Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ke psandeeda Islami naam?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aap ke psandeeda Islami naam?

    Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
    Sure. Next time kisi ka bhi baby hua to yeh naam rakh dena :P
    bhei ye maa pyao v naa....khud naam rkhna chahte hein konsa kisi ko chance dete hein:garmi:

    jho jealous relatives hein woh nhi poochte.......aur jho ache waale hein woh mjhe se suggestions lete hein naam ke baare...isslye ke unhein maloon he ke mein ache meanings wale arabic naam batuhn gi:salam:.......fashiony naam nhi372-haha
    Last edited by u_r; 11 April 2012, 21:07.

    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: aap ke psandeeda Islami naam?

      Originally posted by La'hasil View Post
      Hmm Emaan , Amna ,
      Larko'n ka hmm Musa Abu bakar , Suleyman , Abdul Qayyum ,

      Yeh naam mujhe passand hain ..

      Tumhein apna naam bhi pasand he :P
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: aap ke psandeeda Islami naam?

        Originally posted by u_r View Post
        bhei ye maa pyao v naa....khud naam rkhna chahte hein konsa kisi ko chance dete hein:garmi:

        jho jealous relatives hein woh nhi poochte.......aur jho ache waale hein woh mjhe se suggestions lete hein naam ke baare...isslye ke unhein maloon he ke mein ache meanings wale arabic naam batuhn gi:salam:.......fashiony naam nhi372-haha
        lolx
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: aap ke psandeeda Islami naam?

          Originally posted by La'hasil View Post
          Hmm Emaan , Amna ,
          Larko'n ka hmm Musa Abu bakar , Suleyman , Abdul Qayyum ,

          Yeh naam mujhe passand hain ..
          Musa bht acha lagta he mjhe.....aaj kal kam hi rkhte hein issliye to unique heteddy

          mein Emaan as a name nhi psand kerti....mein ne Islamyiat mein prha tha (detail mein) Islamic names ke baare.....ke barkat, rehmat, jese naam na rakho..kiyuhn ke agger koi uss ka naam ler ker poche ke Rehmat ghar per he..(agger nhi) to aap kehin ge..nahi he ghar per...lekin rehmat to he aap ke ghar so aap yuhn na kahein!

          issitrah Emaan hee ....nahi372-scare(ASTAGHFIRULLAH)...haahn boht zayada logh yeh naam rkhte hein......lekin mein ne jho prrha us ke mutaabq nhi rkhna chaye......baaqi Wallau Alam:rose

          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: aap ke psandeeda Islami naam?

            واعلیکم السلام
            مجھے منفرد مگر اچھے معانی والے اور چھوٹے چھوٹےنام پسند ہیں لڑکیوں کے، کامن نام کم ہی پسند آتے ہیں اور لڑکوں کے دبدبے والے نام پسند ہیں جیسے ہاشم، سکندر وغیرہ اب لسٹ یاد نہیں مجھے پہلے کہیں بتا چکی ہوں ادھر
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #21
              Re: aap ke psandeeda Islami naam?

              Originally posted by saraah View Post

              haahn yeh dabhdabhe waali baat achi laggi......

              yhaan per bhi share karro please list....thnk u

              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                یار کافی عرصے سے ناموں والی لسٹ نہیں دہرائی ،لیکن آئی ول ٹرائی انشاء اللہ
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #23
                  Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                  Originally posted by saraah View Post
                  یار کافی عرصے سے ناموں والی لسٹ نہیں دہرائی ،لیکن آئی ول ٹرائی انشاء اللہ
                  Inshallah...looking forward to it...meanings bhi btana ...thnks

                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                    naam se shakhsiat per bhi assar hota hai. meri jab lahore mein posting thi tu regional manager jo meray immediate boss bhi thay ka naam tha peer bakhsh aur ussay hum chota kar kay peeral sahib kahtay thay.. naam pendowan tha aur uss ki shakisay shandaar hoti thi.. aur vo khud bhi kahtay thay yaar meri personality per mera naam nahi sajta hai aur naam ki wajah se kaafi loog foran samjh jatay hain kay mein basically peechhay kisi pind se taluk rakhta hoon... :lol
                    wese muje naam abdul Rahman, abdullah, Muhammad ismail aur bahut hain pasand hain
                    Last edited by azeem-ahmed; 12 April 2012, 03:15.
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                      well Aaliyan naam ki history kaafi taweel hay...

                      infact yeh aik pre-historic naam hay aur Muslamaan iss naaam ko rakhtay hain, jaisay prehistoric naam main Moosa, Daud, Ibrahim etc etc bhi pre-historic naam haain.

                      Aaliyan aik Cannanite naam hay CANAN aik ilaaqa tha jo kay abhi kay Palestine, Israel, aur Jodran kay kuch ilaaqoon per mushtamil tha, inn main AALIYAN unkay God of life ko kaaha jaata tha.... choonkay yeh ARABIC zabaan main shaamil hoya aur lafz AALI (jiss kay ma'anay AALA muqam kay hain) say derive hua... AALIYAN kay matlab hain (on double height).

                      Waisay tou yeh na un-common hay magar Aaj kal yeh naam PAKISTAN main bhi kaafi maqbool hota jaa raha hay, aaj kal aik TV serial hay jiss ka naam hay "Qissa char darwaish" uss main bhi aik character ka naam Aaliyan rakha gaya hay. :)

                      Originally posted by u_r View Post
                      :clap: 100% agree wid u( aise mauqe roz roz hi aaate hein jabh hum dono 100% agree karein:lol)-yeh jho fashion chall prrha he , we have to put a stop to it
                      aur is mein media aik postive role adhaa ker skta he...mein kai aise loguhn ko jaanti huhn jnhuhn ne dramas se insipre ho ker naam rkhe..magger heihn woh ulte seedhe...mein ne kai larkiyuhn ke naam Rebecca sunna...helloooooooooo...yeh Arabic islamic naaam kese huwa:garmi:

                      larkuhn ke jho naam tum ne mention kiye ..I love em all....very nice

                      girls ke bhi mention karro na!!!!!!!!

                      shizza aur munifa ke kiya matlab he....shaanze bhi aksser suna he..meaning kiya he???personally dont like the sound of shizza and shaanze..boys names mein Jaazal k meaning bhi bta do...thnks :rose

                      u can never go wrong with Hassan....abs. lovely

                      and girls names????

                      bht ache traditional naam hein zayada tar...sirf Aaliyan nhi sunna.....meaning please
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        well Aaliyan naam ki history kaafi taweel hay...

                        infact yeh aik pre-historic naam hay aur Muslamaan iss naaam ko rakhtay hain, jaisay prehistoric naam main Moosa, Daud, Ibrahim etc etc bhi pre-historic naam haain.

                        Aaliyan aik Cannanite naam hay CANAN aik ilaaqa tha jo kay abhi kay Palestine, Israel, aur Jodran kay kuch ilaaqoon per mushtamil tha, inn main AALIYAN unkay God of life ko kaaha jaata tha.... choonkay yeh ARABIC zabaan main shaamil hoya aur lafz AALI (jiss kay ma'anay AALA muqam kay hain) say derive hua... AALIYAN kay matlab hain (on double height).

                        Waisay tou yeh na un-common hay magar Aaj kal yeh naam PAKISTAN main bhi kaafi maqbool hota jaa raha hay, aaj kal aik TV serial hay jiss ka naam hay "Qissa char darwaish" uss main bhi aik character ka naam Aaliyan rakha gaya hay. :)
                        thnk u very much for the history....yeh hui naa baat!!!uncommon naam he lekin aap iss history ke zrye prove ker skte hein ke yeh jadeed utptang naam nhi:thmbup:

                        wese meiin unique (but still old) naam pt a he khaan se dhoondhti huhn......................islamic books chahe woh hadees byaahn karein ya history ..whaan sahaba ke naaam mentioned hote hein..aur itne pyaare pyaare naaam apko whaan se mill skte hein..jho na sirf alg se(if you want to stay ahead of others today!!!!!!!) huhn ge ,balke ache naam bhi huhn ge.....

                        I think we have to go and explore our roots and revive those beautiful names Inshallah!

                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                          shahzain,sazain,ehsan,aasi,demir,mishghan,afiza,fa dia......

                          Comment

                          • #28
                            Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                            Originally posted by innocent maya View Post
                            shahzain,sazain,ehsan,aasi,demir,mishghan,afiza,fa dia......
                            Achay naam hein. China mein aaj kul yahi chal rahay hein
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                              @ ms

                              wah wah kiya kehne .....chinese name nhi hain Pure Pakistani hain aur Aasi n demir Turkish name hain......

                              Comment

                              • #30
                                Re: aap ke psandeeda Islami naam?

                                Originally posted by innocent maya View Post
                                @ ms

                                wah wah kiya kehne .....chinese name nhi hain Pure Pakistani hain aur Aasi n demir Turkish name hain......
                                Oh acha, mein samja aap Germany se hein :p
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X