Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ke psandeeda Islami naam?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap ke psandeeda Islami naam?

    Aslam O Alaikum pplo

    haahn ji....te jese ke title suggest karr rha he...aap ke psandeeda naam kiya hein??

    Hadees mein aata he ke apne bachuhn ka ache meanings waale naam rakhein jaiin.

    Hazoor Muhammed (Sal Allahu alaihi wa sallam) ne kuch bachuhn ke naam badl bhi diye the ke in k matlab acha nhi he

    Ajkal fashion ban chukka he ulte seedhe naam rkhne kaa....western style ka naam rkhna acha smjha jaata he...khaas tor per dramas is baaat ko promote kerte hein

    lekin is ke barraks yeh bhi dekha gya he ke kuch logh puaarne classical Islamic naam bhi rakh rhe hein..jho yaqeenan achi baat he:thmbup:

    doosri burri baat yeh he ke ache bhalle Islamic naam ko bighaar ker nickname bnaa lena..is se bhi ijtnaab kerna chaye..

    so please...yhaaan aap apne psandeeda naaam share karein..ho ske to meanings zaroor saath likhein-mumkin he ke koi isko psand kerke naam rakh le ; swaaab k haqdaar aap huhn ge:rose

    please don't post random silly names thinking it's funny


    sigpic

  • #2
    Re: aap ke psandeeda Islami naam?

    Wa Alaikum Aslam,

    Is topic pe mein zaroor kuch kehna chahoon ga. Aaj kul ke loog naam ko innovation dene ke chakron mein naam ke maani nahi dekhtay, aur naam ki pronounciation ko bhi dehan mein nahi rakhtay. Mujay wo naam pasand nahi jo kisi naam se inspire ho ke rakhay gaye hon, ya aik particular naam se drive kiye gaye hoon.

    Jese yahan pe aik member hein jin ki beti ka naam Nizalia he. Yeh Nazia aur Aalia ki merged form lagti he. It is such a confusing. Is ke ilawa mera aik doost he Tashif. Us se akser loog 2 baar poochtay hein ke aap ka naam Kashif he? Sometimes loog usay tootla samajtay hein ke yeh apna naam sahi se nahi le raha. Aik larki ka naam khoobsoorat rakhne ke chakron mein "Irtaaash" rakh dia, jis ka matlab he vibration. Yani aisay naam jisay bolnay mein confusion ho ya wo kisi strong name se derive kiye gaye hoon ya jo zoo'maani naam hoon wo mujay pasand nahi.

    Mujay Da'ood, Ibrahim, Talha, Hamza, Mussa type ke naam pasand hein
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: aap ke psandeeda Islami naam?

      Walikum Salam...

      مجھکو جو نام پسند ہیں اُن میں۔۔۔

      شانزہ، ماہرہ، ابیہا، سحرش، شیزا،شہناز،نواالعین، منزہ،مُنیفہ پسند ہیں اس کے علاوہ اپنا نام بہت پسند پے:shyy:۔

      لڑکوں میں۔۔۔

      فیصل، ابراہیم، مصور،مبشر، شہریار،جازل،شہزاد اور کچھ نام اور پسند ہیں۔۔۔۔
      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment


      • #4
        Re: aap ke psandeeda Islami naam?

        Originally posted by crystal_thinking View Post
        Walikum Salam...

        مجھکو جو نام پسند ہیں اُن میں۔۔۔

        شانزہ، ماہرہ، ابیہا، سحرش، شیزا،شہناز،نواالعین، منزہ،مُنیفہ پسند ہیں اس کے علاوہ اپنا نام بہت پسند پے:shyy:۔

        لڑکوں میں۔۔۔

        فیصل، ابراہیم، مصور،مبشر، شہریار،جازل،شہزاد اور کچھ نام اور پسند ہیں۔۔۔۔
        Jazal ke maani kia hotay hein, yeh purana naam he ya Jazz walon ki koi nai peshkash he :lol
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: aap ke psandeeda Islami naam?

          @ topic

          Hasan - yeh naam me ko bauaht pasnd hai : )

          Comment


          • #6
            Re: aap ke psandeeda Islami naam?

            Girls
            Sana, Muskaan, Nadia, Faiza, Zainab, Ayesha, Rania, Ibtisaam, Noor, Maryam, Mehar as Mehrunisa, Qurat-ul-ain, Mahwish, Mahnoor waghaira waghaira

            Boys
            Mohammad, Ahmed, Umar, Usman, Tariq, Salahuddin, Hanzala, Bilal, Talha, Huzaifa, Aaliyan, Hamad, Saad, Hassan, Hussain, Ali, Imran waghaira waghaira
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: aap ke psandeeda Islami naam?

              Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
              Wa Alaikum Aslam,

              Is topic pe mein zaroor kuch kehna chahoon ga. Aaj kul ke loog naam ko innovation dene ke chakron mein naam ke maani nahi dekhtay, aur naam ki pronounciation ko bhi dehan mein nahi rakhtay. Mujay wo naam pasand nahi jo kisi naam se inspire ho ke rakhay gaye hon, ya aik particular naam se drive kiye gaye hoon.

              Jese yahan pe aik member hein jin ki beti ka naam Nizalia he. Yeh Nazia aur Aalia ki merged form lagti he. It is such a confusing. Is ke ilawa mera aik doost he Tashif. Us se akser loog 2 baar poochtay hein ke aap ka naam Kashif he? Sometimes loog usay tootla samajtay hein ke yeh apna naam sahi se nahi le raha. Aik larki ka naam khoobsoorat rakhne ke chakron mein "Irtaaash" rakh dia, jis ka matlab he vibration. Yani aisay naam jisay bolnay mein confusion ho ya wo kisi strong name se derive kiye gaye hoon ya jo zoo'maani naam hoon wo mujay pasand nahi.

              Mujay Da'ood, Ibrahim, Talha, Hamza, Mussa type ke naam pasand hein

              :clap: 100% agree wid u( aise mauqe roz roz hi aaate hein jabh hum dono 100% agree karein:lol)-yeh jho fashion chall prrha he , we have to put a stop to it
              aur is mein media aik postive role adhaa ker skta he...mein kai aise loguhn ko jaanti huhn jnhuhn ne dramas se insipre ho ker naam rkhe..magger heihn woh ulte seedhe...mein ne kai larkiyuhn ke naam Rebecca sunna...helloooooooooo...yeh Arabic islamic naaam kese huwa:garmi:

              larkuhn ke jho naam tum ne mention kiye ..I love em all....very nice

              girls ke bhi mention karro na!!!!!!!!
              Originally posted by crystal_thinking View Post
              Walikum Salam...

              مجھکو جو نام پسند ہیں اُن میں۔۔۔

              شانزہ، ماہرہ، ابیہا، سحرش، شیزا،شہناز،نواالعین، منزہ،مُنیفہ پسند ہیں اس کے علاوہ اپنا نام بہت پسند پے:shyy:۔

              لڑکوں میں۔۔۔

              فیصل، ابراہیم، مصور،مبشر، شہریار،جازل،شہزاد اور کچھ نام اور پسند ہیں۔۔۔۔
              shizza aur munifa ke kiya matlab he....shaanze bhi aksser suna he..meaning kiya he???personally dont like the sound of shizza and shaanze..boys names mein Jaazal k meaning bhi bta do...thnks :rose

              Originally posted by ummid View Post
              @ topic

              Hasan - yeh naam me ko bauaht pasnd hai : )
              u can never go wrong with Hassan....abs. lovely

              and girls names????

              Originally posted by thefire1 View Post
              Girls
              Sana, Muskaan, Nadia, Faiza, Zainab, Ayesha, Rania, Ibtisaam, Noor, Maryam, Mehar as Mehrunisa, Qurat-ul-ain, Mahwish, Mahnoor waghaira waghaira

              Boys
              Mohammad, Ahmed, Umar, Usman, Tariq, Salahuddin, Hanzala, Bilal, Talha, Huzaifa, Aaliyan, Hamad, Saad, Hassan, Hussain, Ali, Imran waghaira waghaira
              bht ache traditional naam hein zayada tar...sirf Aaliyan nhi sunna.....meaning please


              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                Originally posted by u_r View Post
                :clap: 100% agree wid u( aise mauqe roz roz hi aaate hein jabh hum dono 100% agree karein:lol)-yeh jho fashion chall prrha he , we have to put a stop to it
                aur is mein media aik postive role adhaa ker skta he...mein kai aise loguhn ko jaanti huhn jnhuhn ne dramas se insipre ho ker naam rkhe..magger heihn woh ulte seedhe...mein ne kai larkiyuhn ke naam Rebecca sunna...helloooooooooo...yeh Arabic islamic naaam kese huwa:garmi:
                Chalo shuker kisi jagah kuch to itfaaq hua.

                Larkiyon mein mujay jo naam pasand hein wo Zoya, Eeshal, Maria, Hania, Hadia, Mehr, Laiba, Khadeeja, Komal pasand hein
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                  Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                  Chalo shuker kisi jagah kuch to itfaaq hua.

                  Larkiyon mein mujay jo naam pasand hein wo Zoya, Eeshal, Maria, Hania, Hadia, Mehr, Laiba, Khadeeja, Komal pasand hein
                  you cant believe how much I love two of those names..Hania and Hadia...aik mein ne apni li'l cousin ka rkhwaya he!!!!!!!

                  Eashal ka meaining kiya he???
                  mjhe Komal aur Zoya kabhi bhi psand nhi aaye.......others are nice!!


                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                    Originally posted by u_r View Post
                    you cant believe how much I love two of those names..Hania and Hadia...aik mein ne apni li'l cousin ka rkhwaya he!!!!!!!

                    Eashal ka meaining kiya he???
                    mjhe Komal aur Zoya kabhi bhi psand nhi aaye.......others are nice!!
                    Hania and Hadia are very nice name. Eeshal ka matlab he "Jannat ka phool"
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                      Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                      Hania and Hadia are very nice name. Eeshal ka matlab he "Jannat ka phool"
                      haahn na...u and me agreed AGAIN!!!!!!!must be a good day today:lol....Eeshal ka meaning to bht pyara he...sounds not so pyara....i will have to try and like it!!!!!!!!


                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                        Originally posted by u_r View Post
                        haahn na...u and me agreed AGAIN!!!!!!!must be a good day today:lol....Eeshal ka meaning to bht pyara he...sounds not so pyara....i will have to try and like it!!!!!!!!
                        Don't force urself for liking. Enjoy the freedom of liking n disliking ; )
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                          Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
                          Don't force urself for liking. Enjoy the freedom of liking n disliking ; )
                          it's different tahts y I wanna try and like it:thmbup:


                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                            Originally posted by u_r View Post
                            it's different tahts y I wanna try and like it:thmbup:
                            Sure. Next time kisi ka bhi baby hua to yeh naam rakh dena :P
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                              Hmm Emaan , Amna ,
                              Larko'n ka hmm Musa Abu bakar , Suleyman , Abdul Qayyum ,

                              Yeh naam mujhe passand hain ..
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment

                              Working...
                              X