Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In the SpotLight~*Pakiza*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

    Originally posted by SherAli View Post

    deNgi kiuN nahiiN...ham sawaal poochheN aur yeh jawaab na deN aisa kbhi hua hai? to meraa sawaal hai:

    eid par agar aapko ek din ke liye "nek-parveen Absolute Dictator" banaa dii jaayeN to aap sab se pahle kia kia kaam anjaam deNgi taa k GhareeboN ke liye yeh dunyaa jahannam ke bajaaye jannat ban jaaye. :)
    bara hi jazbati kardeney wala sawal hai:embarasse
    (i like this "nek-parveen Absolute Dictator")...lol
    I think i'll force each n every person to pay his/her rightful share of Zakat...Sadqa-e-fitar..and any other kind of due...coz Allah PAk has kept a share for the needy in the wealth of the rich..or the blessed ones
    for i truely think ke agar sab musalman ..and only musalman apney apney hissey ki zakat aur saddqa deney lein tu iss dunya mian ghareeb dhoondna mushkil hojaey ga

    hope i justified ur question:)

    Comment

    • #77
      Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

      Originally posted by MSA View Post
      mera sawal: Agur app kisi se koi sawal karein....aur jawab aane mein der lage to...tension hoti he??agur hoti he to kia kurtie he ..???
      umm me ko zada tension nai hoti
      coz main agle bandey/bandi ki choice pe chor deti hoon ke wo jawab dena chahin ya nai
      wesey bura tu lagta hai agar koi sawal ka jawab na de
      aur jab me ki limits se zada deer hojati hai tu me ko phir jawab main koi interest nai rehta372-shed

      Comment

      • #78
        Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

        Originally posted by Pakiza View Post
        bara hi jazbati kardeney wala sawal hai:embarasse
        (i like this "nek-parveen Absolute Dictator")...lol
        I think i'll force each n every person to pay his/her rightful share of Zakat...Sadqa-e-fitar..and any other kind of due...coz Allah PAk has kept a share for the needy in the wealth of the rich..or the blessed ones
        for i truely think ke agar sab musalman ..and only musalman apney apney hissey ki zakat aur saddqa deney lein tu iss dunya mian ghareeb dhoondna mushkil hojaey ga

        hope i justified ur question:)

        aaaaaaaaawwwwwwwww thank you Maryam :)

        me ko bhi nek Parveen Absolute Dictator ke alqaab pasand aaye the :)

        u r right Maryam. ham sach meN Allah ke qawaaneen aur dunyaa ke qawaaneen meN bas ek hii cheez talaash karte haiN aur vo hai...loopholes...dunyaa ke qawaaneen toRte to Darte ahiN k police pakaR legi, moqaddama chalegaa, sazaa hogii par Allah ke qawaaneen ko toRte haiN ham be-raHmii se aur deeda dilerii ke sath kiuN k punishment kaa 'unsar jo hai vo beshtar hamaarii nazroN se ojhal rahtaa hai. ek to is liywe k hamaare andar iimaan aur taqwe kii kamii hotii hai aur dusre yeh k Allah kii sazaa faurii nahiiN hai...sochtaa hai insaan k are poorii umr paRii hai maang leNge mu'aafii aur chuN k Allah raHeem o kareem hai to yeh bhi ummeed e qawii lagaa baiThte ahin k Allah insha Allah ham ko mu'aaf farmaayegaa. to yeh haiN hamaarii chenistry jo hamko deeda dilerii par uksaatii hai

        ab yahaN yeh bhi kahna munaasib hogaa k yes, Allah raHeem o kareem hai magar un logoN ke liye jo sidq-e-dil se Allah se apne gunaahoN par ruj'oo karte ahiN aur mu'aafii maangte haiN. mu'aafii kii sharaait meN se yeh teen aham haiN k:

        1. ham dil o jaan se apni Ghalati ko maaneN aur us par Had darja naadim hoN
        2. teh-e-dil se aur sidq-e-dil se tauba kareN aur va'da bi(A)llah kareN k ab ham aisi Ghalatii kabhi sarzad nahiiN kareNge [kam se kam aisii 100 fee sad miyat ho, insaan kamzor hai phir Ghalati kar saktaa hai magar fil-waqt uskaa yeh iraada-e-musammam ho k vo ab vaisi Harkat dobaarah nahiin karegaa
        3. aur last but NOT the lest jo sab se aham point hai aur jise ham dekhte haiN k beshtar log is shart ko pooraa nahiiN karte. aur vo hai...ta'vaan, bhugtaan, compensation, recompensation, rectification....hamaaraa farz hai k jo ham ne gunaah kiyaa hai us meN agar Huqooq-ul-ibaad shaamil hai to ham uskaa ta'vaan bhareN, uske nuqsaan ko pur kareN. log laakhoN kii chorii karte haiN...mu'aafii talaafii to kar lete hain magar uskaa ta'vaan nahiiN bharte. even dunyaavii adaalat bhi yeh demand kartii hai k jo bhi chorii kartaa hai use harjaane ke saath saath ta'vaan bhi bharnaa hogaa varna mu'aafii nahiiN di jaatii]

        Khair...

        Allah hamko hidaayat naseeb kare. aameen :)

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment

        • #79

          Ameen Ya Rab-ul-Allameen
          Jazakallah khair
          Allah pak bas hum sab ko rah-e-haq pe chalney ki toofeeq ata karin AMEEN

          thanks for the question:)

          Comment

          • #80
            Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

            Sorry Pakiza I'm late no I think I'm buhat Late 372-scare

            But phir bhi

            Aap ka interview parha , it's realy nice to know about you.:)

            Khush rahiye :rose

            Comment

            • #81
              Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

              GrEat AnSwErS PaKiZa :thmbup:

              Comment

              • #82
                Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                Sorry Pakiza I'm late no I think I'm buhat Late 372-scare

                But phir bhi

                Aap ka interview parha , it's realy nice to know about you.:)

                Khush rahiye :rose
                thanku for the warm welcome
                its ok ur not so late
                shukar hai thread completely close honey se pehley aagaey:)

                Comment

                • #83
                  Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                  Originally posted by designer4u View Post
                  GrEat AnSwErS PaKiZa :thmbup:
                  thanku :rose

                  Comment

                  • #84
                    Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                    Suppose app ne kisi ko autograph dena he being a non-famous... person...bole to aik friend ko...to wo kia ho ga.lengthy autograph?

                    Comment

                    • #85
                      Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                      :welcome:pakiza ..........................
                      maine pehlay be daikha tha laikn welcome ajj kiya :Dacha kiya na:D:
                      achay jawab diye hoo gay i think :Dkhush raho:phool:

                      Comment

                      • #86
                        Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                        Originally posted by MSA View Post
                        Suppose app ne kisi ko autograph dena he being a non-famous... person...bole to aik friend ko...to wo kia ho ga.lengthy autograph?
                        umm well usually i write loads of wishes and paryers
                        friend ki personality ke barey mian aik do comments
                        aur agar koi quote yaad aagai tu wo likh di
                        :)

                        Comment

                        • #87
                          Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                          Originally posted by BUS U HE View Post
                          :welcome:pakiza ..........................
                          maine pehlay be daikha tha laikn welcome ajj kiya :Dacha kiya na:D:
                          achay jawab diye hoo gay i think :Dkhush raho:phool:
                          lolz thanks
                          apney itni mehnat ki welcome karney main...:D
                          itna honer thanks..:D

                          acha hua jo jawab parh ke bore nai huey...lol
                          thanks u 2 be hapi always:salam:

                          Comment

                          • #88
                            Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                            Originally posted by Pakiza View Post
                            lolz thanks
                            apney itni mehnat ki welcome karney main...:D
                            itna honer thanks..:D

                            acha hua jo jawab parh ke bore nai huey...lol
                            thanks u 2 be hapi always:salam:
                            its o.k..:D
                            waise bohut achay jawabaat diye hain..be happy ALLAH apko achi zindghi aata farmaye:dua

                            Comment

                            • #89
                              Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                              Originally posted by BUS U HE View Post
                              its o.k..:D
                              waise bohut achay jawabaat diye hain..be happy ALLAH apko achi zindghi aata farmaye:dua
                              bahut shukriya:salam:

                              Comment

                              • #90
                                Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                                Pakiza Ji aapke liye ek sawaal hai agar aap jawaab deNgi to 'inaayat hogii. shukria.

                                sawaal yeh hai k...agar ishq kaamiiyaab na ho aur un meN se kisii ek kii shaadii kahiiN aur ho jaaye to kis dusre ko use yaad karne kaa Haq Haasil hai yeh jaante huye k uskii maHbooba/maHboob ab kisi air kii amaanat hai ya'nii kiisi aur kaa shauhar yaa kisi aur kii biwi? kia uskaa yaad karnaa ek burii baat hogii?

                                Fall view from inside my car
                                near my work place :)

                                Comment

                                Working...
                                X