Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ke psandeeda Islami naam?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aap ke psandeeda Islami naam?

    Originally posted by Tanha Hassan View Post

    kar laooo gal "Aqla bahjoo khoooooo khaali"
    ahoo.....tu aqal tu pedl hein taiyuhn aise naa pesh kite ni..jhere kadhi sunne hi ni!!!!!!!!

    sigpic

    Comment

    • #47
      Re: aap ke psandeeda Islami naam?

      Assalaam-O-alaikum u_r,

      Jee bilkul sahi kaha, mujhay aik aur naam bohat pasand hay "Adiyy"

      Hazrat Adiyy Ibn Haatim Tai, Haatim Tai kay baitay thay, choonkay Haatim Tai ka intiqaal Huzoor SAW kay Naboowat kay aiylaan say pehlay hogaya tha aur waqt-e-wafaat woh masehee thay... magar Hazarat Adiyy RZ nay ISLAM qubool kia aur woh bhi apnay waalid ki tarah bohat hi sakhii thay.

      Yeh riwaayat mashoor hay kay aap SAW jab bhi HAZRAT ADIYY RZ ko dekhtay thay aap SAW kay chera-e-mubarak per aik muskuraahat phel jaati thi... zara sochyee kay jinn kay cheray ko dekh kar Nabi-e-Akram SAW kay chehray per muskuraahat pehl jaayay unka iss duniya aur aakhirat main kia muqaam hoga..

      ALLAH SWT humain Nabi-e-Karim kay Sahaaba-e-karaam ki mohabbat say roshnaas karay aur humain unn kay achay aamal per amal kar kay duniya aur aakhirat main kamyabi aur kamraani naseeb farmayay AMEEN SUM AMEEN

      Fi amaan ALLAH

      Originally posted by u_r View Post
      thnk u very much for the history....yeh hui naa baat!!!uncommon naam he lekin aap iss history ke zrye prove ker skte hein ke yeh jadeed utptang naam nhi:thmbup:

      wese meiin unique (but still old) naam pt a he khaan se dhoondhti huhn......................islamic books chahe woh hadees byaahn karein ya history ..whaan sahaba ke naaam mentioned hote hein..aur itne pyaare pyaare naaam apko whaan se mill skte hein..jho na sirf alg se(if you want to stay ahead of others today!!!!!!!) huhn ge ,balke ache naam bhi huhn ge.....

      I think we have to go and explore our roots and revive those beautiful names Inshallah!
      sigpic

      Comment

      • #48
        Re: aap ke psandeeda Islami naam?

        Originally posted by thefire1 View Post
        Assalaam-O-alaikum u_r,

        Jee bilkul sahi kaha, mujhay aik aur naam bohat pasand hay "Adiyy"

        Hazrat Adiyy Ibn Haatim Tai, Haatim Tai kay baitay thay, choonkay Haatim Tai ka intiqaal Huzoor SAW kay Naboowat kay aiylaan say pehlay hogaya tha aur waqt-e-wafaat woh masehee thay... magar Hazarat Adiyy RZ nay ISLAM qubool kia aur woh bhi apnay waalid ki tarah bohat hi sakhii thay.

        Yeh riwaayat mashoor hay kay aap SAW jab bhi HAZRAT ADIYY RZ ko dekhtay thay aap SAW kay chera-e-mubarak per aik muskuraahat phel jaati thi... zara sochyee kay jinn kay cheray ko dekh kar Nabi-e-Akram SAW kay chehray per muskuraahat pehl jaayay unka iss duniya aur aakhirat main kia muqaam hoga..

        ALLAH SWT humain Nabi-e-Karim kay Sahaaba-e-karaam ki mohabbat say roshnaas karay aur humain unn kay achay aamal per amal kar kay duniya aur aakhirat main kamyabi aur kamraani naseeb farmayay AMEEN SUM AMEEN

        Fi amaan ALLAH
        Wa Alaikum salaaam my dear brother!!!

        Ameen to the dua....

        I admit ..k mein ne yeh naam bhi pehle nhi suna huwa.............agger ho sake to please urdu/arabic mein post ke dein taake sahi trha se mein iski pronounciation dekh sakuhn!

        Shukran

        sigpic

        Comment

        • #49
          Re: aap ke psandeeda Islami naam?

          حضرت ادي ابن حاتم رضي الله تعالي عنه

          Some more information about Sahib-e-Rasool Hazrat Adiyy Ibn Hatim

          Adiyy ibn Hatim
          - Adiyy ibn Hatim was a leader of the Arab tribe of Tayy, and one of the companions of
          Hazrat Muhammad SAW. He is the son of the poet Hatimtai, who was widely known for his chivalry and generosity among Arabs. Adi remained antagonistic to Islam for about twenty years until he converted to Islam from Christianity in 630 (9th year of Hijra).
          Adiyy inherited the domain of his father and was confirmed in the position by the Tayy people. A great part of his strength lay in the fact that a quarter of any amount they gained as booty from raiding expeditions had to be given to him.
          Adi joined the Islamic army at the time of caliph Abu Bakr. He fought wars of revolt against caliph and also was a commander of the Islamic army sent to invade Iraq under the command of Khalid ibn al-Walid. He also fought on the side of the final Rightly Guided Caliph, Ali ibn Abi Talib, at the Battle of Camel and Battle of Siffin.
          Last edited by thefire1; 7 July 2012, 13:34.
          sigpic

          Comment

          • #50
            Re: aap ke psandeeda Islami naam?

            Chand aur bohat hi khoobsurat naam hain, jo kay Sahab-e-Rasool SAW thay, hum nay yeh naam shayed pehlay nahin sunay :)

            Aabi al Laham al Ghafary
            - Aabi al laham - آبي اللحم الغفاري

            Aarus bin al Yushkry
            - Aarus bin al yushkry - أعرس بن عمرواليشكري

            Aayun bin Zubyaah
            - Aayun bin Zubyaah - أعين بن ضبيعة بن ناجية بن عقال

            Abaan al Abdi
            - Abaan al Abdi - أبان العبدي

            Abaan al Muharbi
            - Abaan al Muharbi - أبان المحاربي

            Abaan bin Saeed
            - Abaan bin Saeed - أبان بن سعيد
            sigpic

            Comment

            • #51

              Fantastic..............

              bilkul..........mein ne pehle bhi kaha(shaed issi thread mein) me k agger unique bhi aur ache meanings wale arabic naam chaye huhn to Islamic history ka mata'la karein...bilashuba woh aaj kal ke fake/fusion naamuhn se bht behter hein

              sigpic

              Comment

              Working...
              X