Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In the SpotLight~*Pakiza*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: In the SpotLight~*Pakiza*~


    ye lein ji baqi jawabaat ke saath hazir hoon

    21. main apni ammi abbu ka bahut hi shareef te mashoom bacha hoon
    asey kaam main nai karti:mashoom:

    22. :alhamd: asa bhi abhi tak nai hua zindagani main :alhamd:

    23. khushi: zindagi ka oxygen hai
    muhabbat: aik muama hai
    dosti: aik besh qeemti rishta hai aur bahut nazuk bhi
    zindagi: haalat , waqeat aur jazbat ka aik majmua hai jis main insaan kabhi tanha nai hota
    gham: zindagi ki aik haqeeqat jis se khushi ki pehchan hoti hai

    24. dono main se kisi cheez ka bhi nai hai:D
    main chai bahut hi zabardast banati hoon ( baqi abhi practice jari hai372-shock)

    25. pulao me ko best lagta hai.....paani se best kuch bhi nai.....phool tu sarey hi achy hotey hain....job ke lehaz se pant shirt aur daily life mian apna shalwar qameez....tv main itna dekhti hi nai..haan cartoonz abhi bhi dekh leti hoonteddy

    26. baghair ehsas ke zindagi guzarney waley log
    zindagi bas guzartey hain zindagi ko jeetey nai hain

    27. hassas ...bewaqof...jazbati...chulbuli....larki....akhar. ..ghusili....aur aur aur bahut kuch:yy:

    28. main apney faslon main apni ammi jaan ki rahnumai leti hoon
    aur kabhi kabhi dostoon ki

    29. kabhi socha nai iss barey main

    30. naseehat tu nai haan apni raay kabhi kabhi batati hoon
    koi khass yaad nai

    31. love ka tu theek se pata nai tu arrange hi honi chahiye

    32. internet pe tu yaqeen ajaey pehley
    dosti ...muhabbat tu baad ki batin hain

    33. dono se

    34. idea bura nai hai....wesey iss ke baghair bhi hum kuryon ka kaam chal raha hai:khi:

    35. ghoomtey ghoomtey

    36. pegham main aik apnaiyat mehsoos hoti hai
    aur parhney ko bhi bahut kuch milta hai
    aur seekhney ko bhi

    37. iss sawal ke jawab main me pura pg bhi likh sakti hoon bahut se members hain jo bahut achey hian aur main ney in sab se bhaut kuch seekha hai agar bataney bethi tu koi 20 naam tu aahi jain gey:D
    so main kisi ka naam nai le rahi (if any one insist to find out than may be i'll tell later)

    38. pegham ko urdu ka sab se bara zakhira aur best of the best Paki forum ke maqam pe dekhna chahti hoon

    39. sab ko yehi pegham ke sachi insaan ka kuch nai begarti
    sach bolin aur khush raha karin

    40. sarey hi sawal achey thy
    sab se acha me pasandida pg members wala sawal laga
    iss sawal ke jawab ko shotey huey mujhey bahut se logon ki bahut si baatin yaad aain...jis se ehsas hua ke log iss be-itbar dunya main kis kadar emandari se kaam kartey hian...:)

    okz logon ye thy 40 basic jawabat 372-scare

    Comment


    • #47
      Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

      Originally posted by SherAli View Post
      Maryam Ji, apke jawabat padh kar achha laga. ap ne badi dyanatdari se jawaab diye hen. thank you

      mera sawal he-(agar ap jawab na dena chahen to koi bat nahin).

      ap ko agar koi Allah na kare dhoka de to kia ap usko maf kar dengi agar vo ap se sorry bole to?
      iss sawal ka jawab main already de chuki hoon
      Allah ji hi iss tarhan ke logon ka faisla karin
      sorry bolney se waqt nai wapas aata
      khair any ways Allah ji apney HIfz-o-amaan mian rakhey

      Comment


      • #48
        Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

        Originally posted by Barish aur Gulab View Post
        mera sawal:apni magror ho kia?
        main ney kabhi apni zaat pe gharour nai kia
        ye alag baat hai ke mera first impression magrour hi lagta hia :embarasse

        Comment


        • #49
          Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

          nice reading you larki

          khush raho
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #50
            Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

            Originally posted by Xenya View Post
            nice reading you larki

            khush raho
            thnaku manku shanku:phool:

            Comment


            • #51
              Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

              Originally posted by Pakiza View Post
              Jawabat ke saath hazir hoon372-scare
              1. mera naam Marium hai jis ka matlab shayad Pakiza hi hai
              mera naam merey walid sahab ne rakha hai

              2. 28 feb/main saudia ke aik island Farasan main peda hui thi

              3. Main ne FSc kia hai aur saudia se hi kia hai

              4. bachpan bahut acha guzra har kisi ki tarhan
              main apni behen ke sab se zada qareeb hoon

              5. meri nazar main sab se khubsoorat rishta Insaaniat ka hai
              jab tak insaan dosrey insaan hi hesiyat ko nai samajh sakta wo koi bhi rishta nai nibha sakta

              6. meri aik achi baat jo sab mujhey batatey hian wo ye ke main har kisi ki baat sun leti hoon372-shed
              aur buri baat ye ke main apni baat kisi ko nai batati:lahoul

              7. me ko qissey kahaniya parhney ka shook hai aur aksar yehi karti paai jati hoon:eye:

              8. ye tu jab main larka hoti tabhi bata sakti thi:P:

              9. merey din ka aghaz alaram band karney se hota hai

              10. Khuda ki makhlooq hai ........ aur bas:D

              11. Allah ka shukar hai sarey kaam thori hi mehnat se hojatey hain
              bahut zada mehnat kisi kaam main nai ki

              12. agar koi mehnat pe paani pher de tu zahiri baat hai ghussa aata hai aur bahut sara aata hai372-shed
              magar bahut koshish karti hoon bardasht karti hoon

              13. main tu sari dunya hi ghoomna chahti hoon:lpop:
              sab se yaad gar safar Hajj ka kia :alhamd: jo abhi tak nai bhoola

              14. yehi asool hai ke kisi ko meri zaat se koi takleef na ho:embarasse

              15. insaan ki parakh uss ke saach bolney se hoti hai
              jo sach bolta hai uss ka dil saaf hota hai

              16. bas parhney ki hadd tak hi shooq hai

              17. koi aik nai hai
              isske elawa Quran pak ko samajh ke tarjumey se pahney main bahut acha lagta hai

              18. Zinda dili achi lagti hai
              aur jhoot bolna sab se zada bura lagta hai:fuming:

              19. bekar bethney se

              20. Allah hi samjhey asy logon ko:fuming:
              asy logon ke saath bhi wohi kuch hona chahiy jis se wo dosron ka dil dukhatey hain :KIYA:

              bas main thak gai ab baqi baad main372-scare
              Originally posted by Pakiza View Post

              ye lein ji baqi jawabaat ke saath hazir hoon

              21. main apni ammi abbu ka bahut hi shareef te mashoom bacha hoon
              asey kaam main nai karti:mashoom:

              22. :alhamd: asa bhi abhi tak nai hua zindagani main :alhamd:

              23. khushi: zindagi ka oxygen hai
              muhabbat: aik muama hai
              dosti: aik besh qeemti rishta hai aur bahut nazuk bhi
              zindagi: haalat , waqeat aur jazbat ka aik majmua hai jis main insaan kabhi tanha nai hota
              gham: zindagi ki aik haqeeqat jis se khushi ki pehchan hoti hai

              24. dono main se kisi cheez ka bhi nai hai:D
              main chai bahut hi zabardast banati hoon ( baqi abhi practice jari hai372-shock)

              25. pulao me ko best lagta hai.....paani se best kuch bhi nai.....phool tu sarey hi achy hotey hain....job ke lehaz se pant shirt aur daily life mian apna shalwar qameez....tv main itna dekhti hi nai..haan cartoonz abhi bhi dekh leti hoonteddy

              26. baghair ehsas ke zindagi guzarney waley log
              zindagi bas guzartey hain zindagi ko jeetey nai hain

              27. hassas ...bewaqof...jazbati...chulbuli....larki....akhar. ..ghusili....aur aur aur bahut kuch:yy:

              28. main apney faslon main apni ammi jaan ki rahnumai leti hoon
              aur kabhi kabhi dostoon ki

              29. kabhi socha nai iss barey main

              30. naseehat tu nai haan apni raay kabhi kabhi batati hoon
              koi khass yaad nai

              31. love ka tu theek se pata nai tu arrange hi honi chahiye

              32. internet pe tu yaqeen ajaey pehley
              dosti ...muhabbat tu baad ki batin hain

              33. dono se

              34. idea bura nai hai....wesey iss ke baghair bhi hum kuryon ka kaam chal raha hai:khi:

              35. ghoomtey ghoomtey

              36. pegham main aik apnaiyat mehsoos hoti hai
              aur parhney ko bhi bahut kuch milta hai
              aur seekhney ko bhi

              37. iss sawal ke jawab main me pura pg bhi likh sakti hoon bahut se members hain jo bahut achey hian aur main ney in sab se bhaut kuch seekha hai agar bataney bethi tu koi 20 naam tu aahi jain gey:D
              so main kisi ka naam nai le rahi (if any one insist to find out than may be i'll tell later)

              38. pegham ko urdu ka sab se bara zakhira aur best of the best Paki forum ke maqam pe dekhna chahti hoon

              39. sab ko yehi pegham ke sachi insaan ka kuch nai begarti
              sach bolin aur khush raha karin

              40. sarey hi sawal achey thy
              sab se acha me pasandida pg members wala sawal laga
              iss sawal ke jawab ko shotey huey mujhey bahut se logon ki bahut si baatin yaad aain...jis se ehsas hua ke log iss be-itbar dunya main kis kadar emandari se kaam kartey hian...:)

              okz logon ye thy 40 basic jawabat 372-scare
              zaburdust....
              waisi mujhay pata tha k yahi jawabat houn ge...372-haha
              especially 6 and 13 ka to pata hi tha....:thmbup::thmbup::thmbup:

              yeh to PISCES ka trademark hota he:salam::salam:

              kher bahooot achay jawabat die....perh k bilkul thora sa maza aya372-haha372-haha

              Comment


              • #52
                Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                Originally posted by Pakiza View Post
                thnaku manku shanku:phool:
                yw!

                Meyra sawal:-

                agar aap ko Khalai safar kerney ka mauqa miley tau aap kaun sey sayyarey pey jao gi?
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #53
                  Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                  Originally posted by Xenya View Post
                  yw!

                  Meyra sawal:-

                  agar aap ko Khalai safar kerney ka mauqa miley tau aap kaun sey sayyarey pey jao gi?
                  Allah pak ney iss dunya ko hi bahut khubsoorat banaya hain
                  pehley iss ko tu dekhloon pura
                  phir kisi dosry sayyarey ke barey main sochongi:)

                  thnaku

                  Comment


                  • #54
                    Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                    Originally posted by MSA View Post
                    zaburdust....
                    waisi mujhay pata tha k yahi jawabat houn ge...372-haha
                    especially 6 and 13 ka to pata hi tha....:thmbup::thmbup::thmbup:

                    yeh to PISCES ka trademark hota he:salam::salam:

                    kher bahooot achay jawabat die....perh k bilkul thora sa maza aya372-haha372-haha

                    Comment


                    • #55
                      Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                      Originally posted by Pakiza View Post
                      :lahoul

                      Comment


                      • #56
                        Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                        :donno:
                        Originally posted by MSA View Post
                        :lahoul

                        Comment


                        • #57
                          Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                          Originally posted by Pakiza View Post
                          :donno:
                          kuch bhi nahi...:embarasse
                          not expecting this emo..

                          Comment


                          • #58
                            Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                            Originally posted by MSA View Post
                            kuch bhi nahi...:embarasse
                            not expecting this emo..
                            :tasali:

                            Comment


                            • #59
                              Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                              Originally posted by Pakiza View Post
                              Allah pak ney iss dunya ko hi bahut khubsoorat banaya hain
                              pehley iss ko tu dekhloon pura
                              phir kisi dosry sayyarey ke barey main sochongi:)

                              thnaku
                              chalo theek :$

                              phir tum ye bato key tum ko shehar ka shaur sharaba aur hal chal achi lagti hai ya shehar sey hat ker koi poor sakoon jaga?
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #60
                                Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                                ap ko shayari pasand he? agar he to ap ka kaun mahbub shayar heor kyu?

                                Fall view from inside my car
                                near my work place :)

                                Comment

                                Working...
                                X