Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

    Yellow Sky

    Aap ka interview perh ke bohat acha laga, mashallah aap kafi samajdaar larki lagti hein...lekin kuch questions ka hair phair ker gaein aap.

    overall its good to know about you. Wish you luck in ur Aim
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

      hair phair Zinia nay nahin main nay kia hai...:emb:
      Zinia agar aap apni pehli post edit kar kay yeh sab wahan paste kar dain....:hhh:
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #33
        Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

        Assalam O Alaikum

        Xenia

        Wlcome on The Spot Light

        Aap ka interiew aj raat ki duty main perhooon ga

        Tab Tak Good luck
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

          KHUSH AMDEED Xeni sis on the SpotLight


          My dhaar sari best wishes 4 u
          n catch u after my examz:blush:
          ALL THE BEST :thmbup:
          Attached Files

          Comment


          • #35
            Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

            Originally posted by yellowsky View Post
            Aik cheez reh gai hai

            Pasandeeda Qalam

            Iqbal ki ye poetry jo key hamesha boost kerti hai aagey berhney key liye.....aur ye aik shair

            kitna mushkil hai khusbu'on key liye

            rooth ker bhi gulaab mey rehna
            App ka Interview to Acha Chal Raha Hai Lakin Yeh Cheez To Bohat He Umda Hai Thanks 4 Sharing

            Comment


            • #36
              Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

              Originally posted by Aabgina View Post
              hair phair Zinia nay nahin main nay kia hai...:emb:
              Zinia agar aap apni pehli post edit kar kay yeh sab wahan paste kar dain....:hhh:
              jee Rida,

              ker diya :D
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #37
                Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                Originally posted by Aabgina View Post


                aur yeh idealism ka answer sirf "jee"......
                mujhay question dekhna para keh aisa kon sa question main nay pocha hai jis ka answer sirf "jee" aaya hai....plzzz thora sa tu explain karain.....:)
                Idealism:-


                main nay 2 questions likhay thay...pata nahin kahan chalay gaye.....:hhh:

                koi gal nahi larki ....hota hai :D ......ye rahey jawab :D ......

                insaaan ko kis had tak haqeeqat pasand hona chahiye?


                Insaan ko haqeeqat pasand hona chahiye iss had tak key ussey maloom ho key real world ki limits kahan khatam hoti hein jis key baad aik dream world shuru ho jata hai. yani dono mey farq maloom ho.

                saaaf go aur monh phat honay mein kia farq hai....


                :D............Mmmm shayad saaf go log apni baat kertey huye apney alfaaz ka khayal rakhtey hein yani un key alfaaz sey koi hurt nahi hota hai aur jo Munh phat hotey hien wo alfaaz ki ehmiyat jaaney baghair unhein isteymal kertey hein........now ab agar dono hi log aik hi baat ker rahey hoN to one will see the difference.........aur baki pata nahi :D


                aap ki zindgi ki koi "kaash"


                Zindgi ki koi kash.......Mmmm nahi Rida....aeysi koi Kash nahi hai........Life is not so bad!:D....................Alhumdulillah

                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #38
                  Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                  Originally posted by *Hala* View Post
                  1-good :thmbup:
                  ur subject:hhh:


                  2-nice profession...meri sis be journalist hai... :)

                  3-wisy app ki pashto be kaam nahi hai hum sy...... :thmbup:

                  4-sab jawabat pher kar acha laga apki bari mein jaan kar... :phool:
                  Acha ab hum app sy pashto mein sawal kari ya Farsi mein.... :hhh:
                  1- Journalism
                  2-cool aur kya wo Pakistan mey kaam kerti hein?
                  3- deyra manana Hala :ff:
                  4- Khwashla ose, .............Pakhto key ....farsi mata na razi :$ :D


                  Originally posted by ummid View Post
                  Asalamaalikum.........
                  waise tu saare hi jawab acche hain :masha .. lakeen yeh wala kuch zyadah hi accha hai...:lol .....hume nahi ilm tha ke aik salad cook karne ki wjaah se aap hum mutasir ho jayengi...:D
                  waise designer mein bhi hum kahein na kahein aa hi jaate honge...:blush:
                  bauaht sara sara khush rahiye... Allah aap ko aap ke naik iradon mein kamyaab w kamraan karein... aur aap ke her jaiaz khawwab ki tabeer aap ka muqder ho (aameen)...:rose
                  walaikum salam Ummid!

                  Jee bilkul designers mey aap bhi shamil ho ...aur MashAllah ab to kafi nikhaar aa gaya hai aap ki designing mey...keep working on it

                  aur salad cook kerna koi assaan kaam thori hota hai .........iss liye mutassir kun to hua na phir ;) :D

                  shukran for your du'a :ff:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #39
                    Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                    Bhot khooob :clap: :clap: :clap: :clap: :masha Bhot acha interview perhne ko mila


                    Main tu yeh soch raha tha k khaien 40 swalon k jawab k bajaey phir khaine 40 sawal hi na aa jaien:khi: :khi: aur jawab ulta ham sab ko daina perain :khi: :khi: laikin aisa kuch nahien hooowa shukar hai ... is ka matlab hai k ham bhi sawal ker sakte hain....

                    tu chalain meri bari sawal kerne ki..waise tu mujhe swal kerne nahien aate laikin aap ka interview perhte hooway aik jagha per aap k jawab k badle main aik sawal zahan main aaya tu socha pooch looon




                    aap kahti hain k aap muashre main aik sahafi ka kirdar nibhana chati hain...laikin aap yeh bhi kahti hain k aap social bhi kam hain...tu kia aap samjhti hain k aap apni zimadari aik sahafi ki hasiat say poori tarha nibha pain geee??? kiun k mere khyal main sahafat mukamal tour per aik social job hai
                    aap kia kahti hain???:)
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                      Originally posted by Madiha kanwal View Post
                      Assalamoalaikum
                      bohut acha laga ap k barey mein jaan ker or waqae apka naam kafi different or pyara hai hmm meri kabhi samajh nahi aya log apko Zinia ya fir Xenya q kehtey hain:hehe:
                      aap tehran mein rehti ho tu fir pashto kahan se seekhi:mm:
                      walaikum salam Kanwal!
                      shukrya :rose

                      Pahsto apney parents sey seekhi hai aur mey switzerland mey rehti hun.


                      Originally posted by fari View Post



                      Xenia Jee
                      In the Spotlight

                      :comfort: Mujhay ap ka iinterview lainay ka bara istiyaq tha:khi:
                      per meray Inpage nay virus ki wajha sath nahi diya


                      :khi: Ap kay replies parh kar bohat acha laga:wk ab ap dhairooooooooo sawalo kay jawab dainay ko tayar ho jain
                      walaikum salam fari,
                      bohot shukrya :rose .....tumharey qs key liye mey ready hun....uss aik option key sath jo tum sey li thi :D

                      Khush Raho! :ff:



                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Yellow Sky

                      Aap ka interview perh ke bohat acha laga, mashallah aap kafi samajdaar larki lagti hein...lekin kuch questions ka hair phair ker gaein aap.

                      overall its good to know about you. Wish you luck in ur Aim
                      heyr pheyr :donno:


                      aur bohto shukrya ! :thmbup:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #41
                        Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                        Originally posted by sccorpion81 View Post
                        Assalam O Alaikum


                        Xenia

                        walaikum salam
                        bohot shukrya!

                        aap key sawal ka jawab mey abhi deyti hun :D

                        Originally posted by Me Here View Post
                        KHUSH AMDEED Xeni sis on the SpotLight


                        My dhaar sari best wishes 4 u
                        n catch u after my examz:blush:
                        ALL THE BEST :thmbup:
                        loads of thanks Barish :ff:

                        tumharey exams key liye bhi best wishes

                        study well and do your best :thmbup:

                        Originally posted by TheMask View Post
                        App ka Interview to Acha Chal Raha Hai Lakin Yeh Cheez To Bohat He Umda Hai Thanks 4 Sharing
                        bohot shukrya The Mask!

                        Khush Rahein!
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #42
                          Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                          17- Respectful aur Simple log mujhey pasand hein. Jo aap ki bhi suneiN, aap ki batoN aur sochoN ko bhi utni hi ehmiyat deiN jitni apni baatoN aur sochoN ko deytey hein
                          Ignorant aur disrespectful log mujhey bilkul bhi nahi achey lagtey hein.
                          [SIZE="3"]bauht khoobsoorat or achi baat adat hai dear ...

                          :masha bauht achi or strong personality ki malik hai app
                          bauht acha laga app k barey main jaan kr ..:)
                          app k nazdeek sub sey acha relation husband or wife ka haii.....is ko define karaingii k kuu ?
                          [/SIZE]

                          Comment


                          • #43
                            Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                            welcome yellow :hug:

                            sawaalat bad main :khi:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #44
                              Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈





                              sorry late ho gae,pher bhi.......

                              :phool: Welcome Zinia :phool:

                              In The Spot light


                              tumhara interview parh kar bohot acha laga :eye:.......aur mughe aaj pata chala ke ur real name is zinia ....bohot khoobsurat naam hai :blush:.....aur kaafi ache personality ke malik ho ......tumharay interview ka wait tha....aaj parh kar maza aaya......khush rahoo dear......mai apnay sawaloo ke saath baad mai hazir ho ge......:phool:


                              sigpic


                              Comment


                              • #45
                                Re: ≈☼≈In the Spotlight ~*~ Yellow Sky ≈☼≈

                                Originally posted by sccorpion81 View Post
                                Bhot khooob :clap: :clap: :clap: :clap: :masha Bhot acha interview perhne ko mila


                                Main tu yeh soch raha tha k khaien 40 swalon k jawab k bajaey phir khaine 40 sawal hi na aa jaien:khi: :khi: aur jawab ulta ham sab ko daina perain :khi: :khi: laikin aisa kuch nahien hooowa shukar hai ... is ka matlab hai k ham bhi sawal ker sakte hain....
                                bohot shukrya sccorpion!

                                lol nahi, mey itney bhi sawal nahi poochti :khi: bas kha makhwa badnaam hun :hehe:

                                tu chalain meri bari sawal kerne ki..waise tu mujhe swal kerne nahien aate laikin aap ka interview perhte hooway aik jagha per aap k jawab k badle main aik sawal zahan main aaya tu socha pooch looon

                                :thmbup:

                                aap kahti hain k aap muashre main aik sahafi ka kirdar nibhana chati hain...laikin aap yeh bhi kahti hain k aap social bhi kam hain...tu kia aap samjhti hain k aap apni zimadari aik sahafi ki hasiat say poori tarha nibha pain geee??? kiun k mere khyal main sahafat mukamal tour per aik social job hai
                                aap kia kahti hain???:)
                                Jab mey aik responsibility leyti hun to ussey behtareen tareekey sey anjaam deyney ki koshish kerti hun Alhumdulillah. As a journalist bhi inshAllah mujhey poori umeed hai key aik acha kaam karun gi. ab social kam honey key hawaley sey bhi jawab dey deyti hun :D ..... social iss sense mey kam hun key mey formal gatherings mey jana avoid kerti hun.....waja sirf ye hai key wahan meyri zaroorat nahi hoti hai ......leykin as a journalist to her kaam mey hi aik mission hota hai....hopefully koi massla nahi ho ga......:insha:
                                Last edited by Z.; 9 June 2007, 02:25.
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X