Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

    Originally posted by yellowsky View Post
    bohot shukrya Aquari! :rose

    kyun key ye wo relationship hai jo key iss kainaat mey sab sey pehley wujood mey aya!

    bas ye waja hai ......... i consider it as head of all relationships!
    :thmbup:
    main bhi aisa hi sochti hooN...... :lpop:
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #62
      Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

      Originally posted by yellowsky View Post
      :rose


      aap nay is ko buht positive lia hai.........main yeh kahon gi...keh aap nay Self Respect ko define kia hai...........
      jo fake ana hoti hai....ghuroor -o-takbbur.........kuch loag sometimes us ko bhi self respect ka naam daitay hain.....:)
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #63
        Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

        Originally posted by *Hala* View Post
        haa!! deer deer manana ..da shukali jawabo zakha.... :phool:
        pa makh di guloona:phool:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #64
          Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

          Originally posted by Rida View Post
          aap nay is ko buht positive lia hai.........main yeh kahon gi...keh aap nay Self Respect ko define kia hai...........
          jo fake ana hoti hai....ghuroor -o-takbbur.........kuch loag sometimes us ko bhi self respect ka naam daitay hain.....:)
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #65
            Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈


            main nay ikhtilaaf e rai thori kia......:blush:
            u ki positive thinking ko appriciate kia hai:phool:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #66
              Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

              Originally posted by yellowsky View Post
              2- Hala mey rules n regulations key maamley mey kafi strict hun....meyrey khayal sey aap ney issi hawaley sey sawal kiya hai? :)
              yeah..mera be yahi sawal taa... :)
              har kisy ka apna aik rulz n regulationz hoti hai... jo osko kamyab banani ki lye strict hona lazami hota hai . :thmbup:


              zania jani.... deer bakhshana ghawaram :embarasse.. ...ma ghoshtal che stasi sawal ta jawab dar kama ..magar zanga me heer shawi di.. na pohezaam:tauba
              awoo za deer pa meeni sara stasi interview lawalama..... :eye:
              aasey na terwama...... :na:

              ALLAH di mal malgari shaa.....
              :ff: :ff:
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #67
                Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                mein first time is section mein aaya hoon
                chalo aa he gaya hoon to aap se chand sawal kar leta hoon

                poetry aap ki nazar mein kiya hai?
                aap ki poetry ka mehwar kiya hai(judai,milan,mohabbat ya nafrat ya kuch aur)?
                aap ko poetry ka shoq kaise hua?
                aap ne poetry kis se mutasir ho k likhna shurro ki?
                aap ne apni poetry kabhi kisi magzine ya news paper mein shaya karai hai?
                aap ka fav poet kon hai?
                apni poetry se aap mutmain hain ya kuch kami lagti hai ?
                kabhi kisi mehfil mein poetry parhi hai?
                woh kon si kaifiyet hai jo aap ko likhne per majboor karti hai?
                new poets ki poetry se aap mutmain ho?
                koi aap ki poetry per tanqeed karta hai to kaisa lagta hai?
                poetry mein aap kis ko apna ustad manti hain?
                nasar likhna aasan lagta hai ya nazam?
                sigpic

                Comment


                • #68
                  Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                  well come yellow sky

                  Comment


                  • #69
                    Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                    Originally posted by Rida View Post
                    main nay ikhtilaaf e rai thori kia......:blush:
                    u ki positive thinking ko appriciate kia hai:phool:
                    mey soch rahi thi Rida key....jiss tarhaN jhooti Tareef key liye Khushamd ka lafz isteymaal hota hai issi tarhan jhooti Ana key liye bhi urdu academy ko aik lafz bana deyna chahiye......kyun key khama makha lafz "ana" badnaam hai ........

                    kya khayal hai?? :D
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #70
                      Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                      Originally posted by *Hala* View Post
                      yeah..mera be yahi sawal taa... :)
                      har kisy ka apna aik rulz n regulationz hoti hai... jo osko kamyab banani ki lye strict hona lazami hota hai . :thmbup:


                      zania jani.... deer bakhshana ghawaram :embarasse.. ...ma ghoshtal che stasi sawal ta jawab dar kama ..magar zanga me heer shawi di.. na pohezaam:tauba
                      awoo za deer pa meeni sara stasi interview lawalama..... :eye:
                      aasey na terwama...... :na:

                      ALLAH di mal malgari shaa..... :ff: :ff:
                      jee Hala ...:D

                      khawashla ossey :hug:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #71
                        Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                        @ Wasi Anjum

                        mein first time is section mein aaya hoon
                        chalo aa he gaya hoon to aap se chand sawal kar leta hoon
                        sab sey pehley aap ko interview spot mey khushamdeed :thmbup:
                        aap key sawalaat sey mujhey lag raha hai key mey theek thaak koi adbi shaksiyat hun :$ :D .... aeysa bilkul bhi nahi hai :) to mey koshish kerti hun apney taur pey in key jawabaat deyney ki :insha:

                        poetry aap ki nazar mein kiya hai?
                        aap ki poetry ka mehwar kiya hai(judai,milan,mohabbat ya nafrat ya kuch aur)?


                        :D
                        mey aik sha'ira nahi hun, poetry to mey nahi kahun gi magar likhti zaroor hun, wo kabhi do lines pey mushtamil hoti hein kabhi teen aur kabhi aik chottuu si nazam ban jati hai, Ziada mujhey nature deykh ker hi likhney ka khayal ata hai.......
                        aap ko poetry ka shoq kaise hua?

                        :D



                        aap ne poetry kis se mutasir ho k likhna shurro ki?


                        :D

                        aap ne apni poetry kabhi kisi magzine ya news paper mein shaya karai hai?

                        nahi :D
                        aap ka fav poet kon hai?

                        Allama Iqbal
                        apni poetry se aap mutmain hain ya kuch kami lagti hai ?


                        mey apni poetry ko poetry kehti hi nahi hun :hehe: , yani key its nothing to yaqeenan kami hi kami hai :D

                        kabhi kisi mehfil mein poetry parhi hai?

                        nahi, :embarasse
                        woh kon si kaifiyet hai jo aap ko likhne per majboor karti hai?

                        likhney key hawaley sey mey kahun gi key baqaida taur pey apni sochein jama kerna yani un ko alfaaz deyna mey ney Pegham pey aa ker shuru kiya hai, aur waisey itni payari nature deykh ker aur kabhi kabhi jab hamarey ird gird key halaat bohot diff. ho jayein to khud bakhud qalam chalney lagta hai .....
                        new poets ki poetry se aap mutmain ho?

                        mey kuch bhi nahi kahun gi kyun key mey kisi ko nahi jaanti :)
                        koi aap ki poetry per tanqeed karta hai to kaisa lagta hai?


                        abhi tak aeysa kuch likha hi nahi hai key log iss pey tanqeed karein :D
                        poetry mein aap kis ko apna ustad manti hain?

                        apney aap ko lol :D

                        :khi:
                        nasar likhna aasan lagta hai ya nazam?


                        Qalam key mood pey hai, wo nasar likhna chahey to nasar likh deyta hai warna doosri soorat mey nazm
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #72
                          Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                          Originally posted by sensible View Post
                          well come yellow sky
                          shukran!
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #73
                            Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            mey soch rahi thi Rida key....jiss tarhaN jhooti Tareef key liye Khushamd ka lafz isteymaal hota hai issi tarhan jhooti Ana key liye bhi urdu academy ko aik lafz bana deyna chahiye......kyun key khama makha lafz "ana" badnaam hai ........

                            kya khayal hai??

                            yupps yuppps.......aisa hai...main bhi sochti hooN keh buht saaray aisay words hain jin kay asal mein meaning kharab nahin lakin hum nay unhain ghalat jaga ya ghalat tareeqay say use kar kay un words ka image kharab kar diya hai........jaisay aik word ...compromise ya samjhoota......
                            yeh word amooman shadi kay bad hallat kay bgarnay per use kia jata hai.....kaha jata hai naa .....bus samjhoota kar rahay hain....
                            halan keh hum apni zindgi mein rooz hi kisi na kisi baat per compromise kar rahay hotay hain.....kabhi biryani khnay ko dil chahay tu daal kha rahay hotay hain..texi mein janay ka dil chahay tu bus mein bethna parta hai......
                            lakin bus aik zehniyat ban gai hai naaa......is word ko shadi say mashroot karnay ki ....agar isi word kay synonym use karain aur bolain "masalehat" ki ja sakti hai...tu shayed baat itni buri na lagay...



                            mujhay isi say related question bhi karna thaaa

                            apnay aap ko halaat kay mutabiq dhalna assan hai ya mushkil.......
                            kia aap aisa aasani say kar laiti hain ya mushkil hoti hai..?
                            fiction perhnay ka shouq hai aap ko.......?
                            time waste karna ka kharab tareen tareeqa?
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #74
                              Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                              :thmbup:

                              bari himmat hai ....main nay bhi perhnay ki koshish ki thi...:lpop:lakin....complete nahin kar saki:blush:


                              apney aap ko lol :D

                              :khi:
                              :kr:
                              bari mushkil say hansi ctrl ki hai...
                              :D
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment


                              • #75
                                Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                                Originally posted by Rida View Post



                                mujhay isi say related question bhi karna thaaa

                                apnay aap ko halaat kay mutabiq dhalna assan hai ya mushkil.......
                                kia aap aisa aasani say kar laiti hain ya mushkil hoti hai..?
                                Rida halaat key mutabiq dhaalna to nahi magar halaat ka muqabla kerney key liye zaroor apney aap ko ready rakhney ki koshish hoti hai aur ye kaam bohot sey ziada mushkil hota hai kabhi kabhi :)

                                fiction perhnay ka shouq hai aap ko.......?


                                nahi rida as such nahi :)

                                time waste karna ka kharab tareen tareeqa?


                                Rida.... bohot zbrdast sawal aap kerti ho :hehe:

                                kabhi kabhi mey zidd sey apna time zaya karun to kharab tareen tareeka tv channels bas change kertey rehna........

                                her aik ka shayad apna apna koi na koi tareeka hota hai .... :)

                                magar TIme hamein bilkul bhi nahi zaya kerna chahiye............. kyun key waqt kabhi laut ker nahi ata ahi.......leykin phir bhi pata nahi kyun ye baat jaante yhuye bhi iss pey amal nahi kertey hein
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X