Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Creation of Man and Woman~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~Creation of Man and Woman~

    Originally posted by Masood
    Just read somewhere:

    God made man and then rested. God made women and then no one rested :khi: :khi:

    aap ka kya khiyaal hai ji is barey mein??? :khi:
    chaliye accha hai.....
    humari(women) wajha se hi saare man kaam per tu lage hoye hain.....:khi:

    Comment


    • #32
      Re: ~Creation of Man and Woman~

      Originally posted by Spy009
      Puri duniya ko dekho koun kaam karta hai aur koun nahin, ladkiya jo chudiyon ka bojh naa sah sake kahtey hain talwaar ham chalyenge....:lol :lol


      Aurtein ab chorian pehanti kab hain ab to yeh mardon ke liyeh reh gayi hain :zuban: .... chorian pehan'ney waley kaam to mardon ne shuroo ker diyeh hain ab bas chorian pehan'na baqi reh gayi hain :lol :lol
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: ~Creation of Man and Woman~

        Originally posted by Masood
        Saima agree and dis-agree. Chust aur sust hona bohat hadd tak apney ander per depended hai. U ki tarha meri nani was around about 70 when she still was very much active and did her work. My mum is around about 55 aur woh pedal chalna ziyada pasand karti hain .... aur jahan tak yahan denmark ki ladies ki baat hai to aap ko sarrak per 65-75 saal ki aurtein cycle chalati hui nazar aaein gi....

        Sayasat mei chaley jao :tauba
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: ~Creation of Man and Woman~

          Originally posted by Bheegi-Palkain
          Asslam-o_Alikum WR WB

          Spy ! kis dunya main ho:embarasse... ? mujhy zaroor bata na ... :dua

          Saima nay jo kha hay sahi kha hay ... :thmbup:

          Usi ko dekh lo .... :wk

          Abhi sirf 60 ki hay aur kitna Ter Ter bolti hy .... :kr:

          aur to aur 7 gaaz ki zuban hy .... :kr::kr:

          koi mamoli cheez nahi hy ...:khi:

          Atomb Bomb hy


          pata nahi u ko spy ? :cc:


          Lalalalallalala

          Yeapppppppp

          FeaamnAllah:lpop::lpop:

          Mei 60 ki bhi houn to kya U se phir bhi choti hoon Uncle jee :zuban:
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: ~Creation of Man and Woman~

            Originally posted by Masood
            Bibi communication ka sab sey pehla asool hai keh agar aap ka mukhalif aap key level per nahin aa sakta to aap uskey level per chaley jao - is tarha communication hoti hai - aur jab auratein ab is duniya ka hissah hain to un sey communication to karni parti hai na :wk

            Na bhi kero to hum logo ko koi farq nahi perta

            aap logo se hi nahi raha jata :zuban: ...
            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: ~Creation of Man and Woman~

              Originally posted by Saima Shaheen
              Na bhi kero to hum logo ko koi farq nahi perta

              aap logo se hi nahi raha jata :zuban: ...
              ahan ab aisi bhi baat nahin hai. Ham ney chaha tha mar jaein magar yeh bhi na huwa :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: ~Creation of Man and Woman~

                Originally posted by Saima Shaheen
                Mei 60 ki bhi houn to kya U se phir bhi choti hoon Uncle jee :zuban:
                Assalam-o_Alikum WR WB

                Chalo kuch bhi ho tum nay ya to mana na kay 60:kr::kr:

                lalalalalall lalalal

                FeaamnAllah lpop:
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                Comment


                • #38
                  Re: ~Creation of Man and Woman~

                  :blush:

                  someone has just whisper in my left ear:

                  What is the difference between a woman and a magnet?
                  Magnets have a positive side!


                  Main ney nahin kaha :D
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~Creation of Man and Woman~

                    Originally posted by Masood
                    :blush:

                    someone has just whisper in my left ear:

                    What is the difference between a woman and a magnet?
                    Magnets have a positive side!


                    Main ney nahin kaha :D

                    :slap:
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: ~Creation of Man and Woman~

                      Originally posted by Masood
                      ahan ab aisi bhi baat nahin hai. Ham ney chaha tha mar jaein magar yeh bhi na huwa :p

                      To aap ek gunah itney they ke farishton ne khuda se kaah , hum se itna hisab nahi ho raha sab mix up ho raha hai, to khuda ne wapis bhej diya ke jao ja ker kuch naikian ker ke aao :p :khi:
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: ~Creation of Man and Woman~

                        Originally posted by Saima Shaheen
                        :slap:
                        aaaauch - mujhey kyun marti hain, main ney to nahin kaha na
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: ~Creation of Man and Woman~

                          Originally posted by Saima Shaheen
                          To aap ek gunah itney they ke farishton ne khuda se kaah , hum se itna hisab nahi ho raha sab mix up ho raha hai, to khuda ne wapis bhej diya ke jao ja ker kuch naikian ker ke aao :p :khi:
                          :lol to aap ko to merey gunah is tarha yaad hain jaisey merey saath hi rahi hai - is lehaz sey to aap key bhi utney hi shumaar kiyey jaein gey na :lol aur main to insaan hoon aap to ho hi devil :wk
                          Last edited by Masood; 21 February 2006, 10:33.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: ~Creation of Man and Woman~

                            Originally posted by Masood
                            aaaauch - mujhey kyun marti hain, main ney to nahin kaha na

                            yeh U ke jese fazool mind se hi aa sakta hai
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: ~Creation of Man and Woman~

                              Originally posted by Masood
                              :lol to aap ko to merey gunah is tarha yaad hain jaisey merey saath hi rahi hai - is lehaz sey to aap key bhi utney hi shumaar kiyey jaein gey na :lol aur main to insaan hoon aap to ho hi devil :wk

                              haan to is liyeh to emi khudh ko devil manti hoon, kiu ke mei janti hou me bhi gunah gaar ho sakti hoon, is liyeh jhoot to nahi bolti na ...to is tarah sab se barey ek gunah se bach gayi:lol .......... magar U sab gunah bhi kertey ho aur jhoot bhi boltey ho khudh ko shareef bta ker is lieyh double triple gunah gaar ho na :D :tomato:
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: ~Creation of Man and Woman~

                                Originally posted by Saima Shaheen
                                yeh U ke jese fazool mind se hi aa sakta hai
                                :a stick: main aisey sochta hoon sinf-e-nazuk key barey mein :p

                                achha ab dekho merey left ear mein phir sey whispering ho rahi hai:

                                WOMAN: The most efficient money reducing agent known to man-kind!
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...