Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In the SpotLight~*Pakiza*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

    Originally posted by Xenya View Post
    chalo theek :$

    phir tum ye bato key tum ko shehar ka shaur sharaba aur hal chal achi lagti hai ya shehar sey hat ker koi poor sakoon jaga?
    dono hi apni apni jaga achey hain
    shehar ki apni aik gehma gehmi hai
    aur shehar se dour tu bas sakoon hi sakoon hota hai
    shehar se dour zindagi aik naya roop dhar leti hai

    :)

    Comment


    • #62
      Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

      Originally posted by SherAli View Post
      ap ko shayari pasand he? agar he to ap ka kaun mahbub shayar heor kyu?
      shairi agar koi kahey tu parh liti hoon
      koi khas shoq nai hai shairi parhney ka

      Comment


      • #63
        Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

        Originally posted by Pakiza View Post
        shairi agar koi kahey tu parh liti hoon
        koi khas shoq nai hai shairi parhney ka

        shukrya jawab ka

        kia ek adha sawal or kar sakta huN? ijazat he? :)

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment


        • #64
          Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

          Originally posted by SherAli View Post
          shukrya jawab ka

          kia ek adha sawal or kar sakta huN? ijazat he? :)
          ji zarour farmain

          Comment


          • #65
            Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

            Question: Agar kabhi aisa ho k app ne kehna kuch aur ho, keh kuch aur dein aur log samjh kuch aur jaein to aisi situation me app ka reaction aur action kia ho ga?????

            Comment


            • #66
              Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

              Originally posted by Pakiza View Post
              ji zarour farmain

              ijazat ke lie ap ka behad shukrya. yun to sawal aam sa he par dil kiya k ap se puchun k ap ka is zimn men kia khayal he :) to mera sawal he ki

              modern living men aj ke zamane ka fashion he k maan baap ki koi jagah nahin he khas kar maghribi mumalik men. bahot hua to retirement home men Dal diya, saal ya 6 mahine par salam dua kar li aur soch liya k aulad ka haq ada kar diya jab k islam man baap se kis husn e sulook ki mang karta hai yahan tak k hukm he Allah ka k man bap ki dil jui karo, un se talkh kalami na karo un se rahm dili se pesh aao.

              to jo auladen apne man bap ke sath aisa suluk karte hen un ka aap kia karengi agar ap ke pass ikhtiyar hai k unko saza bhi de sakti hen, fines bhi ya hukm kar sakti hen k vo apne valden ki dekh bhal karen?


              sawal ki tavalat ke liye mazarat khowah hun :(

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment


              • #67
                Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                Originally posted by MSA View Post
                Question: Agar kabhi aisa ho k app ne kehna kuch aur ho, keh kuch aur dein aur log samjh kuch aur jaein to aisi situation me app ka reaction aur action kia ho ga?????
                sab kuch clear karney ki koshish karongi
                aur mera reaction ye hota hai ke mery hi saath asa kiun hota hai:pagal:

                Comment


                • #68
                  Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                  Originally posted by SherAli View Post
                  ijazat ke lie ap ka behad shukrya. yun to sawal aam sa he par dil kiya k ap se puchun k ap ka is zimn men kia khayal he :) to mera sawal he ki

                  modern living men aj ke zamane ka fashion he k maan baap ki koi jagah nahin he khas kar maghribi mumalik men. bahot hua to retirement home men Dal diya, saal ya 6 mahine par salam dua kar li aur soch liya k aulad ka haq ada kar diya jab k islam man baap se kis husn e sulook ki mang karta hai yahan tak k hukm he Allah ka k man bap ki dil jui karo, un se talkh kalami na karo un se rahm dili se pesh aao.

                  to jo auladen apne man bap ke sath aisa suluk karte hen un ka aap kia karengi agar ap ke pass ikhtiyar hai k unko saza bhi de sakti hen, fines bhi ya hukm kar sakti hen k vo apne valden ki dekh bhal karen?

                  sawal ki tavalat ke liye mazarat khowah hun :(
                  agar merey pass ye ikhteyar ho ke main logon ko unke walidein ki khidmat karney ke lein force karon tu asa main zarour karongi aur jo log apney waldin ke saath rah nai saktey (wo tu already nuqsaan main hain) unko chahiye ke finance main apney maan baap ki bharpur maddad karin

                  coz walidein ke khidmat se barh kar koi aur zarya asa nai hai jo hamein direct Jannat main dakhil karwadey...iss se bara ezaz aur khush naseebi aur kia hosakti hai

                  aur jo log asa nai kartey unki saza tu already hojaey gi ke wo Jannat se dour hojain gey
                  iss se bari aur kia saza hosakti hai

                  Comment


                  • #69
                    Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                    Originally posted by Pakiza View Post
                    agar merey pass ye ikhteyar ho ke main logon ko unke walidein ki khidmat karney ke lein force karon tu asa main zarour karongi aur jo log apney waldin ke saath rah nai saktey (wo tu already nuqsaan main hain) unko chahiye ke finance main apney maan baap ki bharpur maddad karin

                    coz walidein ke khidmat se barh kar koi aur zarya asa nai hai jo hamein direct Jannat main dakhil karwadey...iss se bara ezaz aur khush naseebi aur kia hosakti hai

                    aur jo log asa nai kartey unki saza tu already hojaey gi ke wo Jannat se dour hojain gey
                    iss se bari aur kia saza hosakti hai

                    pakiza ji apki id ki tarah apke khayalat bhi bahot pakiza hen aur roze roshan ki tarah munawar bhi. ap ka jawab padh kar mujhe mujhe ap ke khayalat ke bare men jan kar behad khushi hui. aj ke mashini zindagi aur zindagi ki daud bhag aur kashakashi men ham valden se dur hote ja rahe hen :( shukriya Pakiza ji.
                    :)

                    Fall view from inside my car
                    near my work place :)

                    Comment


                    • #70
                      Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                      Originally posted by SherAli View Post
                      pakiza ji apki id ki tarah apke khayalat bhi bahot pakiza hen aur roze roshan ki tarah munawar bhi. ap ka jawab padh kar mujhe mujhe ap ke khayalat ke bare men jan kar behad khushi hui. aj ke mashini zindagi aur zindagi ki daud bhag aur kashakashi men ham valden se dur hote ja rahe hen :( shukriya Pakiza ji. :)
                      zarah nawazi hai apki
                      sawal karney ka shukriya:)

                      Comment


                      • #71
                        Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        sab kuch clear karney ki koshish karongi
                        aur mera reaction ye hota hai ke mery hi saath asa kiun hota hai:pagal:
                        :thmbup::thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                          Kuchh wajoohat ki bina per Pakiza yeh interview jaari nahin rakh sakein gi! Thread close kiya jata hai, issey phir kabhi open karein gey jab Pakiza is position mein hui keh woh apna interview mukamil kar sakein.
                          مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                          نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                          Comment


                          • #73
                            Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                            Pakiza key interview ka thread phir sey open kiya jata hai - Pakiza aap logon key sawalaat ka jawab dein gi...
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment


                            • #74
                              Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                              Originally posted by Admin View Post
                              Pakiza key interview ka thread phir sey open kiya jata hai - Pakiza aap logon key sawalaat ka jawab dein gi...

                              deNgi kiuN nahiiN...ham sawaal poochheN aur yeh jawaab na deN aisa kbhi hua hai? to meraa sawaal hai:

                              eid par agar aapko ek din ke liye "nek-parveen Absolute Dictator" banaa dii jaayeN to aap sab se pahle kia kia kaam anjaam deNgi taa k GhareeboN ke liye yeh dunyaa jahannam ke bajaaye jannat ban jaaye. :)

                              Fall view from inside my car
                              near my work place :)

                              Comment


                              • #75
                                Re: In the SpotLight~*Pakiza*~

                                mera sawal: Agur app kisi se koi sawal karein....aur jawab aane mein der lage to...tension hoti he??agur hoti he to kia kurtie he ..???

                                Comment

                                Working...
                                X