Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf cricket hee kyun??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sirf cricket hee kyun??

    assalam a alaikum

    kitni games/sports hain indoor games outdoor games e.g cricket, foot ball, hockey, table tennis, tennis, walli baal etc lakin pakistan mein sirf hamari youth cricket hee kyun khailti hain aur games mein kyun nahi khailtay???? gali kochon mein jain yaa posh areas mein jain sub cricket khailtay hee nazar aaein gay......agar aap europe jain aap ko youth her games/sports khailtay nazar aein gay.... lakin yahan sirf cricket aur sports ka tu pata bhi nahi....... aisa kyun hai????
    sigpic

  • #2
    Re: sirf cricket hee kyun??

    وعلیکم اسلام
    شائد اس لئے کہ اس گیم میں سسپنس زیادہ ہے آخری گیند پر جیتنے والی ٹیم ہار سکتی ہے اور ہارنے والی ٹیم جیت سکتی ہے
    :star1:

    Comment

    • #3
      Re: sirf cricket hee kyun??

      W sallam.....
      Hamarii youth b sari games khailtii haii but hamaraa media aor govt just cricket ko support aor promot karnay main lagay hoey hainn,,,,isii liey u ko aisa laggaaaaa..

      Agar bakii games ko b govt promote karay to galli mahloo main wahi games nazzar ainnnn
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: sirf cricket hee kyun??

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post

        سر جی کچھ حد تک امبرین جی صحیح کہہ رہی ہیں وہ گلی محلوں پارکوں کی بات کر رہی ہیں اور وہ درست ہے جس طرح ہمارے ہاں کرکٹ کھیلی جاتی ہے اُس طرح عوامی سطح پر کوئی دوسرا کھیل نہیں کھیلا جاتا
        اور اس کی ایک بڑی وجہ بڑی بڑی کپنیوں کی جانب سے کرکٹ کو سپورٹ کرنا ہے جس کی وجہ سے ہمارے نوجوانوں کو لگتا ہے کہ اس میں پیسہ بھی ہے ملازمت بھی ہے اور شہرت بھی
        :star1:

        Comment

        • #5
          Re: sirf cricket hee kyun??

          Originally posted by S.A.Z View Post

          maib b takreeban yehi bat kar raha hoo,,keh cricket koo ziada support kia ja raha haii....
          Agar bakioun ko b itna support kia jata too wo games iss nigorii cricket say ziada tarakii kartiiiii
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: sirf cricket hee kyun??

            Originally posted by ambreen_shaam View Post
            assalam a alaikum

            kitni games/sports hain indoor games outdoor games e.g cricket, foot ball, hockey, table tennis, tennis, walli baal etc lakin pakistan mein sirf hamari youth cricket hee kyun khailti hain aur games mein kyun nahi khailtay???? gali kochon mein jain yaa posh areas mein jain sub cricket khailtay hee nazar aaein gay......agar aap europe jain aap ko youth her games/sports khailtay nazar aein gay.... lakin yahan sirf cricket aur sports ka tu pata bhi nahi....... aisa kyun hai????
            Walikum Salam...

            Baat tu theek hai..aap ki..

            Iss ki reasons kuch reasons hain....aik tu media aur govt. ziada tarr cricket ku support kertaee hai jab k baqi games ku itna support hasil nahi....aur cricket ka baqiada aik intezami borad hai..jab k doosray khailoon k liye baqida koi intezami borad nahai..

            Phir iss game main pesa bhi bohut hai..iss liye bohut say naujawan iss game ku as a profeesion apanana chatey hain..

            Humaree team bhi baqi games ki nisbat sirf iss game ziada acha perform kertee hai..baqi games main humaree performance kuch zida achee nahi rahee..aur na koi international level per naam paida kia..(sirf kuch arsay k liye squash main)

            Cricket nisbatan sastee (cheap) game hai...sirf aik bat aur ball chahye game start kernay k liye..jaga bhi ziada nahi..kisee bhi ground main khail saktay hain..

            Doosary games jaisay wali ball, tennis, table tennis, hockey her koi afford nahi ker sakta.. kuch games k liye baqaida court chahye hota hai...masalan wali ball, laun tennis waghira k liye court chahye jo k humarai country bohut kam hain...aur khud say creat kerna mushkil hota hai..

            Phir jisay k S.A.Z bhai nay kaha...k iss game main ball to ball susupense bhi ziada hota ahi..baqi games itna suspense nahi hota...

            Iss wajah say cricket ku ziada prefer kia jata hai humaray mulk main..

            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment

            • #7
              Re: sirf cricket hee kyun??

              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post

              :thmbup:
              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

              Comment

              • #8
                Re: sirf cricket hee kyun??

                cricketers ko Hero bana kay peash kia jata hai to youth bhi hero bannay kay chakar main is taraf zaida attrach hoti hai : lol

                or cricketers say filmi herones kay affairs bhi chaltay rehtay hian . :d
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: sirf cricket hee kyun??

                  walekumsalam
                  pata nahi kiun...mujhe to bilkul pasand nahi he

                  Comment

                  • #10
                    Re: sirf cricket hee kyun??

                    kuchh dosto ka point of view parha aur in dosto ka ziyada tar khayal hai kay cricket ki promotion mein government ka role hai jis se mein itefaaq nahi karti.... her country mein kisi eik game ka ziyada trend hota hai.... jese mein Sudan janay ka itefaaq hua vahan per her shaks foot ball khailtay nazar aa rahe thay.... saudi arab mein jain vahan bhi foot ball ziyada khaila jata hai...... america mein bhi kuch makhsoos games hain jahan youth ziyada shok se khailti hai phir bhi vahan aur bhi games khaili jaati hain.....
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: sirf cricket hee kyun??

                      Originally posted by S.A.Z View Post
                      وعلیکم اسلام
                      شائد اس لئے کہ اس گیم میں سسپنس زیادہ ہے آخری گیند پر جیتنے والی ٹیم ہار سکتی ہے اور ہارنے والی ٹیم جیت سکتی ہے
                      aap ka khayal hai kay cricket mein suspense hai issliye bhi yeh game pasand ki jaati hai mein iss se bhi agree nahi karti.... cricket mein tu agar eik team batting kar lay tu takreeban andaza hojata hai kay kon se team jeetay gi.....kuch matches mein suspense wali situation create hoti..... aur kabhi tu 20 overs kay baad pata lag jata hai kay team jeetay gi yaa haray gi.... wese sub se ziyada suspense foot ball yaa hakki mein hota hai........
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: sirf cricket hee kyun??

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Walikum Salam...

                        Baat tu theek hai..aap ki..

                        Iss ki reasons kuch reasons hain....aik tu media aur govt. ziada tarr cricket ku support kertaee hai jab k baqi games ku itna support hasil nahi....aur cricket ka baqiada aik intezami borad hai..jab k doosray khailoon k liye baqida koi intezami borad nahai..

                        Phir iss game main pesa bhi bohut hai..iss liye bohut say naujawan iss game ku as a profeesion apanana chatey hain..

                        Humaree team bhi baqi games ki nisbat sirf iss game ziada acha perform kertee hai..baqi games main humaree performance kuch zida achee nahi rahee..aur na koi international level per naam paida kia..(sirf kuch arsay k liye squash main)

                        Cricket nisbatan sastee (cheap) game hai...sirf aik bat aur ball chahye game start kernay k liye..jaga bhi ziada nahi..kisee bhi ground main khail saktay hain..

                        Doosary games jaisay wali ball, tennis, table tennis, hockey her koi afford nahi ker sakta.. kuch games k liye baqaida court chahye hota hai...masalan wali ball, laun tennis waghira k liye court chahye jo k humarai country bohut kam hain...aur khud say creat kerna mushkil hota hai..

                        Phir jisay k S.A.Z bhai nay kaha...k iss game main ball to ball susupense bhi ziada hota ahi..baqi games itna suspense nahi hota...

                        Iss wajah say cricket ku ziada prefer kia jata hai humaray mulk main..
                        jahan tak yeh kahna kay government ka role hai iss tarah tu hakki ka board bhi bana hua hai islamabad mein sports complex bhi bana hua hai jahan athletes ko full ma'avanat ki jati hai lakin iss kay bawajood loog vahan janay ko pasand nahi kartay.....
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: sirf cricket hee kyun??

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          W sallam.....
                          Hamarii youth b sari games khailtii haii but hamaraa media aor govt just cricket ko support aor promot karnay main lagay hoey hainn,,,,isii liey u ko aisa laggaaaaa..

                          Agar bakii games ko b govt promote karay to galli mahloo main wahi games nazzar ainnnn
                          government sirf apnay mafadaat ko promote karti hai....... jitnay grounds thay vo MNA aur MPA hazraat nay qabzay kar rakhay hain iss tarah khoob promotion ho rahi hai...... :lol
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: sirf cricket hee kyun??

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            walekumsalam
                            pata nahi kiun...mujhe to bilkul pasand nahi he
                            wese mujhe bhi bore lagti hai.......... mein kabhi kabhi apnay abba kay saath cricket khail leti hoon..... abbu ko meinay kaafi dafa clean bold bhi kiya hai..... :lol
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: sirf cricket hee kyun??

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              cricketers ko Hero bana kay peash kia jata hai to youth bhi hero bannay kay chakar main is taraf zaida attrach hoti hai : lol

                              or cricketers say filmi herones kay affairs bhi chaltay rehtay hian . :d
                              hahahahhaha........ wese aap ko sirf cricket hee kyun per comments dein...... herones kay affairs per eik new thread open karien gay....... vo bhi filmi dunia section mein vo bhi baray baray poster laga kay :lol
                              Last edited by ambreen_shaam; 19 April 2011, 06:46.
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X