372-haha
              @13:....absolutely right.....:)

              kahan se ho tum qabil e nafrat..
              Saraah ...wo yaad kero ainak walaa jin :sword:....:khi:...us waali khilaai makhlooolk.....ruk ruk kay jo boltay hain ...Lol372-haha...me.zam...een....ko..tab..aah..kernay..hmm.. ay.a..hoon..asay ....socho u ko asay bolna perta to kasa lagtaa372-haha..aor to aor unn ka libaas hi daikh lo ...372-haha ..halankay asli khilai makhlook to aaj tak kisi ny nahi dikhii...per visualizations hi daikh ker rooh kaan uthti hai372-shock....
              Qabile nafrat remains qabile nafrat ...fate determines it ..

              Comment

              • #37
                re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                sorry Rattz mai late welcome kerne aiy :embarasse
                Attached Files

                Comment

                • #38

                  yeh tumhara interview hai.......
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #39
                    re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                    Originally posted by *Kashish* View Post
                    sorry Rattz mai late welcome kerne aiy :embarasse
                    itni late nahi hui aap..:p
                    Attached Files

                    Comment

                    • #40
                      re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                      Originally posted by saraah View Post
                      yeh tumhara interview hai.......
                      :embarasse..acha theek ha

                      Comment

                      • #41
                        re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                        Mazeed Jawabat::embarasse

                        Answer Q #19:
                        Mera pasandeeda rang Green ha ..or clothing waghera main Black color ko hamesha pasand kia ha ..mujay khusboo
                        lagaanay ka bayintehaa shok ha ..or jo milti ha wohi laga layta hoon ..koi khaas fav khusboo nahi nahi ....lakin baghair khusboo kay
                        ghr main bhi nahi baith'ta.

                        Answer Q # 20: well ..hehehe...logo kay mutaabik kay main jo bhi pehnoo wo mujay suit kerta ha ...or issi liay shalwaar kameez
                        or Jeanz...baray shok say pehnta hoon ....zyaada jeanz pehn'na hi pasand ha ....

                        Answer Q#21: her wo dish meri pasandeeda dish ha jis main kukarrrr ho ....i mean chicken ki inclusion ho to kia hi baat ha ....
                        iss kay ilawa sirf ammi kay haath ka banna hua Saag..wo bhi lasssi walaa.....jo log dehaati hain unhian hi pata ha kay saag
                        ka kia zaaiqa ha or kia lazzat ha ....jee main mujay roti banaana aati ha ...anda wagehra bana layta hoon .or daal paka layta hoon
                        ...bas ammi nay itna hi sikhayaa ha abhi .

                        Comment

                        • #42
                          re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                          Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                          Abhi Itnay hi jawabaat :embarasse

                          Answer Q #1: Mera Poora Naam Abdur Rehman ha aor Is ka matlab "Rehman" (Allah ) ka banda .

                          Answer Q #2:Meri Jayee Paidaaish ha jee Village Choora ( a Village by the side of Chakwaal Road)...Meri Date of Birth ha
                          1st July 1987.aor iss aitbaar sa y meray ishtaar Cancer banta ha .

                          Answr Q#3: Meri Family main meray amaan abaa or meray behan bhaai shamil hian aor ham log 4 behnain or 2 bhai hain. mera
                          4th number ha from the top ..or mera doosra bhai muj say chota ha so ...bhaioon main..main sab say bara hoon..

                          Answer Q#4: ghar main wasay to sab kay hi buhat kareeb hoon or sab ka ladlaa honay ki waja say sab kay buhat hi kareeb hoon
                          lakin ammi say jis terha ki qurbat ha wasi kissi say nahiteddy ...meri amaaan hi meri ham raaz hain ...koi bhi baat ho ...kuch bhi
                          ho jayee ..main sirf aor sab say pehlay ammaan ko hi bataata hoon...or jab bhi koi aham kaam kerna hota ha to ammaam say hi
                          sab say pehlay poochta hooon or jasay un ki raiyee hoti ha wasa hi kerta hoon.:embarasse

                          Answer Q #5: Meri saari schooling Islamabad say hi ha or college and university education bhi Islamabad say hi hai.:cwm:

                          Answer Q #6: heheheehe ...buhat hi mazzay ka sawaal ha ...Well jin teen rishtoon ko aap nay biyaan kia ha ...teeno ki apni jaga
                          ha aor her aik apnay aitbaar say ahmiat ka hamil ha .. Family to Family hoti ha jin kay saath insaan ka khoon ka rishta hota ha
                          or chahay jasay bhi halaat ho jaain insaan yay khoon ka rishta torh nahi saktaa or iss ka pyaar ...khaloss or sachaai kabhi maili nahi
                          hoti .....jahan tak friends ki baat ha to friends meray nazdeek aapki social diet hoti hotay ha ...hehehee...habb yay koi na
                          samjhay kay main apnay friends ko kha jata hoon ....actually jab aap socially interact kertay hain mukhtalif kism kay logo say
                          to aap kay social circle main kuch asay log hotay hain jin say aapka zehan aor adaat ham aahang hoti hain or jin kay baghair aap
                          apni collective identification nahi day sakti ...so friends apni jagah per utnay hi aham hain jitnay kay family ...lakin
                          iss shert per kay wo aap kay saath true aor sincere hon ...abb Love shove ki rahi baat to uss ki bhi apni alag say ahmiat ha
                          aap jis say pyaar kertay hain wo aapki some special Instincts and problems ka hal hota ha jis ka taaluk direct aapkay dil say hota
                          ha ...so mujay teenoo rishtay hi pur khaloos lagtay hain ....aor aagar aap chahain to family main frinedly environment or ture
                          love and respect for realtions say bhi in teeno ko combine kar kay daikhain to sab hi aapko pur khaloos lagain gay ,
                          Answer Q#7: hehehee..me kia kerti hoon ...Lol....meri studies ko khatam huay thora hi arsa hua ha or me aaj kal job kering...
                          or soota bhi khoob hoon jab kuch or kaam kernay ko na ho ....

                          Answer Q # 8: kia sawaal pooch liaa aap nay ...kuch mashoor or baray logo ki terha mera bhi apnay baaray main bhi yahi khyaal ha kay
                          mujay bachpan say jahaazoo say dilchaspi thi or intehaa ki hadd tak ..flying say itna khaas nahi iterest tha ..per aircrafts
                          say buhat dil lagaya hua thaa.teddy..bachpan say lay ker matric tak nanaa jana mujay PAF bases per lay ker jaatay thay or kaafi saaray
                          aircrafts ko kareeb say daikhnay ka bhi sherf hasil ha like C-130...and Transportation Helicopters.thora sa jab mutaliaa kia to
                          MM Alam aor sarfraz rafiquee jasay pilots kay kaarnamay karoor baar perhay ...65 ki jang main PAF kay character say buhat mutaasir huaa
                          tha...

                          Fsc kay baad baray shok say
                          apply kia thaa GDP kay liay PAF main ...i was almost done and was put in the final merit list ...and i was kept in waiting list ...so wo
                          waiting list phr waiting hi rahi aor mera khawb hi rahi or hasrat poori na hosaki ...phr wohi hui huaa jo maray parents chahtay thay
                          kay main aik engineer banoo .....phr bhi main nay action activities nahi chori aor interests ko thora change ker kay part
                          time asi activities ki jiss say Pakistan ko aaj mujh per bila shuba fakhar ha .
                          haa!! nice.... :eye:
                          buht khushi hoi apsy mil kar....
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          • #43
                            re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                            یار عبدالرحمٰن تم تو واقعی میں شیر علی سے چوہے بن کر اب قابل نفرت ہوگئے ہو 372-haha ۔ ۔ ۔ ۔۔ خیر سوری میں لیٹ ہوگیا ویکم آن ہاٹ سیٹ

                            :phool:
                            Last edited by aabi2cool; 18 March 2009, 19:47.
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #44
                              re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#9: Jee Haan Bilkul ...meri zindagi kia balkay kissi ki bih zindagi muhababt kay baghair mumkin nahi .
                              hmmm....

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#10:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              technically itna gala sawaal..:p...hehehe:khi:Lol....dosti main jab tak muhabbat nahi hogi to dosti ..dosti kasay
                              lagay gi ......meray khyaal main dono cheezain aik doosray kay liay lazimo malzoom hain .
                              right....
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#11:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              hehehe....Lol....thora sa sochain to shohrat to Allah nay buhat saaray logo ko day rekhi ha or wo kehtay ai kay
                              issi shohrat kay bal botay per hammain izzat bhi mili ha ...Halaankay baz daffa logo ki shohrat ka mayaar kuch mukhtalif hota
                              ha .....main apnay liay hamesha izzat ko pehlay number per or dolat ko doosrray or achi aor naik naam shohrat ko teesray number per
                              pasand keroon ga ...
                              :dance2:
                              Answer Q # 12: Main zindagi ko apni nazar say Allah ki aik naimat kay tor per daikhtaa hon ...aor sochtaa hoon kay kitnay
                              muwaakay aor kitna kuch kernay ko milta ha naa ...kasay kasay anokhay aor dilchasp kaam kerta ha insaan sirf is zindagi
                              ki badolat ...ap log khud hi aik scenario sochain kay Allah nay hamari zindagi asi na banaai hoti balkay hammain kisi sophisticated
                              environment main paida kia hota ..like khilaa makhlook wagera ki terha ..aor hummain buhat kam ahsaasaat diay hotay ....kitna kuch
                              mukhtalif lagta naa....issi liay yay jo zindagi hummain Allah pak nay di ha wo aik tohfa ha ...or agar aap ko defined definition
                              sunna chahtay ho to " Zindagi aik tohfa or moka ha hummray liay Allah kay samnay apnay aapko ashraful makhlookat sabit kernay ka".
                              :jazak::rose

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Q#14:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              nahi jee Allah ka shuakr ha asa kama nahi kiaa aaj tak kay jiss say pachtaway ka ahsaas ho ...Alhamdolillah.
                              buht khoob..or hope future mein be kabi issa moqea na aye :dua

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#15:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              well baatain ha jihain aap asool keh sakty hain jin ka main buhat buhat khyaal rekhta hoon...jasa kay kahin bhi
                              galat baat or kaam ho raha ho to main ussay berdaasht nahi ker saktaa ...or on the spot roknay ki bhi koshish kerta hoon ..is
                              kay ilawa kaafi had tak koshish kerta hoon kay sach bolon...wasay sach bolna intehai mushkil kaam ha dunyaa ka ..:p
                              Sach bolna hum ni khod apni lyee mushkil banya hai.... wrna jhoot sy sach bolna asan hai.... :raaz

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#16:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              hmmm...mujay mera bachpan buhat yaad aata ha ...jab gaaon main hawaili main khailna koodnaa....saraa saraa din ghr waaloon kay
                              pyar or muhabbat ko wasool kernaa......bas kabhi kabhi dil kerta ha kay bachpan hi lot aaye waapis...
                              haa!! bachpan is gooda gooda.. teddy

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#17:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              well ....Lol...jazbaat to kai terhaa kay hotay hain naa..kabhi gussa bheraa hota ha jezbaat main kabhi appreciation
                              ka element hota ha jazbaat main..kabhi pyaar ka unsar gaalibh hota ha .so i react to different emotions according to the situation.
                              humara dostana mashwara hai... ka different situation pe be zayda react nahi karna chahye... 372-scare

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#18:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              hehehehe...meri koi aik bayzzari waali aadat hoto bataon naa jis say ghr waalay bayzaar nahi ...me raat ko sota
                              buhat late hoon ,,or jaagtaa us say bhi zyaada late ......khanay peenay ka koi time nahi ha mera ....apni merzi ka maalik...
                              hmmma ....achi aadat ......heheheh .sochni paray gi....hmmmm...haan ghr walaay jo bhi kaam wagera kehtay hia wo main ussi time ker
                              daytaa hoon ..aksaar kabhi kabhi raat ko 2..ya 3 bajay gaaon jana paray to me kabhi bhi inkaar nahi kertaa ..chup chaap uthta hoon
                              or chala jaata hoon..bas kia keroon inaa fermaan bardaar bachaa hoon naa
                              sach mein yeah to kuch zayada bayzari wali adati hai :khi::bhago:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q #19:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Mera pasandeeda rang Green ha ..or clothing waghera main Black color ko hamesha pasand kia ha ..mujay khusboo
                              lagaanay ka bayintehaa shok ha ..or jo milti ha wohi laga layta hoon ..koi khaas fav khusboo nahi nahi ....lakin baghair khusboo kay
                              ghr main bhi nahi baith'ta.
                              to har khushbo sy guzara kar leti ho..

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              Answer Q#21:
                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              her wo dish meri pasandeeda dish ha jis main kukarrrr ho ....i mean chicken ki inclusion ho to kia hi baat ha ....
                              iss kay ilawa sirf ammi kay haath ka banna hua Saag..wo bhi lasssi walaa.....jo log dehaati hain unhian hi pata ha kay saag
                              ka kia zaaiqa ha or kia lazzat ha ....jee main mujay roti banaana aati ha ...anda wagehra bana layta hoon .or daal paka layta hoon
                              ...bas ammi nay itna hi sikhayaa ha abhi .
                              Wow!! thtz grt app ko roti banana ati hai....
                              kabi apni roti banani ki recipe be share kari.....
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment

                              • #45
                                re: IN the Spotlight !~rATSS ji~!

                                Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post

                                :)

                                and ummid is nice bhainsss:khi:..:p
                                hey Ali welcome.. and aap ke baare emin parh ker accha laga.. I am not a regular visitor of interview thread... isi liye dair hogai... khair... khush raho... and good luck for evrything you do...:rose

                                Comment

                                Working...
                                X