Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

cheezoo ki ehmeyat ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: cheezoo ki ehmeyat ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum

    aap kay nazdeek cheezoo or logoo ki kitni ehmeyat hai ?
    koi cheez khareedtay hian ..kuch time istamal kia ...porani ho gai ..to foran pheenk deytay hian ? ya usay dobra say jorr kay sath rakhtay hian ..ya wesay hi sath rakhtay hian kay aap ki yaadian in say wabista theian ....kuch loog nai nai cheezian lenay kay shooken hotay hian ..porani kharab na bhi ho to pheenk di ..kuch na istamal kartay hian na pheenktay hian : d ..har aik ka apna tareeka hota hai ..aap ka kia tareeka hai ?
    same aisay hi logoo ki baat hai kay kuch loog naye rishtay bananay kay leye p oranay rishtay choor deytay hian ...nai nai opportunities ki talash main rehtay hian ...kuch jorr kay rakhtay hian ...etc etc
    اچھا بھئی سیدھی سی بات ہے چیزوں اور انسانوں میں فرق ہوتا ہے میں نے تو اپنے بچپن کی ،اسکول کالج لائف کی چیزیں ابھی تک سنبھالی ہوئی ہیں تو انسانوں کومیں کیسے سنبھال کہ رکھتی ہونگی اندازہ کیا جسکتا ہے ۔۔۔۔۔ہاں ایک دو کیسز ایسے ہوئے ہیں کہ میں نے اپنی ذات کی نفی تک کی کچھ رشتوں کو قائم رکھنے کے لیے لیکن ایک حد بلکہ حد سے زیادہ جب بات بگڑ گئی تو پھر گڈ بائے فار ایور
    رشتوں کو قائم رکھنے کے لیے دو تین باتیں بہت ضروری ہیں ۔۔۔۔کم از کم میرے لیے۔۔۔۔۔ ٹرسٹ،رسپیکٹ اور ایگو۔۔۔۔۔جہاں جہاں پہلی دو چیزوں کی کمی اور تیسیری چیز کی زیادتی ہوجائے میں اس رشتے پہ لعنت بھیجنا پسند کرتی ہوں
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #17
      Re: cheezoo ki ehmeyat ?

      hmm CheeZo'n ki koi Ehmiyat nahin hoti Logo'n ki berhaal Zaroor hoti hai , CheeZein Insaan Use karta hai Kharab honey par phaink deta hai , Insaano'n kay sath hum aise nahin kar Sakhtey , Insaan Sahi na ho tab bhi Hum Unhein chor nahin sakhtey , No matter kay wo burhey ho jaien ya Ulaad Sahi na Nikley Lekin berhaal rahi gi wo hamaray sath hi

      :)
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment

      • #18
        Re: cheezoo ki ehmeyat ?

        Originally posted by La'hasil View Post

        Tum yakeen maano mein tumhein hameesha se bewakoof he samajta aaya hoon lekin to ho nahi :P
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: cheezoo ki ehmeyat ?

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Tum yakeen maano mein tumhein hameesha se bewakoof he samajta aaya hoon lekin to ho nahi :P
          Aap nay tu hadh hi kar de hai [-(
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #20
            Re: cheezoo ki ehmeyat ?

            me ko apni cheezoo say bara peyaar hai ..main unhay sanbhaal kay rakhtti houn ..ghar walye kehtay hian kia kabaar jama kar kay rakha howa hai kis kaam ki hain ub pheenkoo :shyy: ..par me nay unhay alug cupboard main chupa kay sanbaal kay rakha howa hai :lol: nai nai cheezoo kay leye p orani cheezoo ko nahi chora kabhi ..
            or logo ki baat hai to jo achay hian me kay sath unhay bhi sanbhaal kay rakhti houn :lol: or jo achay nahi or kisi taraha say bhi sudhranay kay nahi to main nahi phir sanbhlaati unhay
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #21
              Re: cheezoo ki ehmeyat ?

              Originally posted by La'hasil View Post
              hmm CheeZo'n ki koi Ehmiyat nahin hoti Logo'n ki berhaal Zaroor hoti hai , CheeZein Insaan Use karta hai Kharab honey par phaink deta hai , Insaano'n kay sath hum aise nahin kar Sakhtey , Insaan Sahi na ho tab bhi Hum Unhein chor nahin sakhtey , No matter kay wo burhey ho jaien ya Ulaad Sahi na Nikley Lekin berhaal rahi gi wo hamaray sath hi

              :)
              aik na aik stage zarur hoti hy jab insan buray insan sy kanara ikhtiyar kar layta hy or agar bilkul qata taluqi mumkin na hoye tab b insan usko aik limit sy ziada apni life mein jaghy dyta nai...
              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

              Comment

              • #22
                Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                Originally posted by Aanchal View Post
                me ko apni cheezoo say bara peyaar hai ..main unhay sanbhaal kay rakhtti houn ..ghar walye kehtay hian kia kabaar jama kar kay rakha howa hai kis kaam ki hain ub pheenkoo :shyy: ..par me nay unhay alug cupboard main chupa kay sanbaal kay rakha howa hai :lol: nai nai cheezoo kay leye p orani cheezoo ko nahi chora kabhi ..
                or logo ki baat hai to jo achay hian me kay sath unhay bhi sanbhaal kay rakhti houn :lol: or jo achay nahi or kisi taraha say bhi sudhranay kay nahi to main nahi phir sanbhlaati unhay
                bhot acha karti ho.. kabi tum k ghar aa k tmki cheezein bachon ge or us sy milny waly passion sy khob sa khana kharedon ge :rew:
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment

                • #23
                  Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                  Originally posted by crystal_thinking View Post

                  bhot acha karti ho.. kabi tum k ghar aa k tmki cheezein bachon ge or us sy milny waly passion sy khob sa khana kharedon ge :rew:
                  acha howa tum nay me ko bata dia ,ub nahi dekhaoun gee kuch

                  me nay aik guryaa 11 saal sanbhaali the ..bus mujhay achi lagti the ..me kay cousins aye pak say rehnay ko ..ammi nay kaha khelnay ko day do inhay ..1 saal or 3 saal un ki age the ...mere 11 saal ki gurya ka 11 min main bora haal kar dia unhoo nay ..gai wo kachrray main 2 saal ho gay hian me ko aaj tuk us ka sadma hai kay itna sanbhla tha 11 saal
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #24
                    Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    acha howa tum nay me ko bata dia ,ub nahi dekhaoun gee kuch

                    me nay aik guryaa 11 saal sanbhaali the ..bus mujhay achi lagti the ..me kay cousins aye pak say rehnay ko ..ammi nay kaha khelnay ko day do inhay ..1 saal or 3 saal un ki age the ...mere 11 saal ki gurya ka 11 min main bora haal kar dia unhoo nay ..gai wo kachrray main 2 saal ho gay hian me ko aaj tuk us ka sadma hai kay itna sanbhla tha 11 saal
                    hahaha :rew: matlab tmk khazany mein kami karwa gy wo :p

                    mery pass tu aik b guriya nai meny kabi guriya sy khela nai ... mjko achi he nai lagti or such tu yeh hy k mjo bachpan mein guriya sy dar lagta tha
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment

                    • #25
                      Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                      Originally posted by crystal_thinking View Post

                      hahaha :rew: matlab tmk khazany mein kami karwa gy wo :p

                      mery pass tu aik b guriya nai meny kabi guriya sy khela nai ... mjko achi he nai lagti or such tu yeh hy k mjo bachpan mein guriya sy dar lagta tha
                      lolz gurya saay durr : d

                      wo gurya larki say zaida larkay ko pasand the kay yeh bus mere hai behn say cheen lita tha :lol: or kanghi kar kar kay us kay baal hi utaar deye
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        lolz gurya saay durr : d

                        wo gurya larki say zaida larkay ko pasand the kay yeh bus mere hai behn say cheen lita tha :lol: or kanghi kar kar kay us kay baal hi utaar deye
                        :rew:

                        u mean u ki guriya ganji ho ge the :rew: pher tu usny chor de hoye ge... nai?

                        han mjko dar lagta tha bhot :shyy: mein ab b apny room mein nai rakhti :shyy: lekin apni bhanjiyon k liye bhot c le hein unko bhot pasand.. Rapunzel , snow white or pata nai kon kon c....
                        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                        Comment

                        • #27
                          Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                          Originally posted by La'hasil View Post
                          Aap nay tu hadh hi kar de hai [-(
                          Dekho La'hasil mein tum se kitna such bolta hoon. tumhein chahiye k tum mera shukriya ada karo.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                            Originally posted by crystal_thinking View Post

                            aik na aik stage zarur hoti hy jab insan buray insan sy kanara ikhtiyar kar layta hy or agar bilkul qata taluqi mumkin na hoye tab b insan usko aik limit sy ziada apni life mein jaghy dyta nai...
                            hmm Sahi lekin Chor phir bhi nahin sakhta , kyun kay berhaal logo'n ko chorna hamaray liye mumkin nahin hota ... :)
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment

                            • #29
                              Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              Dekho La'hasil mein tum se kitna such bolta hoon. tumhein chahiye k tum mera shukriya ada karo.
                              Buhat Sach boltey hain hunh ziyada drame nahin karein :p
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment

                              • #30
                                Re: cheezoo ki ehmeyat ?

                                Originally posted by La'hasil View Post
                                Buhat Sach boltey hain hunh ziyada drame nahin karein :p
                                Dekho La'hasil daramay kerne k liye kia aik tum he reh gai ho? Mein tumharay saath dramay kyoon karon ga bei, chalo khud batao kia tum aaj se aik do saal pehlay bilkul he bewakoof nai hua kerti thi? :P
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X